Ghuroor Ishq Tekta Hai Uski Baton Se Woh Bazm Naz Mein Shayed Naya Naya Hai Abhi
Ghuroor Ishq Tekta Hai Uski Baton Se
Woh Bazm Naz Mein Shayed Naya Naya Hai Abhi
Woh Hijraton Ke Safar Par Nikal PaRa Hai Magar
Palat Palat Ke Kisi Ko Woh Daikhta Hai Abhi

Comments
Post a Comment