Kuch tabiyat aj kal pata hoon ghhabraai hui Shehr bhar mein hai udasi har taraf chhaai hui



کچھ طبیعت آج کل پاتا ہوں گھبرائی ہوئی
شہر بھر میں ہے اداسی ہر طرف چھائی ہوئی
Kuch tabiyat aj kal pata hoon ghhabraai hui
Shehr bhar mein hai udasi har taraf chhaai hui

ہائے رے غارت گر صبر و شکیبائی ہوئی
وہ تری ترچھی نظر وہ آنکھ شرمائی ہوئی
Haae re gharat gar e sabr o shakebaai hui
Wo teri tirchhi nazar, wo ankh sharmaai hui


Comments

Popular posts from this blog

Dukh Ye Hai Mera Yousaf o Yaqoob Ke Khaliq Woh Log Bhi Bichdey Jo Bichadnay Ke Nahi Thay

Mere Tan Ke Zakham Na Gin Abhi Meri Aankh Mein Abhi Noor Hai

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein