Patharon Ke Shehar Mein Bolta Nahi Koi Gung Hein Zubanein Kion Sochta Nahi Koi
Patharon Ke Shehar Mein Bolta Nahi Koi
Gung Hein Zubanein Kion Sochta Nahi Koi
Hum Mein Zinda Rehny Ka Azam Hi Nahi Koi
Mout Ke Samandar Mein Doobta Nahi Koi
Sayeda Nasreen Naqash

Comments
Post a Comment