Posts

Showing posts from May, 2020

Kuch Hum Bhi Thak Gaye Hein Ussay Dhoondte Hoe Kuch Zindagi Ke Paas Bhi Muhlat Nahi Rahi

Image
    کچھ ہم  بھی تھک گۓ ہہں اُسے ڈھونڈتے ہوۓ کچھ  زندگی  کے  پاس  بھی  مہلت نہیں رہی Kuch Hum Bhi Thak Gaye Hein Ussay Dhoondte Hoe Kuch Zindagi Ke Paas Bhi Muhlat Nahi Rahi اُس  کی  اِک  اِک  ادا  سے چھلکنے لگا خلوص جب  ہم  کو  اعتبار   کی   عادت   نہیں   رہی Uski Ik Ik Ada Se Jhalakne Laga Khuloos Jab Hum Ko Itbar Ki Aadat Nahi Rahi

Mujhe apne zabt pe Naaz tha, sar e bazm raat ye kya hua Meri aankh kaisay chalak gaee, mujhe runj hai ye bura hua

Image
Mujhe apne zabt pe Naaz tha, sar e bazm raat ye kya hua Meri aankh kaisay chalak gaee, mujhe runj hai ye bura hua Iqbal Azeem

You should be sick with your face too If love is there then love should be expressed

Image
You should be sick with your face too If love is there then love should be expressed If you are a river then we are in danger at this time If you are a boat then we should be on it Even the people of the world are also reading these days You should be a newspaper not a woman When will you forget life, you will be afraid of us It should be the right house Tell me your memories, give me a day of leave There should be an attitude in the part of love too

Kharch ho jate ise ek mohubat mein Qateel Dil agar or bhi sene mein hamare hote

Image
خرچ ہو جاتے اسی ایک محبت میں قتیل دل اگر اور بھی سینے میں ہمارے ہوتے Kharch ho jate ise ek mohubat mein Qateel Dil agar or bhi sene mein hamare hote Qateel  Shefaai

Aata hai toofan to aaney de Kashti ka Khuda khud Hafiz hai

Image
Aata hai toofan to aaney de Kashti ka Khuda khud Hafiz hai Mumkin hai ki uth-ti lehron mein Behta hua sahil aa jaye

Ye Na Thi Humari Qismat Keh Wisal e Yaar Hota Agar Aur Jeete Rehte Yahi Intezar Hota

Image
یہ نہ تھی ہماری قسمت کہ وصال یار ہوتا اگر اور جیتے رہتے یہی انتظار ہوتا ترے وعدے پر جیے ہم تو یہ جان جھوٹ جانا کہ خوشی سے مر نہ جاتے اگر اعتبار ہوتا تری نازکی سے جانا کہ بندھا تھا عہد بودا کبھی تو نہ توڑ سکتا اگر استوار ہوتا کوئی میرے دل سے پوچھے ترے تیر نیم کش کو یہ خلش کہاں سے ہوتی جو جگر کے پار ہوتا یہ کہاں کی دوستی ہے کہ بنے ہیں دوست ناصح کوئی چارہ ساز ہوتا کوئی غم گسار ہوتا رگ سنگ سے ٹپکتا وہ لہو کہ پھر نہ تھمتا جسے غم سمجھ رہے ہو یہ اگر شرار ہوتا غم اگرچہ جاں گسل ہے پہ کہاں بچیں کہ دل ہے غم عشق گر نہ ہوتا غم روزگار ہوتا کہوں کس سے میں کہ کیا ہے شب غم بری بلا ہے مجھے کیا برا تھا مرنا اگر ایک بار ہوتا ہوئے مر کے ہم جو رسوا ہوئے کیوں نہ غرق دریا نہ کبھی جنازہ اٹھتا نہ کہیں مزار ہوتا اسے کون دیکھ سکتا کہ یگانہ ہے وہ یکتا جو دوئی کی بو بھی ہوتی تو کہیں دو چار ہوتا یہ مسائل تصوف یہ ترا بیان غالبؔ تجھے ہم ولی سمجھتے جو نہ بادہ خوار ہوتا  مرزا غالب عجب اپنا حال ہوتا جو وصال یار ہوتا کبھی جان صدقے ہوتی کبھی دل نثار ہوتا کوئی فتنہ تا قیامت نہ پھر آشکار ہوتا ترے دل پہ

Aj Phir Dil Ne Ik Tamanna Ki Aj Phir Dil Ko Hum Ne Samjhaya

Image

Bure bande noo main laban turya, par bura na laba koi Jad main andar jhati pai,te metun bura na koi

Image
Bure bande noo main laban turya, par bura na laba koi Jad main andar jhati pai,te metun bura na koi

Ya tay tari tambrri janay ya fir mari chamrri jany

Image
یا    تے  تیری   تمبڑی  جانے یا  فر   میری   چمڑی  جانے کِنّاں     اوکھا    پُتّر     پلدا رب  جانے   یا   امبڑی جانے پرہیا وِچ گواہ  کیوں مُکرے ڈر   جانے   یا   دمڑی  جانے لمبڑ   راتیں   کِھتّے   جاندا یا    کاما   یا   لمبڑی  جانے اوہدے سر سرداری  پھبدی جہڑا  چنگی  منڈری  جانے ٹھُکرایاں دی قیمت  ظفری کاغذ  چُندی  چنگڑی  جانے      ظفر اعوان   Ya tay tari tambrri janay ya fir mari chamrri jany kinna okha puter palda Rab janay ya ambarri janay parhhiya wich  gawah kuoon mukray dar janay ya damrri jany lambrr rateen kithy janda ya kama ya lambrri janay Ohday sir sadari phbdi jehrra changi mandrri janay Thukrayan di qeemat zafri kagaz chundi changrri janay Zafar Aawan

Dil Churata Hai Woh Kam-Bakht Bina Aahat Ke Haath Mein Aisi Safaai Hai Keh SUBHANALLAH

Image
دل  چُراتا ہے وہ کم بخت بنا آہٹ کے ہاتھ میں ایسی صفائی ہے کہ سُبحان اللہ رحمان فارس Dil Churata Hai Woh Kam-Bakht Bina Aahat Ke Haath Mein Aisi Safaai Hai Keh SUBHANALLAH Rehman Faris

Koi maqsad meri takhleeq ka hai Ke bus ik be-haqeeqat rasm hoon main ?

Image
Koi maqsad meri takhleeq ka hai Ke bus ik be-haqeeqat rasm hoon main ? Zoya Rao Wafa

Muhabat rait jesi thi Mujhy ghalat fehmi thi keh Muhabat dher sari thi Main dono haath bhar bhar kar Muhabat ko sanbhalonga Zamane se chupa longa

Image
Muhabat rait jesi thi Mujhy ghalat fehmi thi keh Muhabat dher sari thi Main dono haath bhar bhar kar Muhabat ko sanbhalonga Zamane se chupa longa Kabhi khone nahen donga magar Main ne ise daar se Muhabat hi na kho jae Ye muthiyan band rakhi thain magar jab Muthiyan kholian tu Dono haath khali thay Muhabat k sawali thay Keonkeh muhabbat rait jesi thi

Garchey Kam Kam Teri Tasweer Nazar Aati Hai Saat Rangon Ki Sadaa Aath Pehar Aati Hai

Image
گرچہ کم کم تری تصویر نظر آتی ہے سات رنگوں کی صدا آٹھ پہَر آتی ہے شاعری نامی پرندے کے ذریعے مجھ تک کتنے نادیدہ زمانوں کی خبر آتی ہے فیصلہ کرلے کہ ہے کون زیادہ حسّاس تُجھ کو آتی ہے مہک، مجھ کو نظر آتی ہے کون فنکار سنبھالے وہاں مصرعے کی لچک ؟ قافیہ بن کے جہاں تیری کمر آتی ہے شعر تو بعد میں ہم سُنتے سُناتے رہیں گے پہلے بتلا، تُجھے تعظیمِ ہُنر آتی ہے ؟ اور کیا آئے گا ہم اہلِ محبت پہ عذاب ؟ ہاں قیامت ہے، سو آنے دو اگر آتی ہے سوچتا ہوں کہ گلی والے گُلوں کی خوشبو کیسے در کھولے بِنا صحن میں در آتی ہے ؟ راستہ لاکھ مُقفّل ہو گلے سے لب تک چیخ تو چیخ ہے، چُپکے سے گزر آتی ہے ایسا خودکار ہے فارس مِرے اشکوں کا نظام خالی ہوتی ہے مِری آنکھ تو بھر آتی ہے رحمان فارس   Garchey Kam Kam Teri Tasweer Nazar Aati Hai Saat Rangon Ki Sadaa Aath Pehar Aati Hai Shaairi Naami Parindey K Zariey Mujh Tak Kitney Naa-deeda Zamaanon Ki Khabar Aati Hai Faisla Kar Ley K Hai Kon Zyaada Hassaas Tujh Ko Aati Hai Mehek, Mujh Ko Nazar Aati Hai Kon Fankaar Sanbhaaley Wahaan Misrey Ki Lachak ? Qaafiya Ban K Jahaan Teri Ka

Koi aa jaye khayalon mein, aur muskura doon main Gar isse "ishq" kehte hain, to haan ishq hai tumse

Image
Koi aa jaye khayalon mein, aur muskura doon main Gar isse "ishq" kehte hain, to haan ishq hai tumse

Zindagi bhar ki shanasayi chali jayegi Ghar basa loonga to tanhayi chali jayegi

Image
Zindagi bhar ki shanasayi chali jayegi Ghar basa loonga to tanhayi chali jayegi tere  baare mein koi rai kahan se laaoon jhoot bolunga to sachhai chali jayegi

Jinki zulfon ke aap ghayal hain Unke apne bhi kuch masail hain

Image
Jinki zulfon ke aap ghayal hain Unke apne bhi kuch masail hain

Zindagi "MEEM" ka aik mukhtsar qissa hai Mulaqt, Mohabbat, Malaal aur Moat !

Image
Zindagi "MEEM" ka aik mukhtsar qissa hai Mulaqt, Mohabbat, Malaal aur Moat !

Kin lafzon me bayan karoon main ehmiyat teri Tere bin aksar hum namumkin se rha karte hain

Image
Kin lafzon me bayan karoon main ehmiyat teri Tere bin aksar hum namumkin se rha karte hain

Kisi Ki Ankh Se Sapney Chura Kar Kuch Nahi Milta Mandiron Ke Chiragho Ko Bhuja Kar Kuch Nahi Milta

Image
Kisi Ki Ankh Se Sapney Chura Kar Kuch Nahi Milta Mandiron Ke Chiragho Ko Bhuja Kar Kuch Nahi Milta Koi Ik Aadha Sapna Ho Tou Ho , Acha Bhi Lagta Hai Hazaron Khawab Ankhon Mein Saja Kar Kuch Nahi Milta Unse Kehna Ke Palkon Par Na Tanke Khawbon Ke Jhalar Samandar Ke Kinare Ghar Bana Kar Kuch Nahi Milta Yeh Acha Hai Ke Apas Ke Bharam Na Tootne Paye Kabhi Kabhi Doston Ko Azma Kar Kuch Nahi Milta Mujhe Aksar Sitaron Se Yehi Awaaz Aati Hai Kisi Ke Hijar Mein Neenden  Ganwa Kar Kuch Nahi Milta Jigar Ho Jayega Chalni Yeh Ankhein Khoon Royengi Wasi Be-Faiz Logon Se Nibha Kar Kuch Nahi Milta

Mera Khamosh Reh Kar Bhi Unhein Sab Kuch Suna Dena

Image
مِرا خاموش رہ کر بھی اُنہیں سب کُچھ سُنا دینا زباں سے کُچھ نہ کہنا دیکھ کر آنسُو بہا دینا نشیمن ہو نہ ہو یہ تو فلک کا مشغلہ ٹھہرا کہ دو تِنکے جہاں پر دیکھنا بِجلی گِرا دینا مَیں اِس حالت سے پہنچا حشر والے خود پُکار اُٹھے کوئی فریاد والا آ رہا ہے راستہ دینا اِجازت ہو تو کہہ دُوں قِصّۂ اُلفت سرِ مَحفِل مُجھے کُچھ تو فسانہ یاد ہے کُچھ تُم سُنا دینا مَیں مُجرِم ہُوں مُجھے اِقرار ہے جُرمِ محبّت کا مگر پہلے تو خط پر غور کر لو پِھر سزا دینا ہٹا کر رُخ سے گیسُو صُبح کر دینا تو مُمکِن ہے مگر سرکار کے بس میں نہیں تارے چُھپا دینا یہ تہذیبِ چمن بدلی ہے بیرُونی ہَواؤں نے گریباں چاک پُھولوں پر کلی کا مُسکُرا دینا قمرؔ وہ سب سے چُھپ کر آ رہے ہیں فاتحہ پڑھنے کہُوں کِس سے کہ میری شمعِ تُربت کو بُجھا دینا قمرؔ جلالوی

Aik Woh Itna Khoobro TAOBA Uss Pe Chhone Ki Aarzoo TAOBA

Image
ایک وہ اتنا خوبرو توبہ اُس پہ چُھونے کی آرزو توبہ Aik Woh Itna Khoobro TAOBA Uss Pe Chhone Ki Aarzoo TAOBA   ہاتھ کانپیں گے روح مچلے گی جب وہ آئے گا روبرو توبہ Haath Kanpein Gy Rooh Machly Gi Jab Woh Aaega Ro-Ba-Ro TAOBA   چاند تاروں سے رات سجتی ہوئی تیری آواز اور تُو توبہ Chand Taron Se Raat Sajti Hoi Teri Aawaaz Aur Tu TAOBA لب نہیں اُس کی آنکھ بولتی ہے ایسا اندازِ گفتگو توبہ Lab Nahi Uski Aankh Bolti Hai Aisa Andaz e Guftgo TAOBA   شوزب حکیم Shozab Hakeem

Soch daa keera Andron andarr Poora banda tukk Jaandah wey

Image
Soch daa  keera Andron andarr Poora  banda tukk Jaandah  wey Duniya raazi  kaddi naien  hoyi Bandah  mukda  mukk Jaanda Aey ہماری سوچیں آور تفَّکرات  ہمیں آندَر ہی آندر دیمک کی طرح کھَوکھلا کر دیتی ہیں دُنیا کو راضی کرنا بُہت  مُشکل ہے ،ہر کوئی آپ سے خُوش نہیں ہو سکتا چاہے  بندہ  آپنی  جِند جان سے کوشش کَرتا   ہُوا  ہَلکان ہو جائے

It was a matter of coming..... otherwise in reality I miss her...... she is missing me

Image
It was a matter of coming..... otherwise in reality I miss her...... she is missing me

Jab Waqt Ne Khuwahish Ke Naqabon Ko Uthaya Khush-Fehmi Meri Baith Gai Sar Ko Jhuka Kar

Image
جب وقت نے خواہش کے نقابوں کو اٹھایا خوش فہمی مری بیٹھ گئی سر کو جھکا کر جہانگیر معید Jab Waqt Ne Khuwahish Ke Naqabon Ko Uthaya Khush-Fehmi Meri Baith Gai Sar Ko Jhuka Kar Jahangir Mueed

Zabt Ke Imtehan Se Nikla Phool Aakhir Chatan Se Nikla

Image
ضبط کے امتحان سے نکلا پھُول آخر چٹان سے نکلا Zabt Ke Imtehan Se Nikla Phool Aakhir Chatan Se Nikla نہ نکلنے پہ تھا بضِد سُورج پھر کسی کی اذان سے نکلا Na Nikalne Pe Tha Bazid Soraj Phir Kisi Ki Aazaan Se Nikla شجرہ دیکھا گیا تو پتھّر بھی پھُول کے خاندان سے نکلا Shajara Dekha Gaya Tou Pathar Bhi Phool Ke Khandan Se Nikla اب مکمل ھوئی ھے یکجائی عشق بھی درمیان سے نکلا Ab Mukamal Hoi Hai Yakjaai Ishq Bhi Darmiyan Se Nikla دے گیا آنکھ کو نمی کا وقار سچا آنسُو تھا ، شان سے نکلا De Gaya Aankh Ko Nami Ka Waqar Sacha Aansoo Tha Shaan Se Nikla دیکھتا تھا چراغ بن کر مَیں سایہ سا اُس مکان سے نکلا Dekhta Tha Chiraagh Ban Kar Main Saaya Sa Uss Makan Se Nikla کیا کہا اب مری ضرورت نئیں ؟؟ جا..... تُو میری امان سے نکلا Kia Kaha Ab Meri Zarorat Naein?? Ja .....Tu Mere Amaan Se Nikla میری دستک پہ رات عکس ترا آئنے کے جہان سے نکلا Meri Dastak Pe Raat Aks Tera Aainey Ke Jahan Se Nikla اُن لبوں پر یقین کرکے مَیں شہرِ وھم و گمان سے نکلا Unn Labon Par Yaqeen Kar Ke Main Shehar e Waham o Gumaan Se Nikl

Judaayian To Muqaddar Hein, Phir Bhi Jaan e Safar Kuch Aur Door Zara Saath Chal Ke ,Daikhtey Hein

Image
جُدائیاں  تو  مَقَّدر  ہیں ، پھِر  بھِی  جانِ  سَفَر کُچھ۔ اَور  دُور  ذرا ،  ساتھ  چَل  کے دیکھتے  ہیں Judaayian To Muqaddar Hein, Phir Bhi Jaan e Safar Kuch Aur Door Zara Saath Chal Ke ,Daikhtey Hein

Main Metti meri Zaat Metti. Metti mera Khana Metti da main Putla Saiyan Metti Wich mil Janaa

Image
Main Metti meri Zaat Metti. Metti mera Khana Metti da main Putla Saiyan Metti Wich mil Janaa

Paas Aaogy Tou Janogy Keh Raghbat Kia Hai Abhi Kuch Ras Hai , Hararat Hai Abhi Honton Mein

Image
پاس آو گے تو جانو گے  کہ رغبت کیا ہے ابھی کچھ رس ہے ، حرارت ہے ابھی ہونٹوں میں Paas Aaogy Tou Janogy Keh Raghbat Kia Hai Abhi Kuch Ras Hai , Hararat Hai Abhi Honton Mein

Tu Keh Simta Tou Rag e Jaan Ki Hadon Mein Simta Main Keh Bikhra Tou Samaita Na Gaya Tere Baad

Image
Tu Keh Simta Tou Rag e Jaan Ki Hadon Mein Simta Main Keh Bikhra Tou Samaita Na Gaya Tere Baad Mohsin Naqvi

Nangay Paaon Kar Rahi Thi Talaash Woh Sahraon Mein Tabeeb Koi Bataye Usay Bichadey Hoe Kabhi Mila Nahi Karte

Image
Nangay Paaon Kar Rahi Thi Talaash Woh Sahraon Mein Tabeeb Koi Bataye Usay Bichadey Hoe Kabhi Mila Nahi Karte

Woh Chahta Tou Ye Halaat Theek Ho Jate Bichadne Wale Sabhi Aisa Sochte Hongy

Image
Woh Chahta Tou Ye Halaat Theek Ho Jate Bichadne Wale Sabhi Aisa Sochte Hongy

Meri Shokh Adaoun Se Waqif Kahan Hai Tu Mehfil Ho Jae Khamosh Jo Kar Don Ishara Ungli Ka

Image
میری شوخ اداوں سے واقف کہاں ہے تو محفل ہو جائے خاموش جو کر دوں اشارہ انگلی کا Meri Shokh Adaoun Se Waqif Kahan Hai Tu Mehfil Ho Jae Khamosh Jo Kar Don Ishara Ungli Ka

Shehar Mein Raho Gy Tou Makaan Number Se Jane Jaogy Gaoun Mein Raho Gy Tou Baap Ke Nam Se Jane Jaogy

Image
شہر میں رھو گے تو مکان نمبر سے جانے جاو گے گاؤں میں رھو گے تو باپ کے نام سے جانے جاؤگے Shehar Mein Raho Gy Tou Makaan Number Se Jane Jaogy Gaoun Mein Raho Gy Tou Baap Ke Nam Se Jane Jaogy

Qadar-e-Johar Hai Jo Pindaar Samait Mujhko Parkho Mere Mayaar Samait

Image
Qadar-e-Johar Hai Jo Pindaar Samait Mujhko Parkho Mere Mayaar Samait Roz Maangain Ye Dua Khaana-Badosh Ghar Na Ujray Dar-o-Deewaar Samait Kitni Banjar Howi Fasl-e-Aawaaz Sheher Chup Chaap Hai Baazaar Samait Kaash Loogon Ki Tarah Soye Chaman Hum Bhee Jaayein Kubhi Dildaar Samait Kon Karta Qad-o-Qaamat Ka Hisaab Ik Qayaamat Tha Wo Raftaar Samait Jin Ki Haibat Se Hiraasan Lashkar Be-Nishaan Ab Hain Wo Talwaar Samait Bujh Jaayein Kaheen Aankhain Meri Yaad Aa , Mashal-e-Rukhsaar Samait Khaak Urti Howi Sadyon Se Udhar Qaaflay Guum Howay Saalaar Samait Hawas-e-Darham-Dinaar Ki Khair Loog Biknay Lagay Kirdaar Samait Mein Ke Mohsin Hun Shaheed-e-Naamoos Dafan Karna Mujhe Dastaar Samait

Shab e Tanha najanay main kisay aawaz deta hon Najanay koun deta hai jawab aahista aahista

Image
شبِ تنہا نجانے میں کِسے آواز دیتا ہُوں نجانے کون دیتا ہے جواب آہستہ آہستہ سرمدؔ صبہائی Shab e Tanha najanay main kisay aawaz deta hon Najanay koun deta hai jawab aahista aahista Surmad Sahbhai  

Woh Jo Ik Ghada Mere Paas Tha , Meri Aass Tha Woh Jo Nafraton Ke Chanaab Thay , Mujhe Kha Gaye

Image
وہ جو اک گھڑا مرے پاس تھا،مری آس تھا ‏وہ جو نفرتوں کے چناب تھے،مجھے کھا گئے Woh Jo Ik Ghada Mere Paas Tha , Meri Aass Tha Woh Jo Nafraton Ke Chanaab Thay , Mujhe Kha Gaye

Kabhi aanson kabhi khushbo kabhi naghma ban kar Hum se har sham meli hai tera chehra ban kar

Image
Kabhi aanson kabhi khushbo kabhi naghma ban kar Hum se har sham meli hai tera chehra ban kar Chand nekla hai teri aankh k aanson ki tarha Phool mehke hain teri zulf ka saya ban kar Meri jagi hoi ratoon ko osi ki hai talash So raha hai meri aankhon mein jo sapna ban kar Dil k kaghz par utrta hai tou shaeron ki tarha Mere honton peh machalta hai tou naghma ban kar Raat bhi aae tou bhujhti nahen chehre ki chamak Rooh mein phail gaya hai jo ujala ban kar Mera keya hal hai ye aa k kabhi dekh tou ly Jee raha hon tera bhola hoa wada ban kar Dhoop mein kho gaya wo hath chura kar Kaheen Ghar se tou sath chala tha mera saya ban kar Mumtaz Rashed

Barson Ke Baad Dekha , Ik Shakhas Dilruba Sa Ab Zehn Me Nahi Hai Par Nam Tha Bhala Sa

Image
برسوں کے بعد ديکھا ، اِک شخص دِلربا سا اب ذھن ميں نہيں ھے ، پر نام تھا بھلا سا ابرو کِچھے کِچھے سے ، آنکھيں جھکی جھکی سی باتيں رُکی رُکی سی ، لہجہ تھکا تھکا سا الفاظ تھے کہ جگنو ، آواز کے سفر ميں بن جائے جنگلوں ميں ، جس طرح راستہ سا خوابوں ميں خواب اس کے ، يادوں ميں ياد اُس کی نيندوں ميں گھل گيا ھو ، جيسے کہ رتجگا سا پہلے بھی لوگ آئے ، کتنے ھی زندگي ميں وہ ھر طرح سے ليکن ، اوروں سے تھا جُدا سا اگلی محبتوں نے ، وہ نامرادياں ديں تازہ رفاقتوں سے ، دل تھا ڈرا ڈرا سا ھم دشت تھے کہ دريا ، ھم زہر تھے کہ امرت ناحق تھا زُعم ھم کو ، جب وہ نہيں تھا پياسا اب سچ کہيں تو يارو ، ھم کو خبر نہيں تھی بن جائے گا قيامت ، اِک واقعہ ذرا سا تيور تھے بے رُخی کے انداز دوستی کے وہ اجنبی تھا ليکن ، لگتا تھا آشنا سا ھم نے بھی اُس کو ديکھا کل شام اتفاقاٌ اپنا بھی حال ھے اب ، لوگو فراز کا سا احمد فراز

Aik nai hairani dhondnay niklay hain sehraoon mein pani dhondnaay niklay hain

Image
 ایک نئی حیرانی ڈھونڈنے نکلے ہیں صحراؤں میں پانی ڈھونڈنے نکلے ہیں   Aik   nai   hairani    dhondnay   niklay  hain sehraoon mein pani dhondnaay niklay hain Noshi Gillani

Ye Ek Abr Ka Tukda Kahan Kahan Barse Tamam Dasht Hi Pyasa Dekhai Deta Hai

Image

Pukar Le Mujh Ko Keh Tere Paas Hoon Main Sanbhal Mujh Ko Buhat Udaas Hoon Main

Image
پکار لے مجھ کو کہ تیرے پاس ہوں میں سنبھال مجھ کو بہت اُداس ہوں میں Pukar Le Mujh Ko Keh Tere Paas Hoon Main Sanbhal Mujh Ko Buhat Udaas Hoon Main

Qaraar Paatey Hain Aakhir Hum Apni Apni Jagaah Zayada Reh Nahi Sakta Koi Kisi Ki Jagaah

Image
Qaraar Paatey Hain Aakhir Hum Apni Apni Jagaah Zayada Reh Nahi Sakta Koi Kisi Ki Jagaah Banana Parrti Hai Har Shakhs Ko Jagaah Apni Miley Agarchey Ba-Zahir Bani Banaayi Jagaah Hein Apni Apni Jagaah Mutmaain Jahan Sab Log Tasuwwuraat Mein Mere Hai Ek Aisi Jagaah Gila'a Bhi Tujh Se Buhat Magar Mohabbat Bhi woh Baat Apni Jagaah Hai, Yeh Baat Apni Jagaah

Khud rol k aadha ae,rull gae aan Tun gol taan sahi,mann labh possan

Image
خود رول کے آہندا ایں رُل گئے آں توں گول تاں سہی میں لبھ پوساں Khud rol k aadha ae,rull gae aan Tun gol taan sahi,mann labh possan

Chamak Utha Tha Woh Chehra Dhadak Utha Tha Ye Dil Na Uss Ne Rasta Badla Na Ghar Gaye Hum Bhi

Image
چمک اُٹھا تھا وہ چہرہ دھڑک اُٹھا تھا یہ دل نہ اس نے راستہ بدلا نہ گھر گئے ہم بھی चमक उठा था वो चेहरा धारक उठा था ये दिल ना उस ने रास्ता बदला ना घर गाई हम भी Chamak Utha Tha Woh Chehra Dhadak Utha Tha Ye Dil Na Uss Ne Rasta Badla Na Ghar Gaye Hum Bhi

Jinyan tan mere lagiyan Taynu ek lage tun Jane

Image
Jinyan tan mere lagiyan Taynu ek lage tun Jane Ghulam Fareeda dil othay daiyee Jithay agla kadar pehchane

Dil Ke Lut Jane Ka Izhaar Zarori To Nahi Ye Tamasha Sar e Aam Zarori To Nahi

Image
دل کے لُٹ جانے کا اظہار ضروری تو نہیں    یہ تماشا سرِ عام ضروری تو نہیں   مجھے تھا عشق تیری روح سے اور اب بھی ہے جسم سے ہو کوئی سروکار یہ ضروری تو نہیں   میں تجھے ٹوٹ کر چاہوں تو میری فطرت ہے تو بھی ہو میرا طلب گار یہ ضروری تو نہیں   اے ستمگر ذرا جھانک میری آنکھوں میں زباں سے ہو پیار کا اظہار ضروری تو نہیں Dil Ke Lut Jane Ka Izhaar Zarori To Nahi Ye Tamasha Sar e Aam Zarori To Nahi Mujhe Tha Ishq Teri Rooh Se Aur Ab Bhi Hai Jisam Se Ho Koi Sar o Kaar Ye Zarori To Nahi Main Tujhe Toot Kar Chahon To Meri Fitrat Hai Tu Bhi Ho Mera Talabgaar Ye Zarori To Nahi Aey Sitamgar Zara Jhank Meri Aankhon Mein Zubaan Se Ho Piyar Ka Izhaar Zarori To Nahi

Lagta hai Buhat der rukegi mere ghar mein Iss raat ki aankhon mein shanasaee Buhat hai

Image
لگتا بہت دیر رکے گی میرے گھر میں اس رات کی آنکھوں میں شناسائی بہت ہے Lagta hai Buhat der rukegi mere ghar mein Iss raat ki aankhon mein shanasaee Buhat hai

Usay kehna Usay hm yaad krtay hn Usay kehna Udaasi jb ragon main khoon ki maanind utarti ha

Image
اسے کہنا اسے ہم یاد کرتے ہیں اسے کہنا اداسی جب رگوں میں خون کی مانند اترتی ہے بہت نقصان کرتی ہے اسے کہنا پرندوں کی جدائی پر شجر جب بین کرتے ہیں بہت بے چین کرتے ہیں اسے کہنا بسات عشق میں جب مات ہوتی ہے دکهوں کے شہر میں جب رات ہوتی ہے ہم اس دم اپنی آنکهوں میں اسے آباد کرتے ہیں اسے کہنا دیے جب شام کی دہلیز پہ جلنے آتے ہیں ستارے آسمان پر جب ٹمٹماتے ہیں چاندنی جب پهولوں پر پڑتی ہے بہت ہی خوب لگتی ہے ہم اس دم اپنی آنکهوں میں اسے آباد کرتے ہیں اسے کہنا اسے ہم یاد کرتے ہیں Usay kehna Usay hm yaad krtay hn Usay kehna Udaasi jb ragon main khoon ki maanind utarti ha Bht nuqsaan krti ha Usay kehna Parindon ki judaai par,shajar jb baen krtay hn Bht be chaen krtay hn Usay kehna Bisaat e ishq main jb maat hoti ha Dukhon k shaher main jb raat hoti ha Hm is dm apni aankhon main usay aabad krtay hn Usay kehna Diyae jb shaam ki dehleez pe jalnay aatay hn Sitaray aasman par jb timtimaatay hn Chaandni jb Phoolon par parti ha Bht hi khoob lagti ha Hm is dm apni aankhon main usay aabad krtay hn Usay

Jis Ne Teri Aankhon Mein Shararat Nahi Dekhi Woh Laakh Kahe , Uss Ne Muhabbat Nahi Dekhi

Image
جس نے تیری آنکھوں میں شرارت نہیں دیکھی وہ لاکھ کہے ، اس نے محبت نہیں دیکھی जिस ने तेरी आँखों में शरारत नहीं देखी वो लाख कहे उस ने मुहब्बत नहीं देखी Jis Ne Teri Aankhon Mein Shararat Nahi Dekhi Woh Laakh Kahe , Uss Ne Muhabbat Nahi Dekhi

Door se sagar o meena ko kharra takta hoon Dil koi rakhta tau mujh ko bhi pukara hota

Image
دور سے ساغر و مینا کو کھڑا تکتا ہوں دل کوئی رکھتا تو مجھ کو بھی پُکارا ہوتا Door se sagar o meena ko kharra takta hoon Dil koi rakhta tau mujh ko bhi pukara hota