Posts

Rang Khushboo Main Agar Hal Ho Jaye Vasal Ka Khuwaab Mukamal Ho Jaye

  Poetess:Parveen Shakir Type By *.__NOMI__.*   Rang Khushboo Main Agar Hal Ho Jaye Vasal Ka Khuwaab Mukamal Ho Jaye Chaand Ka Chooma Howa Surkh Gulaab Teetri Dekhe To Pagal Ho Jaye Main Andheron Ko Ujaalon Aisay Teergi Aankh Ka Kaajal Ho Jaye Doush Par Baarishein Le Ke Ghoomain Main Hawa Aur Wo Baadal Ho Jaye Naram Sabzaiy Par Zara Jhuk Ke Chalay Shabnami Raat Ka Aanchal Ho Jaye Umar Bhar Thaamay Rahay Khushboo Ko Phool Ka Haath Magar Shal Ho Jaye Chir'rya Pat'ton Main Simat Kar Soyi Pair'r Yun Pailay Keh Jungal Ho Jaye......!   ********** NOMI **********  

Apni Hi Sadaa Sunon Kahan Tak? Jungal Ki Hawa Rahon Kahan Tak?

  Poetess:Parveen Shakir Type By *.__NOMI__.*   Apni Hi Sadaa Sunon Kahan Tak? Jungal Ki Hawa Rahon Kahan Tak? Har Baar Hawa Na Hogi Dar Par Har Baar Magar Uthon Kahan Tak? Dum Ghut'ta Hai Ghar Main Hubs Wo Hai Khushbo Ke Liye Apna Raffu Karon Kahan Tak? Saahil Pe Samandaron Se Bach Kar Main Naam Tera Likhon Kahan Tak? Tanhayi Ka Ek Ek Lamha Hungaamon Se Qarz Loon Kahan Tak? Gar Lams Nahi To Lafz Hi Bhej Main Tujh Se Juda Rahon Kahan Tak? Sukh Se Bhi To Dosti Kabhi Ho Dukh Se Hi Galay Milon Kahan Tak? Mansoob Ho Har Kiran Kisi Se Apne Hi Liye Jaloon Kahan Tak? Aanchal Mere Bhar Ke Phat Rahay Hain Phool Us Ke Liye Chunon Kahan Tak???   ********** NOMI **********  

Charaagh-E-Raah Bujha Kia,Keh Rahnuma Bhi Gaya Hawa Ke Saath Musafir Ka Naqsh-E-Paa Bhi Gaya

Poetess:Parveen Shakir Type By *.__NOMI__.*   Charaagh-E-Raah Bujha Kia,Keh Rahnuma Bhi Gaya Hawa Ke Saath Musafir Ka Naqsh-E-Paa Bhi Gaya Main Phool Chunti Rahi Aur Mujhe Khabar Na Howi Wo Shakhs Aa Ke Mere Sheher Se Chala Bhi Gaya Buhat Aziz Sahi Usko Meri Dildaari Magar Ye Hai Keh Kabhi Dil Mera Dukha Bhi Gaya Ab Un Dareechon Pe Gehray Dabaiz Parday Hain Wo Taank Jhaank Ka Masoom Silsilay Bhi Gaya Sab Aaye Meri Ayaadat Ko,Wo Bhi Aaya Tha Jo Sab Gaye To Mera Dard Ashna Bhi Gaya Ye Ghurbatein Meri Aankhon Main Kaisi Utri Hain? Keh Khuwaab Bhi Mere Rukhsat Hain,Ratjaga Bhi Gaya......!   ********** NOMI **********  

Gawahi Kaise Toot'ti, Muamla Khuda Ka Tha, Mera Aor Us Ka Rabta To Haath Aor Dua Ka Tha

  Poetess:Parveen Shakir Type By *.__NOMI__.*   Gawahi Kaise Toot'ti, Muamla Khuda Ka Tha, Mera Aor Us Ka Rabta To Haath Aor Dua Ka Tha Gulaab Qaimat-E-Shaguft,Shaam Tak Chuka Sakay, Ada Wo Dhoop Ko Howa,Jo Qarz Bhi Saba Ka Tha Bikhar Gaya Hai Phool To Hum Hi Se Pooch Guch Hoi, Hisaab Baghbaan Se Hai Kia Dhara Hawa Ka Tha Lahoo Chashida Haath Us Ne Choom Kar Dekha Diya; Jaza Wahan Mili Jahan Marhala Saza Ka Tha Jo Barishon Se Qabal Apna Rizq Ghar Mein Bhar Chuka, Wo Sheher-E-Moor Se Na Tha Door Bais Balaa Ka Tha....!   ********** NOMI **********

Che Dosti De Du Dushman Kr'ri Dushman Da Dy, Che Ye Tu Khiran Khachen Kr're Khachan Da Dy

   Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.*   Che Dosti De Du Dushman Kr'ri Dushman Da Dy Che Ye Tu Khiran Khachen Kr're Khachan Da Dy Ghal Du Ghlo Rahzano Yaar Vi Saaz Du Saazo Saaz Ba Nu Vi Bad-Laman Bad-Laman Da Dy Watan Hagha Dy Che Zr'ra Pake Khushal Vii Khpal Watan De Watan Nu Dy Watan Da Dy Che Khushboo Ye Pa Naafo Du Khatan Naast Vii Du Khatan Tafahus Ma Kr'ra Khatan Da Dy Du Deedan Che Pa Jolo Guloona Weshii Be-Deedan Na Gulshan Sa Kr'ram Gulshan Da Dy AHMAD DEEN Du Biltana Ghamono Osu Du Angaar Sokhtan Sa Nu Dy Sokhtan Da Dy.........!   ********** NOMI **********

Sta Jamaal Wata Jamaal Du Qamar His Dy Shereenai Ta De Du Shundo Shakar His Dy

   Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.*   Sta Jamaal Wata Jamaal Du Qamar His Dy Shereenai Ta De Du Shundo Shakar His Dy Che Shamaal De Khushboyi Du Zulfo Rawr'ri Khalqo Oowe Warta Boyi Du Aamber His Dy Kom Mehfil Ke Che Da Sta Du Deedan Takht Vii Hulta Takht Du Suleman Sikandar His Dy Du Wisaal Qilla Muhkama Rana Taw Kr'ra Jang Jadal Du Biltana Du Lakhkar His Dy Che Kamaan Kr'ri Du Aabroo Du Banr'ro Ghashi Warta Dhaal Zama Du Jaan-O-Jigar His Dy AHMAD DEEN TALIBA Zaan Marawar Nu Kr're Pa Qanoon Du Aashiqai Marawar His Dy   ********** NOMI **********  

Che Bulbul Ghunde Maghroor Pa Gulzaar Nu Shy, Hajatmand Ba Du Maigii Du Anbaar Nu Shy

  Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.*   Che Bulbul Ghunde Maghroor Pa Gulzaar Nu Shy Hajatmand Ba Du Maigii Du Anbaar Nu Shy Du Bahaar Na Su Tokha Du Khazaan Wakhla Che Pa Sakhta Du Khazaan Khabardaar Nu Shy Ku Abaad De Wran Zangal Pa Abadai Kr'ro Pake Chare Ba Du Loogy Nachaar Nu Shy Munasib Di Che Khpal Zaan Ao Jehan Her Kr're Deendarai Ke Du Dunya Talabgaar Na Shy Tu Che Kanr're Oor Ke Gde Du Zaan Takoor La Pa Badal Du Hagha Kanr'ri Aazaar Nu Shy AHMADEENA Khpal Sifat Pakhpala Ma Kr'ra Pa Sifat Du Khpaly Khulay Subaksaar Nu Shy   ********** NOMI **********