Posts

Showing posts from November, 2018

Fitrat ka taqaza hai nahen ishq tamasha Aadam ko rula deti hai hawwa ki judayi

Image
فطرت کا تقاضا ہے نہیں عشق تماشا آدم کو رلا دیتی ہے حوا کی جدائی Fitrat ka taqaza hai nahen ishq tamasha Aadam ko rula deti hai hawwa ki judayi

hum chahtey they maah e darakhshaan ko dekhna us ne humein dareechey se chehra dikha diya

Image
ہم چاہتے تھے ماہ درخشاں کو دیکھنا اس نے ہمیں دریچے سے چہرہ دکھا دیا हम चाहते थे माह-ए-दरख़्शाँ को देखना उस ने हमें दरीचे से चेहरा दिखा दिया hum chahtey they maah e darakhshaan ko dekhna us ne humein dareechey se chehra dikha diya

KAISE KEH DUN Kaise keh dun k main be-qaraar nahi hun Qaraar cheen ne waale ki talbgar nahi hun Uski bs ek jhalak ko main betaab nahi hun

Image
KAISE KEH DUN Kaise keh dun k main be-qaraar nahi hun Qaraar cheen ne waale ki talbgar nahi hun Uski bs ek jhalak ko main betaab nahi hun 29/11/2018

Main ban k ek Jazba tere dil mein uter jaaun Tu ban k ek Lamha mujhse hi chura le mujhko

Image
Main ban k ek Jazba tere dil mein uter jaaun Tu ban k ek Lamha mujhse hi chura le mujhko Talashon mein jab bhi khud ko khud mein Nazar main na aaun khud ko nazar tuhi aaye mujhko

Chand jab be-zuban ho Muntzir nazar mein muskuraye koi

Image
Chand jab be-zuban ho Muntzir nazar mein muskuraye koi Main ek harf bhi na kaho Ba-dastoor Laut aaye koi Justjoo ko kar ke dil se Qubool Un-kahe aash'aar jaan jaye koi Sifar se janmi hui azmat ko Sifar mein mil ke Sifar sa hi nibhaye koi Jyoti Muntzir=awaiting Justjoo=longing Azmat=greatness

Chaman Veeran Hai Ab Tak Shagoofe Khil Nahin Paaye Badi Taakheer Kar Di Hai Kisi Ny Muskurane Mein

Image
Chaman Veeran Hai Ab Tak Shagoofe Khil Nahin Paaye Badi Taakheer Kar Di Hai Kisi Ny Muskurane Mein

Tanha Woh Aaen Jaen Ye Hai Shaan Ke Khilaaf Aana Haya Ke Saath Hai Jana Ada Ke Saath

Image
تنہا وہ آئیں جائیں یہ ہے شان کے خلاف آنا حیا کے ساتھ ہے جانا ادا کے ساتھ तन्हा वो आएँ जाएँ ये है शान के ख़िलाफ़ आना हया के साथ है जाना अदा के साथ Tanha Woh Aaen Jaen Ye Hai Shaan Ke Khilaaf Aana Haya Ke Saath Hai Jana Ada Ke Saath

Woh Mujhe Zinda Dekh Kar Boley..!! Tumhein Bad'dua Bhi Nahin Lagti Kya

Image
Woh Mujhe Zinda Dekh Kar Boley..!! Tumhein Bad'dua Bhi Nahin Lagti Kya..??

Hazaar Fitno Ki Apne Ghar Mein Hai Dar Keh Nendia Akhad Na Jae Keh Phool Chehre Pe Kajlo Ki Banafshi Churiyan Chamak Rahi Hain

Image
ہزار فتنوں کی اپنے گھر میں ہے ڈر کہ نندیا اکھڑ نہ جائے کہ پھول چہرے پہ کاجلوں کی بنفشی چھریاں چمک رہی ہیں رزب تبریز Hazaar Fitno Ki Apne Ghar Mein Hai Dar Keh Nendia Akhad Na Jae Keh Phool Chehre Pe Kajlo Ki Banafshi Churiyan Chamak Rahi Hain Razab Tabraiz

Wich majhdhaar de turdi berhi aassrey tere Paar lgaa de saayiyan main kujh vi nahin bin tere

Image
Wich majhdhaar de turdi berhi aassrey tere Paar lgaa de saayiyan main kujh vi nahin bin tere

Khayal aata hai tehzeeb ke yateemi par Khuda urooj na bakhshe kabhi kameeno ko

Image
خیال آتا ھے تہذیب کی _ یتیمی پر خُدا عرُوج نہ بخشے کبھی کمینوں کو Khayal aata hai tehzeeb ke yateemi par Khuda urooj na bakhshe kabhi kameeno ko

Aien Mumkin Hai Main Apna Bhi Na Rahon Ab Aein Mumkin Hai Tu Mujh se Nikal Jaye Abb

Image
عین ممکن ھے میں اپنا بھی نہ رھوں اب عین ممکن ھے تو مجھ سے نکل جائے اب Aien Mumkin Hai Main Apna Bhi Na Rahon Ab Aein Mumkin Hai Tu Mujh se Nikal Jaye Ab b

Mumkin Hai Ab Ki Bar Main Adha Dekhai Doon Mumkin Hai Tera Hijar Ye Chehra Udair De

Image
ﻣﻤﮑﻦ ﮨﮯ ﺍﺏ ﮐﯽ ﺑﺎﺭ ﻣﯿﮟ ﺁﺩﮬﺎ ﺩﮐﮭﺎﺋﯽ ﺩﻭﮞ ﻣﻤﮑﻦ ﮨﮯ ﺗﯿﺮﺍ ﮨﺠﺮ _ ﯾﮧ ﭼﮩﺮﮦ ﺍﺩﮬﯿﮍ ﺩﮮ Mumkin Hai Ab Ki Bar Main Adha Dekhai Doon Mumkin Hai Tera Hijar Ye Chehra Udair De

Deryaoon Mein Qatery ki soorat Gum ho jaoon Main apnay ap say Bahir nikloon Tum ho jaoon

Image
دریاوں میں قطرے کی صورت گم ہو جاوں میں اپنے آپ سے باہر نکلوں تم ہو جاوں Deryaoon Mein Qatery ki soorat Gum ho jaoon Main apnay ap say Bahir nikloon Tum ho jaoon

Dil Kisi Se Tab Lagana Jab Dilon Ko Padna Seekho Har Chehre Ki Fitrat Me Wafadari Nahi Hoti

Image

Be-Zubaan Na Samajh Meri Khamoshi Ko Shor Karta Nahi Hai Kabhi Gehra Paani

Image

Zaya Na Kar Apne Alfaaz Har Kisi K Liye Khamosh Reh K Dekh Tujhe Samajhta Kon Hai

Image

Mujhe keh ke tum sharabi na karo jahan men ruswa Koi raaz tu chupa hai Mere mai-kashi ke peechai

Image
مجھے کہہ کے تم شرابی نہ کرو جہاں میں رسوا کوئی راز تو چھپا ہے میری مے کشی کے پیچھے Mujhe keh ke tum sharabi na karo jahan men ruswa Koi raaz tu chupa hai Mere mai-kashi ke peechai

Meri Kitaab e Muhabbat Mein Uss Ka Zikar Nahien Woh Khush Khayal ,Ghalat Fehmiyon Mein Rehta Hai

Image
مِری کِتابِ مُحَّبَّت میں اُس کا ذِکر نَہِیں وُہ خُوش خیال ، غلَط فِہمیوں میں رہتا ہے Meri Kitaab e Muhabbat Mein Uss Ka Zikar Nahien Woh Khush Khayal ,Ghalat Fehmiyon Mein Rehta Hai

Saaqii meri khamosh-mizaaji ki laaj rakh iqraar gar nahin hai to inkar bhi nahin

Image
Saaqii meri khamosh-mizaaji ki laaj rakh iqraar gar nahin hai to inkar bhi nahin ARSH MALSIYANI

Jo kaal ka banda ho, woh haal ko kya jane ? Saaki pe jo roshan hai, woh sheikh se pinha hai

Image
Jo kaal ka banda ho, woh haal ko kya jane ? Saaki pe jo roshan hai, woh sheikh se pinha hai !!! What is hidden from the priest, is revealed to the cup bearer , The man in senses cannot see, What stays beyond his naked eye !

Rizq malboos makaan saans marz qarz dawaa Munqasim ho gaya insaan inhein afkaar ke beech

Image
Rizq malboos makaan saans marz qarz dawaa Munqasim ho gaya insaan inhein afkaar ke beech mohsin naqvi

Issi khyaal mein guzri hai sham.e.dard aksar Ki dard had se badhegaa to mein muskuraa duungaa

Image
Issi khyaal mein guzri hai sham.e.dard aksar Ki dard had se badhegaa to mein muskuraa duungaa Bahut dinon se mera dil udaas hai MOHSIN Iss aaine ko koee aks ek naya duungaa

Taabnaak husn sahi Lakh Ujala kar le Lau tab tak na jale gi Rooh na ho Roshan jab tak

Image
Taabnaak husn sahi Lakh Ujala kar le Lau tab tak na jale gi Rooh na ho Roshan jab tak Jyoti Taabnaak=shining

Khamosh Iss Liye Nahi Hon Keh Kuch Kehna Nahi Hai Khamosh Iss Liye Hon Keh Koi Sunta Nahi Hai

Image
خاموش اسلئے نہیں ہوں کہ کچھ کہنا نہیں ہے خاموش اسلئے ہوں کہ کوئی سُنتا نہیں ہے Khamosh Iss Liye Nahi Hon Keh Kuch Kehna Nahi Hai Khamosh Iss Liye Hon Keh Koi Sunta Nahi Hai

Buhat udas hai tanha dekhai deta hai Ye zard chand tou hum sa dekhai deta hai

Image
غزل بہت اُداس ہے تنہا دکھائی دیتا ہے یہ زرد چاند تو ہم سا دکھائی دیتا ہے سیاہ رات، سمندر کہ ڈوبتا سورج ہمیں اُس آنکھ میں کیا کیا دکھائی دیتا ہے یہ کس نے چھیڑ دیا آرزو کے تاروں کو کہ دِل تو ہاتھ سے جاتا دکھائی دیتا ہے فقط یہ ہم ہی نہیں خواہشوں کے صحرا میں تمام دشت ہی پیاسا دکھائی دیتا ہے وہ دِل سے گزرا تھا اک بار خواب کی صورت اسی لئے تو شناسا دکھائی دیتا ہے نہ دیکھا خونِ تمنا نہ آستیں پہ لہو ہے پھر بھی دعویٰ کہ خاصا دکھائی دیتا ہے وہ لوٹ آیا ہے اب اعتبار کر لو غزل وفا کے ہاتھ میں کاسا دکھائی دیتا ہے شاعرہ غزالہ Buhat udas hai tanha dekhai deta hai Ye zard chand tou hum sa dekhai deta hai Siyah raat keh samandar dobta soraj Humain is aankh mein kea kea dekhai deta hai Ye kis ne chhair dea aarzoo k taron ko Keh dil tou haath se jata dekhai deta hai Faqat ye hum he nahen khoahishon k sehra mein Tamam dasht piyasa dekhai deta hai Wo dil se guzra tha ek bar khowab ki soorat Is lea tou shanasa dekhai deta hai Na dekha khoon tamn'na na aasten ...

Tum Bin Meri Zaat Adhori Jaise Koi Baat Adhori

Image
ﺗﻢ ﺑﻦ ﻣﯿﺮﯼ ﺫﺍﺕ ﺍﺩﮬﻮﺭﯼ ﺟﯿﺴﮯ ﮐﻮﺋﯽ ﺑﺎﺕ ﺍﺩﮬﻮﺭﯼ ﮬﺠﺮ ﮐﮯ ﺳﺎﺭﮮ ﺩﻥ ﮨﯿﮟ ﭘﻮﺭﮮ ﻟﯿﮑﻦ ﮬﮯ ﮨﺮ ﺭﺍﺕ ﺍﺩﮬﻮﺭﯼ ﻟﻔﻈﻮﮞ ﮐﯽ ﮔﮩﺮﺍﺋﯽ ﻣﯿﮟ ﺟﮭﺎﻧﮑﻮ ﺳﻤﺠﮭﻮ ﻧﮧ ﮨﺮ ﺑﺎﺕ ﺍﺩﮬﻮﺭﯼ ﻧﻢ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ ﺍﻭﺭ ﺳُﻮﮐﮭﯽ ﭘﻠﮑﯿﮟ ﮬﻮﺗﯽ ﮬﮯ ﺑﺮﺳﺎﺕ ﺍﺩﮬﻮﺭﯼ ﻣﺠﮫ ﺳﮯ ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﭼﮭﯿﻦ ﮔﺌﮯ ﺗﻢ ﺭﮦ ﮔﺌﯽ ﻣﯿﺮﯼ ﺫﺍﺕ ﺍﺩﮬﻮﺭﯼ Tum Bin Meri Zaat Adhori Jaise Koi Baat Adhori Hijar Ke Saare Din Hain  Pore Lekin Hai Har Raat Adhori Lafzon Ki Gehrayi Mein  Jhanko Samjho Na Har Baat  Adhori Nam Aankhein Aur Sookhi  Palken Hoti Hai Barsaat Adhori Mujh Se Mujh Ko Cheen  Gaye Tum Reh Gayi Meri Zaat  Adhori

Udas Mosam Mein Zard Patay , Muntazir Hai Bahar teray ,

Image
اداس موسم میں زرد پتے منتظر ہیں بہار تیرے نجانے کتنی رتوں سے پیاسے یہ دشت تم کو بلا رہے ہیں کبھی تو لوٹو ، کبھی تو پلٹو کہ زندگی میں ويرانياں ہیں بنا تمھارے یہ موسموں کی ادائیں دیکھو کبھی ہنسائیں ، کبھی رلائیں تم ہی کہو اب کیا کریں هم یاد رکھیں یا بھول جائیں Udas Mosam Mein Zard Patay ,  Muntazir Hai Bahar teray , Na Janay Kitne Rutoon K Pyasay , Ya Dashet tum ko Bula Rahay Ha , Kabi tou Laotu , Kabi tu Palto , K Zindgi Ma veranea Ha Bin tumharay , Ya Mosmon Ki Adayen Dekho , Kabi Hansaye , Kbi Rulaye , Tum hi Kaho Ab kya Karay Hum , Yaad Rakhay Ya Bool Jaen...!!!

Iss Raah-e-Shauq mein Mere Na-Tajurba Shanas Ghairon se dar na dar magar Apno se Ehtiyaat

Image
Iss Raah-e-Shauq mein Mere Na-Tajurba Shanas Ghairon se dar na dar magar Apno se Ehtiyaat

Qadam qadam pe aisay rokta hai dil Kabhi kabhi to lagta hai khuda hai dil

Image
قدم قدم پہ ایسے روکتا ہے دل کبھی کبھی تو لگتا ہے خدا ہے دل دماغ تک کبھی صدا نہیں گئی عجیب طرز کا کوئی خلا ہے دل مرے مقابلے پہ کس کو لاؤ گے؟ مرے سوا کسی کو مانتا ہے دل؟ ہے بے دلی کے باوجود خوش دلی نہ چاہ کر بھی کچھ تو چاہتا ہے دل کہیں سے کوئی یاد ابھرنے لگتی ہے کسک کی وادیوں میں ڈوبتا ہے دل تمہارے بعد کا تو خیر کیا کہیں تمہارے ساتھ بھی بہت دکھا ہے دل ہم اپنی اپنی راہ چل دیے مگر عجیب ہے وہیں رکا ہوا ہے دل فریحہ نقوی Qadam qadam pe aisay rokta hai dil Kabhi kabhi to lagta hai khuda hai dil Damagh tak kabhi sadaa nahi gai Ajeeb tarz ka koi khala hai dil Bus aik hi par iktifa kray bhi kiun Azal se chaar main bata hua hai dil Meray muqablay pe kis ko laao gay? Meray siwa kisi ko manta hai dil? Hai be-dili k bawajood khush dili Na chah kr bhi kuch tou chahta hai dil Kaheen se koi yaad ubhrnay lagti hai Kasak ki waadiyoun mein doobta hai dil Tumhare baad ka tou kher kya kahein Tumhare sath bhi bohat dukha hai dil Hum apni apni...

Iss Adhuri Tasveer Ko Chalo Poora Karte Hain Chale Aao Jo Tum Tou Ismen Rang Bharte Hain

Image

Raakh se aaj bhi uttha Nazar aata hai dhuwan Dil jala tha kabhi alfaz ke aangaron par

Image
Raakh se aaj bhi uttha Nazar aata hai dhuwan Dil jala tha kabhi alfaz ke aangaron par

Patjhar mein sirf pattay girtey hain Nazron se girney ka koi mausam nahi hota

Image
Patjhar mein sirf pattay girtey hain Nazron se girney ka koi mausam nahi hota

ek Jhaunka is tarah Zanjeer e dar khdka gya main ye samjha bhoolney wale ko main Yaad aa gya

Image
Remembering... Nazeer Banarasi ایک جھونکا اس طرح زنجیر در کھڑکا گیا میں یہ سمجھا بھولنے والے کو میں یاد آ گیا एक झोंका इस तरह ज़ंजीर-ए-दर खड़का गया मैं ये समझा भूलने वाले को मैं याद आ गया ek Jhaunka is tarah Zanjeer e dar khdka gya main ye samjha bhoolney wale ko main Yaad aa gya

ZINDAGI JEHAD MEIN HAI, SABR KE QABU MEIN NAHIN NABZE-E-HASTI KA LAHU KAAMPTEY AANSOO MEIN NAHIN

Image
ज़िंदगी जिहाद में है सब्र के क़ाबू में नहीं नब्ज़ ए हसती का लहू काँपते हाथों में नहीं उड़ने खुलने में है निकहत ख़म ए गेसू में नहीं जन्नत इक और है जो मर्द के पहलू में नहीं उसकी आज़ाद रविश पर भी मचलना है तुझे उठ मेरी जान मेरे साथ ही चलना है तुझे।  ZINDAGI JEHAD MEIN HAI, SABR KE QABU MEIN NAHIN NABZE-E-HASTI KA LAHU KAAMPTEY AANSOO MEIN NAHIN UDNE KHULNE MEIN HAI NAKKHAT, KHAM-E-GESU MEIN NAHIN JANNAT IK AUR HAI JO MARD KE PEHLU MEIN NAHIN USKI AZAD RAVISH PAR BHI MACHALNA HAI TUJHE UTH MERI JAAN MERE SAATH HI CHALNA HAI TUJHE Kaifi Azmi

Shab-E-Hijran Ki Aziyat Ki Khabar Kis Ko Hai Meri Gumnam Mohabbat Ki Khabar Kis Ko Hai

Image
Shab-E-Hijran Ki Aziyat Ki Khabar Kis Ko Hai Meri Gumnam Mohabbat Ki Khabar Kis Ko Hai Kis Ko Ahsaas Meri Shiddat-E-Jazbaat Ka Hai Mere Halat Meri Wehshat Ki Khabar Kis Ko Hai Kon Veeran Makano Ki Khabar Rakhta Hai Meri Ujri Hoi Kismat Ki Khabar Kis Ko Hai Main Ne Chup Chap Mohabbat K Sitam Jhelay Hain Meri Is Darja Sharafat Ki Khabar Kis Ko Hai Kon Aaye Ga Aay Dil Tujh Ko Tasalli Denay Teri Udass Tabaiyat Ki Khabar Kis Ko Hai

Ishq e lahasil hi sahi mujhe phir bhi ishq hai tumse Tum meri zindagi ho aour main tum me.n fana Hun 26/11/2018.

Image

Barishon k udas mousam mein Khud ko dekhon tou yaad aae koi Kaash ek bar yuon bhi ho jae Main pokaroon tu loat aaye koi

Image
Barishon k udas mousam mein Khud ko dekhon tou yaad aae koi Kaash ek bar yuon bhi ho jae Main pokaroon tu loat aaye koi

Ab k baras bhi jab hoi taqseem roshni Hum ko hamre hese k jugno nahen mely

Image
Ab k baras bhi jab hoi taqseem roshni Hum ko hamre hese k jugno nahen mely

Bichrte waqt dilase, Na khokhle wade Woh pehli bar mujhe, aaj be-wafa na laga

Image
Bichrte waqt dilase, Na khokhle wade Woh pehli bar mujhe, aaj be-wafa na laga Yeh dekhne ka salika b kesko aata hai Ke usne dekha mujhe, aur dekhta na laga

Rang Khushbo Gulaab Le Aae Aap Kia Kia Janaab Le Aae

Image
رنگ خوشبو گلاب لے آئے آپ کیا کیا جناب لے آئے ۔ ہم نے پانی حضور مانگا تھا آپ پھر سے شراب لے آئے ۔ قطرہ قطرہ یہ غم شمار کیے اور پھر اک کتاب لے ائے ۔ راستے پر دوکان ہے اپنی جس کا ٹوٹے وہ خواب لے آئے ۔ یہ محبت بھی ایسی بیوہ ہے آنکھ جس کی چناب لے آئے ۔ ہم گنہ گار مر گئے شہ دل رند پی کے ثواب لے آئے شاہ دل شمس

Parveen Shakir K Muntakhab Asha'ar

Image
24 / نومبر / 1952*   *مقبول ترین خاتون شاعرہ پروین شاکر کے یومِ ولادت پر منتخب اشعار احبابِ ذوق کی خدمت* اب تو اس راہ سے وہ شخص گزرتا بھی نہیں اب کس امید پہ دروازے سے جھانکے کوئی *اپنی رسوائی ترے نام کا چرچا دیکھوں* *اک ذرا شعر کہوں اور میں کیا کیا دیکھوں* اپنے قاتل کی ذہانت سے پریشان ہوں میں روز اک موت نئے طرز کی ایجاد کرے *میں سچ کہوں گی مگر پھر بھی ہار جاؤں گی* *وہ جھوٹ بولے گا اور لا جواب کر دے گا* اس نے مجھے دراصل کبھی چاہا ہی نہیں تھا خود کو دے کر یہ بھی دھوکا، دیکھ لیا ہے *اس کے یوں ترکِ محبت کا سبب ہوگا کوئی* *جی نہیں یہ مانتا وہ بے وفا پہلے سے تھا* اک نام کیا لکھا ترا ساحل کی ریت پر پھر عمر بھر ہوا سے میری دشمنی رہی بخت سے کوئی شکایت ہے نہ افلاک سے ہے یہی کیا کم ہے کہ نسبت مجھے اس خاک سے ہے *بس یہ ہوا کہ اس نے تکلّف سے بات کی* *اور ہم نے روتے روتے دوپٹے بھگو لئے* *بہت سے لوگ تھے مہمان میرے گھر لیکن* *وہ جانتا تھا کہ ہے اہتمام کس کے لئے* تو بدلتا ہے تو بے ساختہ میری آنکھیں اپنے ہاتھوں کی لکیروں سے الجھ جاتی ہیں *گئے موسم میں جو کھلتے تھے گلابوں کی طرح* *دل پہ اتریں گے...

Main Nafrato K Jehan Mein Reh Kar Juda Rahon Ga Tou Kia Karon Ga Ye Theek Kehtay Ho Be-Wafa Hon Wafa Karon Ga Tou Kia Karon Ga

Image
میں نفرتوں کے جہاں میں رہ کر جُدا رھُوں گا تو کیا کروں گا یہ ٹھِیک کَہتے ھو ، بے وفا ھُوں وَفا کروں گا ، تو کیا کروں گا بس اَیک تُو ھی تو رہ گَیا ھے جہاں سارا تو کھو چکا ھُوں تُجھے بھی اپنی اَنا میں آ کر خفا کرُوں گا ، تو کیا کروں گا ھزار سجدے تو کر چُکا ھُوں قَضا تُمہاری محبتوں میں مَیں اَب دِکھاوے کا کوئی سَجدہ اَدا کَرُوں گا ، تو کیا کروں گا بغیر پانی بھی کوئی مَچھلی بھلا کبھی رہ سَکی ھے زندہ مَیں تُجھ کو کھو کر، کِسی کا ھو کر بتا کروں گا ، تو کیا کروں گا مُحسن نقوی Main Nafrato K Jehan Mein Reh Kar Juda Rahon Ga Tou Kia Karon Ga Ye Theek Kehtay Ho Be-Wafa Hon Wafa Karon Ga Tou Kia Karon Ga Bas Aik Tu Hi Tou Reh Gaya Hai Jahan Saara To Kho Chuka Hon Tujhe Bhi Apni Ana Mein Aa Kar Khafa Karon Tou Kia Karon Ga Hazaar Sajdy Tou Kar Chuka Hon Qaza Tuhari Muhabbato Mein Main Ab Dekhawey Ka Koi Sajda Ada Karon Ga Tou Kia Karon Ga Baghair Paani Bhi Koi Machli Bhala Reh Saki Hai Zinda Main Tujh Ko Kho Kar Kisi Ka Ho Kar Bata Karon Ga Tou Kia Kar...

Zara Thehro Mujhe Mehsoos Karne Do

Image
ذرا ٹھہرو مجھے محسوس کرنے دو جُدائی آن پہنچی ہے مجھے تم سے بچھڑنا ہے تمھاری مسکراہٹ، گفتگو، خاموشیاں سب کچھ بھُلانا ہے تمھارے ساتھ گزرے صندلی لمحوں کو اس دل میں بسانا ہے تمھاری خواب سی آنکھوں میں اپنے عکس کی پرچھائی کو محسوس کرنے دو ذرا ٹھہرو مجھے تنہائی کو محسوس کرنے دو ذرا ٹھہرو مجھے محسوس کرنے دو اذیت سے بھرے لمحے بچھڑتے وقت کے قصے کہ جب خاموش آنکھوں کے کناروں پر محبت جل رہی ہوگی کئی جملے لبوں کی کپکپاہٹ سے ہی پتھر ہو رہے ہوں گے مجھے ان پتھروں میں بین کرتی چیختی گویائی کو محسوس کرنے دو ذرا ٹھہرو مجھے تنہائی کو محسوس کرنے دو ذرا ٹھہرو مجھے محسوس کرنے دو تمھارے بعد کا منظر دلِ برباد کا منظر جہاں پر آرزوؤں کی جواں لاشوں پر کوئی رو رہا ہوگا جہاں قسمت محبت کی کہانی میں جُدائی لکھ رہی ہوگی مجھے ان سرد لمحوں میں سسکتے درد کی گہرائی کو محسوس کرنے دو ذرا ٹھہرو مجھے تنہائی کو محسوس کرنے دو ذرا ٹھہرو مجھے محسوس کرنے دو جُدائی آن پہنچی ہے مجھے تم سے بچھڑنا ہے اذیت سے بھرے لمحے بچھڑتے وقت کے قصے تمھارے بعد کا منظر دلِ برباد کا منظر ذرا ٹھہرو! مجھے محسوس کرنے دو

Muhabbat Ki Suno Logo

Image
محبت کی سنو لوگو بس اتنی سی کہانی ہے کتابوں میں لکھا ہے یہ محبت خوبصورت ہے. چمکتی چاندنی جیسی محبت ہیر جیسی ہے محبت سا کوئی جادو نہیں تعویز ہے کوئی محبت روشنی ہے روشنی کب دائرے میں قید ہوتی ہے؟ جسے چاہے وُہ ٹھکرا دے جسے چاہے بنا ڈالے اسیر اپنا محبت نام ہے، احساس ہے، اک خوبصورت شام ہے جہاں دل کے دھڑکنے سے سفر خوشبو کا ہوتا ہے سنا ہے میں نے ایسا بھی محبت کا کوئی موسم نہیں ہوتا کہ یہ اک پیڑ ایسا ہے زمیں سے جوڑ لے رشتہ پلٹ دیتی ہے بنجر کو یہ شادابی بدلتے موسموں کی شاعری ہے یہ مجاور بن کے جو سوچے اک ایسی عاجزی ہے یہ محبت عام سی ہے روپ ہے، مہمان ہے، بے خود سی صورت ہے محبت روپ کی داسی محبت روپ جیون کا محبت سا نہیں آسیب دُنیا میں یہ ہر اس دل میں بستی ہے جہاں پر خوشنما بادل، لیئے برسات پھولوں کی کسی اندھے جزیرے پر، برستے ہوں ، لیئے خوشبو , اُداسی کی محبت کی سنو لوگو بس اتنی سی کہانی ہے یہ جس کے دل میں گھر کرلے اُجالا اس میں ہو جائے محبت قید ہو جائے

Phool jhartay Hain shafaq-fam tare hooton se Aise baatain tou, parizad keya karte hain

Image
پُھول جھڑتے ہیں شَفق فام تِرے ھونٹوں سے۔ ایسی باتیں تو, پَری زاد کیا کرتے ھیں Phool jhartay Hain shafaq-fam tare hooton se Aise baatain tou, parizad keya karte hain

Gham aor kuch nahen mujhe itna malaal hai Dunia jo chahti thi wohe baat hogai

Image
غم اور کچھ نہیں، مجھے اتنا ملال ہے دنیا جو چاہتی تھی وہی بات ہو گئی Gham aor kuch nahen mujhe itna malaal hai Dunia jo chahti thi wohe baat hogai

Yeh Dard Kam Tou Nahien Hai, Keh Tuu Hamein Nahien Mila Yeh Aour Baat , Keh Hum Bhi Na Ho Sakey Tere

Image
یِہ دَرد کَم تو نہِیں ہے ، کہ تُو ہمیں نہیِں مِلا یِہ آور بات ، کہ ہَم بھِی نہ ہَو سَکے تیرے Yeh Dard Kam Tou Nahien Hai, Keh Tuu Hamein Nahien Mila Yeh Aour Baat , Keh Hum Bhi Na Ho Sakey Tere

Koi Laa Sako To Laao Mera Wo Haseen Zamaana Jise Main Ne Kuchh Na Samajha Jise Main Ne Kuchh Na Jaana

Image
"Nazeer Banarasi" 25 Nov 1909 Banaras U.P 23 March 1996 Banaras U.P. India Pen name- Nazeer  Koi Laa Sako To Laao Mera Wo Haseen Zamaana Jise Main Ne Kuchh Na Samajha Jise Main Ne Kuchh Na Jaana   Mujhe Gham Nahen Hai Is Ka Ki Badal Gaya Zamaana Meri Zindagi Ke Maalik Kahen Tum Badal Na Jaana   Mere Paas Waqt Thoda Mere Waaqyaat Lambe Kahaan Sar-Guzasht Apani Na Suno Mera Fasaana Waqyaat = Incident; Sar-Guzasht = Account/story   Mujhe Yaad Aaj Bhi Hai Jo Karam Hua Hai Mujh Pe Mera Gham Abhi Hai Taaza Mere Saamane Na Aana   Ye Andheri Raat Mein Tum Kahaan Ja Rahe Ho Tanha Na Tumhaari Raah Roke Kahen Be-Adab Zamaana Be-Adab = Ill-Mannered   Jahaan Thahare Qalb-E-Muztar Wo "Nazeer" Meri Manzil Jahaan Rok Ke Saans Le Loon Wahen Ab Mera Thikaana Qalb-E-Muztar = Restless Heart

Tu Khushbo Thi Hawa Me Bikhar Gai Hai Saba Teri Mehik Se Nikhar Gai Hai

Image
Tu Khushbo Thi Hawa Me Bikhar Gai Hai Saba Teri Mehik Se Nikhar Gai Hai