Posts

Showing posts from May, 2015

December Ke Din Raat Kanton Par Guzar Rahi Hai Hayaat Kanton Par

Poet Ayaz Khan Type By *.__Ayaz_Khan__.*   December Ke Din Raat Kanton Par Guzar Rahi Hai Hayaat Kanton Par Bhatak Raha Hon Gham Ki Basti Mein Saji Hai Ghamon Ki Baraat Kanton Par Bhiga Hai Daman-E- Hasti Ashkon Se Jari Ashkon Ki Barsaat Kanton Par Teri Deed Ki Aarzu Mein Hoti Hai Aksar Teri Tasveer Se Mulaqaat Kanton Par Hota Hai Zikar Jab Tera Kahen Par AYAZ Hoti Hai Logo Se Teri Baat Kanton Par..!

Da Che Rangona Du Jalal Ao Du Kamal Goram Zu Sta Pu Stargo Ke Du Khpaley Meeney Faal Goram

  Poet:Muhammad Israr Atal Type By *.__NOMI__.*   Da Che Rangona Du Jalal Ao Du Kamal Goram Zu Sta Pu Stargo Ke Du Khpaley Meeney Faal Goram    Saaqi Munkar Dy Asmaan Hum Waryazey Nu Rawali Zama Damey La Charta Seorey Sta Du Shaal Goram ALLAH De Nu Kr'ri Che Du Khaoro Khatto Kaley Wran Shi Bya Ba Du Yaar Deedan La Kom Zaai Ke Dewaal Goram Laka Che Zaan Veenama Dase Zr'ru La Ddadd Rakavi Tar Nemey Shpey Mi Veekh Saati Che Sta Romaal Goram Zu Waim Taa Sara Nezdey Oosi Pu Dagha Gharaz Sta Du Kosey Har Yao Sar'ri Ta Sta Pu Khyaal Goram Da Faal Katonki Khalaq Hum Jor'r Pu Haghu Mayen Dy ATALA Trev Ye Vi Tandey Che Pu Cha Faal Goram   ********** NOMI **********  

Jwand Ye Wo Dak La Majboro Wada Ye Nu Kawala Zr'ru Ye Kedu Kho Du Ratlo Wada Ye Nu Kawala

  Poet:Muhammad Israr Atal Type By *.__NOMI__.*    Jwand Ye Wo Dak La Majboro Wada Ye Nu Kawala Zr'ru Ye Kedu Kho Du Ratlo Wada Ye Nu Kawala   Du Khpal Zar'rgi Du Maatavalo Pu Chal Nu Poheda  Ku Na Zama Du Zr'ru Saato Wada Ye Nu Kawala    Jor're Yaqeen Ye Du Khpal Kali Pu Akhtaro Nu Wo  Che Du Nakreezo Du Rawr'ro Wada Ye Nu Kawala    Mayena Wa Khu Du Khpal Jwand Ikhtiyaar Ye Laas Ke Nu Wo Zaka Zama Du Khpaledo Wada Ye  Nu Kawala   Du Pukhtano Du  Rawajono Na Inkaar Peghoor Dy Du  Zawlano Na Du Wato Wada Ye Nu Kawala   Du  Muhabbat Pu Nom ATALA Haghe Marg Qablavo Khu Du Yaarai Na Du Tobo Wada Ye Nu Kawala........!   ********** NOMI **********  

Du Cha Du Meeney Lewani Yu Lewani Mo Wajni Du Khaistono Du Khaar Khukole Khaperai Mo Wajni

  Poet:Muhammad Israr Atal Type By *.__NOMI__.*   Du Cha Du Meeney Lewani Yu Lewani Mo Wajni Du Khaistono Du Khaar Khukole Khaperai Mo Wajni Khafa Pu De Nu Yu Che Wale Ao Pu Sa Mo Wajni Khafa Pu De Yu Che Pu Khpal Kor Ke Pradi Mo Wajni Sta Qatilano Stargo Dase Aadat Wagestu Che His Guzara Rasara Nu Kavi Bekhii Mi Wajni Sta Du Tarkho Tarkho Khabaro Na Hum Khuwand Akhlo Kho Munga Che Wajni Sta Du Shundo Khamoshi Mo Wajni Dagha Zamung Du Tarbeyat Sila Rarasi Mung Ta Mung Be-Qalama wo Satali Khpal Bachi Mo Wajni ATALA Mung Mayinan Zr'rono Ke Ghla Nu Saato Pu Neyat Safa Yu Du Darghala Zr'ru Tagi Mo Wajni.   ********** NOMI **********  

Muhammad Israr Atal

Image
    Muhammad Israr Atal Mohammad Israr Atal was born on 20th April, 1980  at the Bagh-e-Aram Village of LundKhwar  in District Mardan of Khyber Pukhtu nkhwa.  He got his early education from his native schools,  completing his Matric from Government High School,  Dheri Lakpani in 1997  and his Intermediate education from  Government College Katlang in 1999.  Atal attented the University of Peshawar and  graduated with Gold Medal in Pashto Literature.  Later on he also completed his second Masters in   Journalism & Mass Commuication. DUA Munga ALLAH Ta Tal Zaari Kar're Da Watana Sta Du Sar Lowar'rai La Para Chamana Sta Du Rangeenai La Para Da Janati Khaora Abada Ghuwar'ro Yao Du Pukhto Bal Du Siyalai La Para Da Hujro Ao Jumatono Watan Du Muhabbat Du Aazanono Watan Du Nang Namos Du GhairatonoTareekh Da Du Pair'ro Ao Du Umrono Watan   Khushala Ghu...

Baarish Mein Kaya Dhuli Dhuli Si Hai Ladki, Rang Mein Ras Mein Ghuli Ghuli Si Hai Ladki

Poet Qateel Shafai Type bY UJRRA_DIL   Baarish Mein Kaya Dhuli Dhuli Si Hai Ladki, Rang Mein Ras Mein Ghuli Ghuli Si Hai Ladki, Boodein Youn Dikhti Hain Us K Rukhsaaron Par, Para Jaise Thark Raha Ho Angaaron Par, Roop Us Ka Lagta Hai Aisa Garam Gulabi' Jaise Bohat Say Jaam Piye Ho Koi Sharabi, Botal Jaisi Khuli Khuli Si Hai Ladki, Baarish Mein Kaya Dhuli Dhuli Si Hai Ladki, Us Ki Chal Say Daryao'n Ko Mile Rawani, Chalti Phirti Hui Qayaamat Us Ki Jawani, Chalti Hai To Dilon Ko Rondti Jati Hai Wo, Ban K Chamkti Bijli Kondti Jati Hai Wo, Angaaron Mein Tali Tali Si Ladki, Chand Mein Himat Kahan Jo Us K Samane Aaye, Sooraj Us Ko Daikh K Baadal Mein Chhup Jaye, Us K Naam Say Baghon Mein Aaye Haryali, Us K Gaalon Say Mangi Phoolon Ne Lali, Mail Milaap Mein Khuli Dali Si Ladki...............!

Che Mi Nosh Kr'ru Sta Du Ishq Sharaab Lazeez Wrak Mi Shu Du Dwar'ro Stargo Khuwab Lazeez

  Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.*   Che Mi Nosh Kr'ru Sta Du Ishq Sharaab Lazeez Wrak Mi Shu Du Dwar'ro Stargo Khuwab Lazeez Lag De Makh Ta Du Insaaf Sheesha Pu Laas Kr'ra Hala Bola Du Biltoon Aazaab Lazeez Che Pu Tan Ye Sta Du Gham Zahar Khuwara Shuwal Du Har Rag Na Faryaad Kr'ri Rabaab Lazeez Zwar'rand Sar Shuwa Sarwa Sta Du Qad Du Sharma Sharam Kr'ri Darna Saman Gulaab Lazeez Malghalare Jawahir Pake Monde Shi Che Shi Zam Du Shor Sara Daryaab Lazeez Tafahus La Du TALIB AHMAD DEEN Rasha Ku Tre Aore Du Sifat Alqaab Lazeez   ********** NOMI **********  

Tamam Umar Tujhe Zindagi Ka Pyar Mile, KHUDA Kare Ye Khushi Tujh Ko Baar Baar Mile

  Poet Qateel Shafai Singer Naheed Akhtar Movie Bharosa Type By *_FAROOQI.54_* Tamam Umar Tujhe Zindagi Ka Pyar Mile, KHUDA Kare Ye Khushi Tujh Ko Baar Baar Mile, Meri Dua Hai Bichhein Phool Teri Raahon Mein, Kate Hayaat Teri Raahton Ki Chhaon Mein, Qadam Qadam Pe Tujhe Muasam-E-Bahaar Mile, Khuli Ho Teri Tamna Kisi Kanwal Ki Tarah, Sajaye Tujh Ko Labon Par Koi Ghazal Ki Tarah, Tujhe Kisi Ki Wafaon Ka Aetbaar Mile, Sada Jiye Ye Ada Tere Muskuraane Ki, Samet Le Tera Dil Har Khushi Zamane Ki, Kisi Ko Jo Na Mila Wo Tujhe Qaraar Mile..................*

Wo Khuwbsorat Larrkiyaan, Dasht-E-Wafa Ki Hirniyaan

Poet Muneer Niazi KHALISH Type By *.__Ayaz Khan__.* Wo Khuwbsorat Larrkiyaan, Dasht-E-Wafa Ki Hirniyaan, Shehr-E-Shab-E-Mehtaab Ki, Be Cheen Jadugarniyaan, Jo Badalon Mein Kho Gain, Nazaron Se Ujhal Ho Gain, Ab Sard Kali Raat Ko, Aankhon Mein Gehara Gham Liye, Ashkon Ki Behti Nehar Liye, Gulnaar Chehre Nam Kiye, Hasti Ki Sirhad Se Paray, Khawabo Ki Sangeen Out Se, Kehti Hain Mujh Ko Be Wafa, Hum Se Bechrr Kar Kia Tujhe, Sukh Ka Khazana Mil Gaya.......!

Kab Tak Dil Ki Kher Manaein Kab Tak Raah Dikhlao Ge ? Kab Tak Chen Ki Mohlat Do Ge

Poet Faiz Ahmad Faiz Type By *_FAROOQI.54_* Kab Tak Dil Ki Kher Manaein Kab Tak Raah Dikhlao Ge ? Kab Tak Chen Ki Mohlat Do Ge ? Kab Tak Yaad Na Aao Ge ? Beeta Deed-E-Umeed Ka Muasam Khak Urrti Hai Aankhon Mein, Kab Bhejo Ge Dard Ka Baadal ? Kab Barkha Barsao Ge ? Ahd-E-Wafa Ya Tarak-E-Mohabbat Jo Chaho So Aap Karo, Apne Bas Ki Baat Hi Kia Hai Hum Say Kia Manwao Ge ? Kis Ne Visal Ka Sooraj Dekha Kis Par Hijar Ki Raat Dhali, Gaisswon Wale Kon Thay ? Kia Thay ? Un Ko Kia Jatlao Ge ? FAIZ Dilon K Bhag Mein Hai Ghar Bharna Lut Jana Bhi, Tum Us Hussan K Lutaf-O-Karam Par Kitne Din Utrao Ge......................?

Labon Pe Phool Khiltay Hain Kisi Ke Naam Se Pehly Dilon Ke Deep Jaltay Hain Charagh-E-Shaam Se Pehly

  Poet:Amjad Islam Amjad   Labon Pe Phool Khiltay Hain Kisi Ke Naam Se Pehly Dilon Ke Deep Jaltay Hain Charagh-E-Shaam Se Pehly Kabhi Manzar Badalnay Par Bhi Qissa Chal Nahi Pata Kahani Khatam Hoti Hai Kabhi Anjaam Se Pehly Yahi Taare Tumhari Aankh Ki Chilman Mein Rehty Thy Yahi Sooraj Nikalta Tha Tumhare Baam Se Pehly Hui Hai Shaam Jungle Main Parende Laot-ty Hon Gy Ab Inko Kis Tarha Rokein Nawah-E-Daam Se Pehly Ya Saare Rang Murda Thy Tumhari Shakl Ban'ny Tak Ya Saare Harf Muhmal Thy Tumhare Naam Se Pehly Howa Hai Wo Agar Munsif To AMJAD Ihtiyatan Hum Saza Tasleem Kartay Hain Kisi Ilzaam Se Pehly ********** NOMI **********  

Mere Dil K Taar Bajein Baar Baar, Huwa Tujh Se Pyar Aa Ja

Poet Qateel Shafai Singer Saleem Raza Move Payel Ki Jhankar 1967 Type By *_FAROOQI.54_* Mere Dil K Taar Bajein Baar Baar, Huwa Tujh Se Pyar Aa Ja, Rahoon Bay Qaraar Karoon Intzar Gaye Nain Haar Aa Ja, Ye Tera Shabab Khilta Gulab, Mujhe Kitne Khawab Dikhlaye, Tera Kia Jawab ? Zair-E-Naqaab Too Ik Aaftab Chamkaaye, Hansein Mere Nain Katte Gham Ki Rain, Mile Dil Ko Chain Aa Ja, Jo Mile Pyaam To Main Gaam Gaam, Takoon Dil Ko Tham Teri Raahein, Mera Subha-E-Sham, Yahi Ab Hai Kaam, Tera Lay K Naam Bharoon Aahein, Tujh Bin Udas Rahe Dil Ki Aas Kabhi Mere Pas Aa Ja, Rahoon Bay Qaraar, Karoon Intzar Gaye Nain Haar Aa Ja.....................*

Kitni Mushkil Se Kati Kal Ki Meri Raat Na Poochh Dil Se Nikli Hoi Honton Mein Dabi Baat Na Poochh

Kitni Mushkil Se Kati Kal Ki Meri Raat Na Poochh Dil Se Nikli Hoi Honton Mein Dabi Baat Na Poochh Wo Kis Ada Se Mere Saamnay Se Guzra Abhi Kis Tarha Main Ne Sambhale Mere Jazbaat Na Poochh Waqt Jo Badley To Insaan Badal Jatey Hain Kia Nahi Dikhlaatey Ye Gardash-E-Haalaat Na Poochh Wo Kisi Ka Ho Bhi Gaya Aur Mujhe Khabar Na Hoi Kis Tarha Us Ne Chor'raya Hai Mujh Se Haath Na Poochh Is Tarha Pal Mein Mujhe Begana Kar Diya Us Ne Kis Tarha Apno Se Khai Hai Mein Ne Maat Na Poochh Ab Tera Piyaar Nahi Hai To Sanam Kuch Bhi Nahi Kitni Mushkil Se Bani Thi Dil Ki Kayinaat Na Poochh   ********** NOMI **********  

Nazren To Patheron Ko Bhi Kar Jain Chaak Chaak,Saj Dhaj Ke Bastiyun Mein Dekhai Na Dia Kar

نظریں تو پتھروں کو بھی کر جائیں چاک چاک . سج دھج کے بستیوں میں دکھائی نہ دیا کر

Band Hoti Kitabon Mein, Urrti Hui Tatliyan Daal Di

Poetess Noshi Geelani Type By *_FAROOQI.54_* Band Hoti Kitabon Mein, Urrti Hui Tatliyan Daal Di, Kis Ne Risamon Ki Jalti Hui Aag Mein Ladkiyan Daal Di ? Khof Kesa Hai Ye ? Naam Us Ka Kahein Zair-E-Lab Bhi Nahi, Jis Ne Haathon Mein Mere Hare Kanch Ki Choorriyan Daal Di, Hont Pyase Rahe Hosle Thak Gaye Umar Sehra Hui, Hum Ne Pani K Dhoke Mein Phir Rait Par Kashtiyan Daal Di, Muasam-E-Hijar Ki Kesi Saait Hai ? Ye Dil Bhi Heran Hai, Mere Kaanon Mein Kis Ne Teri Yaad Ki Baaliyan Daal Di....................*

Buhat Andar Tak Tabahi Macha Deta Hai . . Wo Aansoo Jo Aankhoon Se Beh Nahi Pata

Image
Buhat Andar Tak Tabahi Macha Deta Hai . . Wo Aansoo Jo Aankhoon Se Beh Nahi Pata

Is Ahd-E-Pur Fatan Ki Nazar Say Ulajh Parro, Hangama Haaye Sham-O-Sehar Say Ulajh Parro,

Poet Saghar Sidiqui Type By *_FAROOQI.54_* Is Ahd-E-Pur Fatan Ki Nazar Say Ulajh Parro, Hangama Haaye Sham-O-Sehar Say Ulajh Parro, Hoga Rosh Rosh Pay Hamaray Janoon Ka Raaj, Barrh Kar Nigah-E-Baraq-O-Sharar Say Ulajh Parro, Lalkarti Hain Tum Ko Falak Boos Chotiyaan, Itna Urro Keh Shams-O-Qamar Say Ulajh Parro, Aatish Mein Kood Jao Bzam-E-Khalil-E-Shoq, Mansooba Haaye Muaj-O-Bhanwar Say Ulajh Parro, Barrhtay Chalo Mujaahido ALLAH Ki Raah Mein, Bay Baak Ho K Khof-O-Khatar Say Ulajh Parro, Apnay Watan Ki Khak-E-Muqdas K Wastay, Saghar Tajliyaat-E-Gohar Say Ulajh Parro...............*

Ik Pagali Mera Naam Jo Le, Sharmaye Bhi Ghabraye Bhi

Singer Ustad Ghulam Ali Type By UJRRA_DIL Ik Pagali Mera Naam Jo Le, Sharmaye Bhi Ghabraye Bhi, Galion Galion Mujh Se Milne Aaye Sharmaye Bhi Ghabraye Bhi, Raat Gaye Ghar Jane Wali Ghum Sum Ladki Rahon Mein, Apni Uljhi Zulfon Ko Suljhaye Bhi Ghabraye Bhi, Kon Bichharr Kar Phir Lote Ga ? Kion Aawara Phirte Ho ? Raton Ko Ik Chaand Mujhe Samjhaye Bhi Ghabraye Bhi, Aane Wali Rut Ka Kitna Khof Hai Us Ki Aankhon Mein, Jane Wala Door Se Hath Hilaye Bhi Ghabraye Bhi...................*

Poetess Nosh Gilani Type By *_FAROOQI.54_* Mere Sathi Meri Ye Rooh, Mere Jisam Se Parwaz Kar Jaye, To Lot Aana, Meri Bay Khawab Raton K Azabon Par, Saskte Shehar Mein Tum Bhi, Zara Si Der Ko Rukna, Mere Bay Jaan Honton Ki Duaon Par, Tum Apni Sard Peshani Ka, Pathar Rakh K Ro Dena, Bas Itni Baat Keh Dena, Mujhe Tum Se Mohabbat Hai................*

Poetess Nosh Gilani Type By *_FAROOQI.54_* Mere Sathi Meri Ye Rooh, Mere Jisam Se Parwaz Kar Jaye, To Lot Aana, Meri Bay Khawab Raton K Azabon Par, Saskte Shehar Mein Tum Bhi, Zara Si Der Ko Rukna, Mere Bay Jaan Honton Ki Duaon Par, Tum Apni Sard Peshani Ka, Pathar Rakh K Ro Dena, Bas Itni Baat Keh Dena, Mujhe Tum Se Mohabbat Hai................*

Teri Nigah-E-Mohabbat Ka Intkhab Hoon Main, Chaman Mein Phool Bohat Hain Magar Gulab Hoon Main

Poet Qateel Shafai Singer Tasvur Khanum Movie Qismat 1974 Type By *_FAROOQI.54_* Teri Nigah-E-Mohabbat Ka Intkhab Hoon Main, Chaman Mein Phool Bohat Hain Magar Gulab Hoon Main, Wo Aur Hon Ge Jinain Sirf Intzar Mila, Mujhe To Pyar K Badle Mein Tera Pyar Mila, Basa Huwa Hai Jo Dil Mein Tere Wo Khawab Hoon Main, Zamane Bhar Ki Nazar Say Tujhe Bachaya Hai, Phir Us K Bad Tujhe Rooh Mein Rachaya Hai, Jo Tere Dam Se Hai Roshan Wo Maahtab Hoon Main, Ye Dhoop Mere Baddan Ki Ye Zulf K Saye, Meri Tarah Jo Haseen Ho Wo Samne Aaye, Wafa Hoon, Pyar Hoon, Iqrar Hoon, Shabaab Hoon Main................*

Sallam Likhta Hai Shaair Tumhare Hussan K Naam, Bikhar Gia Jo Kabhi Rang-E-Pairhan Sar-E-Baam

Poet Faiz Ahmad Faiz Type By *_FAROOQI.54_* Sallam Likhta Hai Shaair Tumhare Hussan K Naam, Bikhar Gia Jo Kabhi Rang-E-Pairhan Sar-E-Baam, Nikhar Gai Hai Kabhi Subha Do Pehar Kabhi Sham, Kahein Jo Qaamat-E-Zaiba Pe Saj Gai Hai Qaba, Chaman Mein Saro-O-Sanobar Sanwar Gaye Hain Tamam, Bani Basaat-E-Ghazal Jab Dubo Liye Dil Ne, Tumhare Saya-E-Rukhsar-O-Labb Mein Saghar-O-Jaam, Sallam Likhta Hai Shaair Tumhare Hussan K Naam, Tumhare Hath Pe Hai Tabish-E-Hina Jab Tak, Jahan Mein Baqi Hai Dildaari-E-Uroos Sakhan, Tumhara Hussan Jawan Hai To Mehrban Hai Falak, Tumhara Dam Hai To Damsaz Hai Hawa-E-Watan, Agricha Tang Hain Auqat Sakhat Hain Aalam, Tumhari Yaad Se Shaireen Hai Talkhi-E-Ayaam, Sallam Likhta Hai Shaair Tumhare Hussan K Naam..............* .

Du Pokhtane Mor Awaaz

Image
دپښتني مور آواز زما په عقل کې نقص نه شته ده انســـــــــان يمه زه ما چې ورکړی امتحان دی قهرمـــــــان يمـــــــــه زه د ميوند جنګ کې قربانی تــــــــه په ميدا ن ومه زه ما چې ور کړی امتحان دی قــــــهرمــــــــان يـــــــــمه زه سر کې ما غزه لرم ما غزو کې احساسات لرمـــه زه پښتنه د پښتنې مينې جزبـــــــــــات لــــــــرمــــــــه داسې خو مه وايه چه کور کی ياپه ګور کې اوسه ستا داحساس لپاره ډير عالي خيـــــــــالات لــــــرمه د پښتون کور اباديدو ته په ارمـــــــــان يــــــــــــمه زه ماچې ورکرې امتحان دی قهرمـــــــــــان يــــــــــــمــه زه دنړ يوال په مقابل انتظـــــــــام پــــــورتــــــــــه کـــــــړه دجهالت الزام کړه لرې نوم دقام پورتـــــــــــه کـــــــړه عقل هوښيارکړه د وطن ميندې خپـــــــل زړه وګڼـــه که ترقي دوی مقصد ددوی مقام پــــــــورتــــــــه کړه ټول نړيوال ته په طاقت کې ښه بيان يــــــــــــــمه زه ما چه ورکړې امتحان ده قهــــــرمــــــــان يــــــــــمه زه دوطن مور يمه تــــــــــــــــــه ګواښ دظلم زور مه کوه دجګو غرو زمرو ته ...

Ho Jaaye Gi Jab Tum Se Shanasaayi Zara Aur Barrh Jaye Gi Shaayed Meri Tanhaayi Zara Aur

Ho Jaaye Gi Jab Tum Se Shanasaayi Zara Aur Barrh Jaye Gi Shaayed Meri Tanhaayi Zara Aur Kyun Khul Gae Logon Pe Meri Zaat Ke Asraar Ay Kaash Keh Hoti Meri Gehraayi Zara Aur Phir Haath Pe Zakhmon Ke Nishaan Gin Na sako Ge Ye Uljhii Hoi Dor Jo Suljhaayi Zara Aur Tardeed To Kar Sakta Tha Paile Gi Magar Aur Iss Taur Bhi Hogi Teri Ruswaayi Zara aur Kyun Tark-E-Talluq Bhi Kia Lout Bhi Aaya Acha Tha Keh Hota Jo Wo Harjaayi Zara Aur Hai Deep Teri Yaad Ka Roshan Abhi Dil Mein Ye Khauf Hai Lekin Jo Hawa Aai Zara Aur Larrna Wahin Dushman Se Jahan Ghayr Sako Tum Jeeto Ge Tabhi Hogi Jo Paspaayi Zara Aur Barrh Jaein Ge Kuch Aur Lahoo Bechne Wale Ho Jay Agar Sheher Mein Mehengaayi Zara Aur Ik Dobti Dharrkan Ki Sada Log Na Sun Lein Kuch Der Ko Bajne Do Ye Shahnaayi Zara Aur.....!   ********** NOMI **********  

''Fitratona Ye Badal Di Gani Yao Shan Insanan Dii'' ''Sok Du Meene Arzomand Di Sok Du Meene Dushmanan Dii

''Fitratona Ye Badal Di Gani Yao Shan Insanan Dii'' ''Sok Du Meene Arzomand Di Sok Du Meene Dushmanan Dii''   ''Shinkay Khaal Pake Imam Dy Sta Du Wrozo Pu Mehraab Ke'' ''Baanr'ra Khkata Porta Kegi Dagha Tool Ye Muqtadyaan Dii'' ''Khukuli Tool Yao Shanti Na Vii Adatona Ye Badal Vii'' ''Sok Pu Zr'runo Marham Kegdii Sok Da Zr'rono Qatilaan Dii'' ''Dalta Meena Narawaa Da Nor Har Sa Dalta Rawaa Dii'' ''Da Du Kom Mazhab Qanoon Dy Da Du Kom Mazhab Qazyaan Dii'' ''Khpa Newalay Shwali GRANA Pu Hasrat Hasrat Wargori'' ''De Ogdo Ogdo Kamso Ke Bala Zr'rona Awezaan Dii..........! Email By Baryaali Samadona  

Dil Deta Hai Ro Ro Duhai Kisi Se Koi Pyar Na Kare, Barri Mehngi Parre Gi Ye Judai Kisi Se Koi Pyar Na Kare

Poet Qateel Shafai Singer Munwar Sultana Movie Ishq Par Zor Nahein Type By *_FAROOQI.54_* Dil Deta Hai Ro Ro Duhai Kisi Se Koi Pyar Na Kare, Barri Mehngi Parre Gi Ye Judai Kisi Se Koi Pyar Na Kare, Koi Samjhe Kisi Ko Na Apna, Jhoota Nikale Ga Jeevan Ka Sapna, Gao'n Gao'n Pukare Shehnai, Kisi Se Koi Pyar Na Kare, Saij Par Bethi Roye Dulhniyan, Base Preetam K Man Mein Sotniyan, Haye Nikala Balam Harjai, Kisi Se Koi Pyar Na Kare, Pyar Ne Kuch To Pagal Banaya, Aur Kuch To Zindagi Ne Bhi Sataya, Khoob Apni Hui Jag Hansai, Kisi Se Koi Pyar Na Kare.................*

Nigahein Mila Kar Badl Jane Wale Mujhe Tujh Se Koi Shikayat Nahi Hai

Poet Qateel Shafai Singer Noor Jahaan Movie Mehboob Type By *_FAROOQI.54_* Nigahein Mila Kar Badl Jane Wale Mujhe Tujh Se Koi Shikayat Nahi Hai, Ye Dunya Barri Sang Dil Hai, Yahan Par Kisi Ko Kisi Se Mohabbat Nahi Hai, Jafaon Se Toonay Mere Dil Ko Torra, Mujhe Toonay Zalim Kahein Ka Na Chhorra, Huwa Mujh Ko Maloom Sub Kuch Luta Kar, Wafa Ki Yahan Koi Qeemat Nahi Hai, Na Pehle Se Din Hain Na Pehli Si Raatein, Bhula Di Wo Toone Mohabbat Ki Baatein, Sunaye Thay Jo Toone Jhoote Fasane, Zara Si Bhi Un Mein Haqeeqat Nahi Hai, Karon Jo Main Faryad Apni Zabaan Se, Girein Toot Kar Bijliyan Aasmaan Se, Main Ashakon Mein Sare Jahan Ko Bahaa Doun, Magar Mujh Ko Rone Ki Aadat Nahi Hai....................*

Sharam Na Aai Kion Baabul Tujhay ? Kion Haya K Janaze Niklwa Diye

Poet Qateel Shafai Singer Noor Jahaan Movie Qatil Ki Talash 1986 Type By *_FAROOQI.54_* Sharam Na Aai Kion Baabul Tujhay ? Kion Haya K Janaze Niklwa Diye ? Ik Tawaaif K Paon Mein Sajte Hain Jo, Too Ne Beti Ko Ghunghroo Wo Pehna Diye, Teri Karni Ka Phal Mujh Ko Chakhna Parra, Paon Apne Hi Lashe Par Rakhna Parra, Sath Un Aansowon Ko Parkhna Parra, Aaj Matti Mein Jo Too Ne Milwa Diye, Jis Pe Thonpe Koi Zindagi Paap Ki, Wo Bhi Hoti Hai Beti Kisi Baap Ki, Aaye Aawaz Table Se Har Thaap Ki, Gherton K Mehal Too Ne Kion Daha Diye, Tere Khawabon Mein Heere Thay Almaas Thay, Khawab Tere Mgar Kab Mujhe Raas Thay, Sirf Izzat K Muati Mere Pas Thay, Wo Bhi Too Ne Sar-E-Aam Lutwa Diye, Sharam Na Aai Kion Baabul Tujhe..?

Chaandi Jesa Rang Hai Tera Sone Jese Ball, Aik Too Hi Dhanwan Hai Gori Baqi Sub Kangal

  Poet Qateel Shafai Singer Masoud Rana Movie Mazboot 1963 Type By *_FAROOQI.54_*   Chaandi Jesa Rang Hai Tera Sone Jese Ball, Aik Too Hi Dhanwan Hai Gori Baqi Sub Kangal, Jitna Tujh Ko Dekhon Utni Barrhe Nazar Ki Pyaas, Jo Kuch Tere Pas Hai Gori Nahi Kisi K Pas, Ye Zulfain Ye Hont Gulabi Ye Aankhein Ye Gall, Aik Too Hi Dhanwan Hai Gori Baqi Sub Kangal, Jab Tak Sar Par Aasmaan Hai Pairon Tale Zameen, Tab Tak Teri Chaahat Ka Poora Mujhe Yaqeen, Toonay Mera Sath Diya Too Jiye Hazaron Sall, Aik Too Hi Dhanwan Hai Gori Baqi Sub  Kangal............*  

Ambwa Ki Daalion Pe Jhoolna Jhula Ja, Ab K Sawan Too Sajan Ghar Aa Ja

Poet Qateel Shafai Singer Iqbal Bano Movie Naagan Ambwa Ki Daalion Pe Jhoolna Jhula Ja, Ab K Sawan Too Sajan Ghar Aa Ja, Tujh Bin Mera Man Bekal Hai, So So Baras Ka Ik Ik Pal Hai, Din Ye Guzaron Kese Itna Bata Ja, Bichharr Gia Ho Jis Ka Sathi, Wo Ik Deepak Hai Ban Baati, Gham Ka Andhera Mere Man Se Mita Ja, Yaad Jo Aaein Din Bechpan K, Roein Nainaa'n Mujh Birhan K, Taras Gai Hoon Mohe Daras Dikha Ja.....................*

Ku Zama Pu Stargo Oleed Ta Singaar Khpal She Pakhpala Ba Aashiq Pu Khpal Rukhsaar Khpal

    18 may 2015 -Today Complete 100 Posts Of Ahmad Deen Talib Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.*   Ku Zama Pu Stargo Oleed Ta Singaar Khpal She Pakhpala Ba Aashiq Pu Khpal Rukhsaar Khpal Da Khu Zu Yam Che Du Dera Ghama Nu Mram Gani Sok Pu Ishq Ke Nu Paai Be-Yaar Khpal His Gumaan Du Khushalai Mi Pu Cha Neshta Tol Aalam Ganr'ri Aazar Zama Aazar Khpal Bulbulan Du Biltanu Du Ghama Jar'ri Pu Jar'ra Ke Yadavi Ter Shawe Waar Khpal   Che Majnoon Ghunde Pu Meena Ke Sadiq Vi Hagha Nawri Nasehat Du Mor Ao Plaar Khpal Zu TALIB AHMAD DEEN Ta Pase Ranzor Yam Tafahus Du Maraz Nu Kr're Du Bimaar Khpal   ********** NOMI **********  

Che De Nan Kr'ru Rapu Gheg Rabaab Du Meeny Bakhshish Ra Yawa Piyala Sharab Du Meeny

  Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.*   Che De Nan Kr'ru Rapu Gheg Rabaab Du Meeny Bakhshish Ra Yawa Piyala Sharab Du Meeny Du Ghanam Ghunde Pu Ishq Ke Allama Shom Che Du Stargo Mi Razi Khonab Du Meeny Khuwab Khanda Ra Na Juda Kr'ral Gham Du Hijar Hagha Dam Che Ye Shuro Kr'ru Baab Du Meeny Yaqeen Nu Dy Che Ba Bya Haghase Rogh Shi Zr'ru Mi Dase Ghosavi Qasaab Du Meeny Du Wisaal Badsha Ta Waya Che Laas Rakr'ri Na-Khabara Kr'ram Laaho Selaab Du Meeny Ma TALIB AHMAD DEEN Ghowakhe Du Zr'ru War Kr're Pu Hamlo Hamlo Ye Khuri Gharab Du Meeny   ********** NOMI **********  

Hechare Mu Lara Kaar Du Bal Pu Kaar ke Che Be-Wara Ghuwar're War Pu Pradi Kaar Ke

  Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.*   Hechare Mu Lara Kaar Du Bal Pu Kaar ke Che Be-Wara Ghuwar're War Pu Pradi Kaar Ke Laka Tu Che Pu Khpal Sod Maqsood Pohege Dase Har Sar're Pohegi Roz Kaar Ke Awal Tu Pakhpala Khpal A'aibona Shumar Kr'ra Hala Rawala Du Bal A'aibona Shumar Ke Du Bal Kor Ke Du Khpal Kor Izat Monde Shi Khpal Warkar're Tua'am Khura Pu Kor Du Yaar Ke AHMAD DEEN TALIB Jota La'alona Nu Gdi Du Aseelo Malghalaro Pu Qatar Ke   ********** NOMI **********  

Aaj Ki Shab Main Preshan Hon To Yon Lagta Hai,Aj Mehtaab Ka Chehra Bhi Hai Utra Utra

آج کی شب میں پریشاں ہوں تو یوں لگتا ہے . . . آج مہتاب کا چہرہ بھی ہے اُترا اُترا . پروین شاکر

Badltay Muasmoon Ki Bay Wafai Nay Rula Dala, Hamein Apnay Dukhoon Par Jag Hansayi Nay Rula Dala

  Poettse Nazia Kanwal Nazi Type By *_FAROOQI.54_*   Badltay Muasmoon Ki Bay Wafai Nay Rula Dala, Hamein Apnay Dukhoon Par Jag Hansayi Nay Rula Dala, Koi Bhi Faradd-E-Wahid Kab Mutaasar Kar Saka Hum Ko ? Hamein To Bas Zamanay Ki Khudayi Nay Rula Dala, Na Jab Shour Tha To Zindagi Pur Kaif Thi Kitni, Khuli Aankhein To Khud Apni Duhayi Nay Rula Dala, Main Wo Pathar Hoon Jis Ko Muam Hona Rass Na Aaya, Parri Karni Jo Paish Apni Safaayi Nay Rula Dala, Dikhaway Ki Mohabbat Ka Koi Bhi Gham Nahi Laahaq, Hamein To Apni Hi Is Khud Numaayi Nay Rula Dala, Bohat Anmol Thi Wo Kanch Ki Gurriya Si Ik Ladki, Milay Gi Ab Kahan ? Us Ki Judayi Nay Rula Dala.................*

Laila Laila Laila Afsar Khoobaan Laila, Dil-O-Jaan Maa-Fada-E-Rukh-E-Tabaan Laila

Poet Qateel Shafai Singar Zubaida Khanam Movie Ishq-E-Laila   Laila Laila Laila Afsar Khoobaan Laila, Dil-O-Jaan Maa-Fada-E-Rukh-E-Tabaan Laila, Laila Ay Hoor Laila, Az Too Shudam Door Laila, Nala-E-Gham Mee Kashad Aashiq Mehjoor Laila, Laila Laila Laila Afsar Khoobaan Laila, Zaray Zaray Mein Dharrkta Hai Yahan Qais Ka Dil, Har Bagolay Mein Nazar Aata Hai Taira Mehmal, Bohat Maghroor Laila, Az Too Shudam Door Laila, Laila Laila Laila................!

Chaand Hanse Dunya Base Roye Mera Pyar Ray, Dard Bhare Dil K Mere Toot Gaye Taar Ray

  Poet Qateel Shafai Singer Noor Jahaan Movie Intzar 1956 Type By *_FAROOQI.54_*   Chaand Hanse Dunya Base Roye Mera Pyar Ray, Dard Bhare Dil K Mere Toot Gaye Taar Ray, Palakon Ki Chhaon Tale, Ashakon Ki Aag Jale, Teri Khabr Paon Kahan ? Jaon Kahan Bas Na Chale, Reh Na Sakon Raah Takon Nain Gaye Haar Ray, Bachpan Ki Yaad Liye, Hontoon Pe Faryad Liye, Roti Hui Jaon Kahan ? Main Dil Barbad Liye, Too Hai Kahan? Taire Bina Chain Hai Dushwar Ray, Chaand Hanse Dunya Base Roye Mera Pyar Ray.....*

Bulbul Jar'ri Yadavi Rukhsaar Du Gul Khudaya Rawaly Dobar Bahar Du Gul

  Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.*   Bulbul Jar'ri Yadavi Rukhsaar Du Gul Khudaya Rawaly Dobar Bahar Du Gul Du Bulbul Du Stargo Nam ChAman La Yosi Bya Ye Boli Pa Shabnam Rebaar Du Gul Che Faryad Du Bulbulano Bagh Ke Waori Pu Ikhlas Izzat Kavi Malyaar Du Gul Har Yao Zaagh Ba Aashiqi Du Gul Ikhtiyaar Kr'ra Ku Ye Nu Leeday Pu Sang Ke Khaar Du Gul Che Mi Sod Du Yaar Du Makh Warbande Kegi Pokhtam Zaka Du Har Cha Na Laar Du Gul AHMAD DEEN Du Hagha Khalqo Dua Go Dy Che Perzo Pre Du Cha Shi Deedar Du Gul     ********** NOMI **********  

Yao Bulbul Pu Chaghar Nu Dy Laka Zu Hamesha Na Qalar Nu Dy Laka zu

  Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.*   Yao Bulbul Pu Chaghar Nu Dy Laka Zu Hamesha Na Qalar Nu Dy Laka zu Ajdaha Du Biltana Pu Zar'rgi Nosh Kr'ram Sok Nosh Kar're Khamar Nu Dy Laka Zu Du Nargas Du Gham Taoono Bora Tor Kr'ru Tor Bora Dil Afgaar Nu Dy Laka Zu Parwana Ku Zaan Sezi Pu Oor Du Shammey Arzomand Du Deedar Nu Dy Laka Zu   Zu TALIB AHMAD DEEN Sta Du Dar Ghulam Yam Yao GhulamDe Pakaar Nu Dy Laka Zu   ********** NOMI **********  

Che Shamal Kr'ri Gul Sahar Taza Nmar Parast Shi Pu Deedan Du Nmar Taza

  Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.*   Che Shamal Kr'ri Gul Sahar Taza Nmar Parast Shi Pu Deedan Du Nmar Taza Zaagh Bora Ta Che Ghunche Du Khyala Khandi Du Bulbul Pu Zr'ru Gdi Parhar Taza His Hajat Mi Pu Sharab Pu Shakar Neshta Yaar Zama Lari Sra Lab Shakar Taza  Che Yousaf (A.S) Ghunde Dildar Mi Khuwa La Raghey Du YaQub (A.S)  Ghunde Mi Sho Nazar Taza   Du Biltoon Pu Waseela Wisal Monde shi Pu Wisal Shi Du Gham Tor Bashar Taza AHMAD DEEN  Du Shairai Mehfil Ke Naast Dy Latavi Du Aashiqai Daftar Taza   ********** NOMI **********  

Che Taro Tanzare Onu Kr'ri Awaz Nu Khabreegi Tre Khkaari Nu Bakha Baaz

  Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.*   Che Taro Tanzare Onu Kr'ri Awaz Nu Khabreegi Tre Khkaari Nu Bakha Baaz Du Gham Okhko Mi Pat Raaz Du Zr'ru Zahir Ku Laka Raaz Du Rabaab Sere Kr'ri Shahbaaz Ku Mansoor Du Koh-E-Toor Na Zr'ru Muhkam Kr'ru Oye Nu Zaghamal Sharab Du Ishq Daraz Zaagh Ba Hechare Lamsoon Baghbaan Ta Nu Kr'ro Ku Bulbul Ta Nu Kr're Gul Khanda Du Naaz Har Sar're Du Biltana Du Ghama Jar'ri Magar Sok Ye Aashiq Boli Sok Ghamaaz Che Ba Tal Du AHMAD DEEN TALIB Pre Sod Wo Khudaya Sa Sho Hagha Saaz Hagha Damsaaz   ********** NOMI **********  

Och Largy Kala Samegi Be Du Oora Nu Yaari Shi Du Kam Asal Be Du Zora

  Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.*   Och Largy Kala Samegi Be Du Oora Nu Yaari Shi Du Kam Asal Be Du Zora Wal Tre Nu Ozi Ku Par're Pu Oor Seze Sa Umeed Dy Du Kam Asal Haram Khora Che Du Yao Pu Gheg Ke Naast Vi Bal Ta Khandi Yaari Mu Ghuwar'ra Du Dase Ghareeb Chora Tash Du Khuley Libas Ye Vi Ikhlaase Nu vi Laka Sarwa Be-Mewe Du Bagh Samsora Pu Dolat  Pu Muhabat Kala Khpaleegi Che Pu Zaat Nu Vi Aseel Du Plar O Mora   AHMAD DEEN Ta Ye Ashna Starge Na Ashna Kr're Zaka Nu Kr'ri Du Kam Aslo Yaari Nora   ********** NOMI **********  

Beyarta Nu Razi Ter Shawe Haal Du Umar Nu Paiwand Akhli Shledalay Taal Du Umar

  Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.*   Beyarta Nu Razi Ter Shawe Haal Du Umar Nu Paiwand Akhli Shledalay Taal Du Umar Che Yao Got Maiy Pu Kror'rono Monde Nu shi Abas sala Toyawe Salsaal Du Umar Hagha Baagh Che Bulbulaan Pake Mewa Khuri Tu Ba Sa Kr're Be-Mewe Da Nihaal Du Umar Du Dunya Pu Karobaar Dase Mashghol Ye Che De Nu Razi Pu Sar Ke Khyal Du Umar Ku Har So Tre Pat Pu Faal Du Parhez Garze Khu Aakhir Ba De Marg Maat Kr'ri Faal Du Umar AHMAD DEEN Che Du Har Cha Na Tafahus Kr'ri Pu Brekhna Pore Tar'ri Mashaal Du Umar   ********** NOMI **********  

Ya Zama Pu Zr'ru Ke Meena Du Dilbar Da Ya Ghuncha Pu Baghicha Du Sadbar Da

  Poet:Ahmad deen Talib Type By *.__NOMI__.*   Ya Zama Pu Zr'ru Ke Meena Du Dilbar Da Ya Ghuncha Pu Baghicha Du Sadbar Da Ya Ghotai Ghotai Khuwaley Du Yaar Du Makh Di Ya Tabqa Du Malghalaro Pu Mar Mar Da Ya Ye Qad-O-Qamat Na Sarwa Sharminda Shuwa Ya Walar'ra Ye Deedan Ta Zwar'rand Sar Da Ya Mi Khuwand Ye Du Sro Shondo Khuley Na Nu Zi Ya Zaila Sheerini Du Shahad Shakar Da Ya Ye Be-Ewaz Na Khair Du Deedan Rakr'ru Ya Ewaz Mi Ghulami Du Yaar Du Dar Da Ya Ghamaz Du AHMAD DEEN Du Khu Na Takhti Ya Pu Laas Du Wisaal Nakha Du Lakhkar Da   ********** NOMI **********  

Da Pama Zama Du Yaar Mehrubani Da Zaka Lare Mi Du Zr'ru Na Preshani da

  Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.*   Da Pama Zama Du Yaar Mehrubani Da Zaka Lare Mi Du Zr'ru Na Preshani da Ku Pa Ghar'ra Garzom Rasai Du Zulfo Rata Wai Che Da Hum Musalmani Da Ku Har So Ye Du Biltoon Du Khofa Jar'ram Khu Pu Laas Mi Du Wisal Qaharmani Da Da Mi Tao Du Aashiqai Ta Ghar'ra Kekhwa Pu Afsoos Mi Du Asmaan Sar Gardani Da Ku Khubaan Du Tol Jahan Mi Pu Laas Rashi Khu Be-Yaara Mi Ruswa Zindagani Da Zu TALIB AHMAD DEEN Pand Du Sabar Naoram Che Daana Yama Ku Da Mi Naadani Da   ********** NOMI **********  

Che Paida Shi Du Hijr'ra Kara Farzand Day Ao Nor Khalq Pohegi Pre Sargand

  Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.*   Che Paida Shi Du Hijr'ra Kara Farzand Day Ao Nor Khalq Pohegi Pre Sargand Chare Gul Nu Zarghonegi Be Du Tukhma Nu Khpaleegi Prade Baz Pu BazoBand Pu Pradai Zmaka Ke Nal Che Sok Nihaal Kr'ri Tre Na-Raaz Vi Du Haghe Zmake Khawand Magar Da Hijr'ra Pre Dase Khushleegi Laka Bya Momi Badfal Iqbal Buland Ku Pu Khar Du Manzari Sarman Khuwara Shi Nor Ba Nu Kr'ri Du Khpal Asal Chaal Chaland AHMAD DEEN TALIBA Da De Na-Pohi Da Che Yaarai Ke Du Kam-Aslo Gore Khuwand   ********** NOMI **********  

Rasha Rasha Du Be-nango Yaari Pregda Mewa Nu Darkavi Botey Bari Pregda

  Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.*   Rasha Rasha Du Be-nango Yaari Pregda Mewa Nu Darkavi Botey Bari Pregda Khpal Khawand Nu Pejani Bardara Wana Be-wafa Sara Da KhairKhuwahi Pregda Che Gulona Ye Saba La Bal Ta Khandi Du Majaz Du Dase Bagh Malyari Pregda Pu Hunar Ba Sar-O-Maal Darna Ganr'ra Kr'ri Che De Nu Zda Du Libaas Juwari Pregda Zin Zarin Che Taazi Ass La Munasib Dy Du Zillat Du Khar ,Qacher Sawari Pregda AHMAD DEENA Ku Gharaz De Khushali Vi Khushali Nu Lari Yaar Bazari Pregda   ********** NOMI **********  

Khpal Ashna Wata Ashna Ashna Tua'am Gda Na-Ashna Ta Du Ashna Pu Makhke Gaam Gda

  Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.*   Khpal Ashna Wata Ashna Ashna Tua'am Gda Na-Ashna Ta Du Ashna Pu Makhke Gaam Gda Du Dozakh Botey Nihaal Janat Ke Nu Kr're Nu Pu Khulu Du Dozakhi Du Janat Jaam Gda Du Dushman Na Zaan Saata Ku Der De Dost Shi Ghat Marghu Ta Du Ranai Du Paasa Daam Gda Che Pre Nu Gde Du Nan Kaar Saba Ta Saba Wraze La Tokha Du Nan Maakham Gda Lewani Du Lewano Pairvi Nu Kr'ri Rogho Khalqo La Du Rogho Khalqo Naam Gda AHMAD DEEN TALIBA Drang Sa'at La Marg Dy Gor Kafan Lara Du Nek Amal Inaam Gda   ********** NOMI **********  

Pu Qafas Ke De Yam Du Zulfo Bandewan Khuwakh Laka Dar Che Pu Sadaf Ke Vi Penhan Khuwakh

  Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.*   Pu Qafas Ke De Yam Du Zulfo Bandewan Khuwakh Laka Dar  Che Pu Sadaf Ke Vi Penhan Khuwakh Khaperak Ku Noor Du Namar Ta Katey Nu Shi Zu Yam Sta Du Makh Shua'a Ta Nigran Khuwakh Sta Du Husan Che Sifat Yao Ware Waori Du Yousaf (A.S) Pu Sifat Nu Vi Hagha Zwan Khuwakh Yao Marghu Pu Daam Ke Onkhali Nor Takhti Bandi Sta Du Ishq Pu Daam Ke Vi Marghan Khuwakh Ku Aoya Zara Parde De Pu Makh Nu Wey Sok Ba Nu Wo Pu Rozgaar Du De Jahan Khuwakh Pu Hargiz Ke Che Da Sta Du Khaist Boie Dy AHMAD DEEN Yam Pu Sail Zaka Du Bostaan Khuwakh   ********** NOMI **********  

Zu Che Veenama Du Bal Pu Makh Ke Khpal Makh HarGiz Nu Laram Nazar Pu Hagha Bal Makh

  Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.*   Zu Che Veenama Du Bal Pu Makh Ke Khpal Makh HarGiz Nu Laram Nazar Pu Hagha Bal Makh Che Kam Aqal Vi Pu Khar'r Aain Ke Gori An Ku Mr'rawey Pake Veeni Taza Gul Makh Bulbulaan Sala Du Hagha Gul Sifat Kr'ri Pu Baghbaan Du Baagh Che Nu Vi Du Bulbul Makh Du Wafa Laafe Che Kr'ri Azmekht Pe Okr'ra Du Ashna Ghunde Khkarigi Du Chughal Makh Patang Zaan Sara Jarga Shammey La Botla Warsha Ogora Che Shta Ku Osezal Makh Ku Pat Makh Pu Zulfo Yaar AHMAD DEEN Bya Mond Khukolavi Ba Ye La Pasa Du KaKal Makh   ********** NOMI **********  

Pas Du Nemi Shpe Na Keena Kat Ke Vekh Che Talab De Ghal Onu Kr'ri Du Tasleekh

  Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.*   Pas Du Nemi Shpe Na Keena Kat Ke Vekh Che Talab De Ghal Onu Kr'ri Du Tasleekh Oor Taza Kr'ra Pe Kabaab Du Bulbul Kr'ra Du Kabaab Du Para Onu Seze Seekh Du Mewe Yawa Jolai Du Bagha Yosa Che Du Ghege Pu Luqma Du Tua'am Trekh Du Dushman Pu Dutkarai Mu Khushalega Khushalega Du dostano Pu Taobeeh AHMAD DEENA Ma'ashoqa Vi Pu Zr'ru Narma Khu Mushkil Dy Du Aashiq Du Zr'ru Tamreeh ********** NOMI **********  

Biltoon Loot Kr'ra Khazana Zama Du Rooh Nora Nu Shi Guzrana Zama Du Rooh

  Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.*   Biltoon Loot Kr'ra Khazana Zama Du Rooh Nora Nu Shi Guzrana Zama Du Rooh Tamami Umar Khazan Rabande Ter Shu Bahar Nu Shu Harjana Zama Du Rooh Har Sa'at Mi Da Biltoon Baghair Du Wasal Rata Khkaari Qaidkhana Zama Du Rooh Che Tofang Du Toro Stargo Ta De Khyal Kr'ram Rasa Wali Nishana Zama Du Rooh La Ba Kala Kr're Sargand Charagh Du Husan Qarar Nu Khuri Parwana Zama Du Rooh Zu TALIB AHMAD DEEN Jar'ram Ku Ye Aore Da Naghma Ao Tarana Zama Du Rooh   ********** NOMI **********  

Naasih Na Leeda Zama Taqat Majal Che Naseehat Ye Rata Kr'ru Du Ishq Du Faal Che

  Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.*   Naasih Na Leeda Zama Taqat Majal Che Naseehat Ye Rata Kr'ru Du Ishq Du Faal Che Nan Zama Pu Zr'ru Ke Sabar Qarar Nu Khuri Shu Sore Sore Zama Du Zr'ru Ghurbal Che   We Deedan Du ShamyKhaas Patang La Khayi Warbakhi Pu Yawa Kokah Sar-O-Maal Che Du Firaq Tamam Ghamona Rana Door Shi Kala Kala Yaar Mi Okhandi Pu Khayaal Che Pu Mangul Ba Mi Du Wasal Ghuncha Rashi Du Shamal Ghunde Mukhlis Laram Dalal Che NaUmeeda Raqibaan Pu Bearta Lar'ral AHMAD DEEN De Du Pat Raaz Onawe Haal Che   ********** NOMI **********  

Nu Khpaleegi Pu His Rang Tapas Bachha Nu Hagha Che Vi Pu Asal Kam Louchha

  Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.* Nu Khpaleegi Pu His Rang Tapas Bachha Nu Hagha Che Vi Pu Asal Kam Louchha Laka Rogha Hindwana Che Mianz Skha Vi Dase Skha Vi Du Na-Ahl Gul Ghunchha Ku Luqman Du Zamany Vi Pokh Ba Nukr'ri Du Kam Zaato Du Yaarai Paiwand Kachha Zamana Ba Ye Pakhpala Pu Adab Kr'ri Che Sam Nu Shi Du Ustaz Pu Tabanchha Ku Garmi Ye Du Pisar Pu Sar Ke Nu Vi Plaar Ye Der Lari Nabaat Shahad Soochha AHMAD DEENA Na Shukri Loya Bala Da Du Qaron Du Haal Na Zda Kr'ra Deebachha   ********** NOMI **********  

Na Pohegam Du Khubano Pu Rawaj Che Mukhtaj Wale Mukhtaj Kr'ri Du Mukhtaj

  Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.*   Na Pohegam Du Khubano Pu Rawaj Che Mukhtaj Wale Mukhtaj Kr'ri Du Mukhtaj Badshahan Kala Qalang Du Malang Ghuwar'ri Yaar Zama Na Sar-O-Maal Ghuwar'ri Khiraj Laka Shama Che Du Shpe Grewan Kr'ri Seere Zr'ru Mi Seere Shu Du Ishq Pu Amwaj Der Zama Ghunde Du Khpal Watan Na Wrak Shol Sta Du Makh Shua'a Pase Pu Shab-E-Daj Hamesha Du Biltana Du Baaz Pu Pkho Ke Du Afsoos Na'are Waham Laka Daraaj Pu Naseeb Ba Zu TALIB AHMAD DEEN Jor'r Sham Che Tabeeb Mi Be-Parwa Shu Pu Ilaaj   ********** NOMI **********  

Patawe Zama Na Speen Rukhsaar Pu Su Pu Zakhmi Zar'rgi Mi Gde Angaar Pu Su

  Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.* Patawe Zama Na Speen Rukhsaar Pu Su Pu Zakhmi Zar'rgi Mi Gde Angaar Pu Su Ku Du Dera Ghama Mram Tapos Mi Nu Kr're Che Ba Rogh shi Da Ghamjan Bemaar Pu Su Tu Pakhpala Da Jar'ra Faryad Mi Aore Da Ahwal Na Mi Pukhte Rebar Pu Su Che De Mast Laka Mansoor Du Ishq Pu Maiy Kr'ram Odrawe Rata Pu Dar Ke Daar Pu Su Du Wafa Mehar Che Bal Ta Naseehat Kr're Akhley Tu Zama Du Zr'ru Azaar Pu Su Yawa Nakha Du Yaarai Pu Mianz Ke Neshta Ma TALIB AHMAD DEEN Boly Yaar Pu Su ********** NOMI **********  

Ku Kabaab De Jisam-O-Jaan Shi Zama Sa Ku Pu Gham Ke De Guzran Shi Zama Sa

  Poet:Ahmad Deen Talib Type By *.__NOMI__.*   Ku Kabaab De Jisam-O-Jaan Shi Zama Sa Ku Pu Gham Ke De Guzran Shi Zama Sa Che Di Sabar Naseehat Pu Ghuwago Nawri Ku De Okhke Pu Grewan Shi Zama Sa Guldasta Che Du Wisaal Du Bagha Ghuwar're Ku De Sar Pake Tawaan Shi Zama Sa Baghicha Zama Du Husan Taghaur Nu Khuri Ku Bahaar Shi Ku Khazaan Shi Zama Sa Bulbulaan Mi Sanakhuwan Du Ishq Der Di Ku Dwa Dre Pake Tawaan Shi Zama Sa AHMAD DEENA Pu De Haal Shukar Guzaar Sha Ku Du De De Umar Gran Shi Zama Sa   ********** NOMI **********  

Hijar Ki Taarik Raaton Mein, Main, Umeed Ka Jugnoo Dhund Raha Hon

Poet Ayaz Khan Type By *.__Ayaz_Khan__.*   Hijar Ki Taarik Raaton Mein, Main, Umeed Ka Jugnoo Dhund Raha Hon, Mein Bhi Pagal Hon Khizaan Mein, Phool Aur Khushboo Dhund Raha Hon, Teri Deed Ke Sab Hi Phool Murjha Gaye Hain, Aur Mein Shoq-E-Namoo Dhund Raha Hon, Dil Lahoo Lahoo Perahan Taar Taar Howa, Aur Mein Taab-E-Rafoo Dhund Raha Hon, Mein Ne Apne Hi Hathon Se Khud Ko Barbad Kia, AYAZ Tere Daman Par Lahoo Dhund Raha Hon....!