Log Kehte Hein Zamane Mein Muhabbat Kam Hai Ye Agar Sach Hai Tou Is Mein Haqeeqat Kam Hai
لوگ کہتے ہیں زمانے میں محبت کم ہے یہ اگر سچ ہے تو اس میں حقیقت کم ہے Log Kehte Hein Zamane Mein Muhabbat Kam Hai Ye Agar Sach Hai Tou Is Mein Haqeeqat Kam Hai چند لوگوں نے اگر محل بنا رکھے ہیں اس کا مطلب نہیں کہ شہر میں غربت کم ہے Chand Logon Ne Agar Mahal Bana Rakhy Hein Iska Matlab Nahi Keh Shehar Mein Ghurbat Kam Hai اک ہم ہی نہ تھے جو یوں فراموش ہوئے ورنہ بھول جانے کی اس شخص کو عادت کم ہے Ik Hum Hi Na Thay Jo Yun Faramosh Hoe Warna Bhool Jane Ki Us Shakhs Ko Aadat Kam Hai کیوں نہ ہم چھوڑ چلیں شہر کی رونق ساغر ویسے بھی اب اسے اپنی ضرورت کم ہے Kion Na Hum Chod Chalein Shehar Ki ROnaq SAGHAR Waise Bhi Ab Usay Apni Zarorat Kam Hai ساغر صدیقی