Posts

Showing posts from December, 2025

Ae DECEMBER Tum Jab Aao Na Tum Us Shehar Tamanna Ki Khabar Lana

Image
اے دسمبر تم جب آؤ نا تم اُ س شہرِ تمنّا کی خبر لانا Ae DECEMBER Tum Jab Aao Na Tum Us Shehar Tamanna Ki Khabar Lana کہ جس میں جگنوؤں کی کہکشائیں جھلملاتی ہیں جہاں تتلی کے رنگوں سے فضائیں مسکراتی ہیں وہاں چاروں طرف خوشبو وفا کی ہے اور اُس کو جو بھی پوروں سے نظر سے چھو گیا پل بھرمہک اُٹھا دسمبر اب کے آؤ تو تم اُ س شہرِ تمنّا کی خبر لانا جہاں پر ریت کئے ذرّے ستارے ہیں گل و بلبل ، مہ و انجم وفا کے استعارے ہیں جہاں دل وہ سمندر ہے، کئی جس کے کنارے ہیں جہاں قسمت کی دیوی مٹھیوں میں جگمگاتی ہے جہاں دھڑکن کی لے پر بے خودی نغمہ سُناتی ہے دسمبر! ہم سےمت پوچھہ ہمارے شہر کی بابت یہاں آنکھوں میں گزرے کارواں کی گرد ٹہری ہے محبّت برف جیسی ہے یہاں، اور دھوپ کھیتوں میں اُگتی ہے یہاں جب صبح آتی ہے تو شب کے سارے سپنے راکھہ کے اک ڈھیر کی صورت میں ڈھلتے ہیں یہاں جذبوں کی ٹوٹی کرچیاں آنکھوں میں چبھتی ہیں یہاں دل کے لہو میں اپنی پلکوں کو ڈبو کر ہم سُنہرے خواب بُنتے ہیں پھر اُن خوابوں میں جیتے ہیں اُنہی خوابوں میں مرتے ہیں دریدہ روح کو لفظوں سے سینا گو نہیں ممکن مگر پھر بھی دسمبر! اب کے آؤ تو تم اُ س شہرِ تمن...

Jo Sawan Ki Baharon Mein Na Laota Ho Woh Khaak Aaega Is Ujhday DECEMBER Mein

Image
جو ساون کی بہاروں میں نہ لوٹا ہو وہ خاک آئے گا اس اجڑے دسمبر میں Jo Sawan Ki Baharon Mein Na Laota Ho Woh Khaak Aaega Is Ujhday DECEMBER Mein

Gham mein hoon, koi dekh bahal kare Dard ab kia mera khayal kare

Image
غم میں ہوں، کوئی دیکھ بھال کرے درد اب کیا مرا خیال کرے   میں نے کانوں کے زخم بھرنے ہیں اس سے کہیے کہ مجھ کو کال کرے Gham mein hoon, koi dekh bahal kare Dard ab kia mera khayal kare Main ne kanon ke zakhm bharne hain Us se kahiye ke mujh ko call kare

Yeh muhabbat bhi ajab kar-e-ziyan hai jis mein Log khud chal ke khasare ki taraf aate hain

Image
یہ محبت بھی عجب کار زیاں ھے جس میں لوگ خود چل کے خسارے کی طرف آتے ھیں Yeh muhabbat bhi ajab kar-e-ziyan hai jis mein Log khud chal ke khasare ki taraf aate hain

Parai Neend Mein Sone Ka Tajruba Kar Ke Main Khush Nahi Hon Tujhe Khud Mein Mubtala Kar Ke

Image
پرائی نیند میں سونے کا تجربہ کر کے میں خوش نہیں ہوں تجھے خود میں مبتلا کر کے Parai Neend Mein Sone Ka Tajruba Kar Ke Main Khush Nahi Hon Tujhe Khud Mein Mubtala Kar Ke یہ کیوں کہا ؟ کے تجھے مجھ سے پیار ھو جائے ؟؟ تڑپ اُٹھا ھوں تیرے حق میں بد دعا کر کے میں جُوتیوں میں بھی بیٹھا ھوں پورے مان کے ساتھ کسی نے مجھ کو بُلایا ھے، التجا کر کے تو پھر وہ روتے ھوئے منتیں بھی مانتے ہیں جو انتہا نہیں کرتے ہیں، ابتداء کر کے بشر سمجھ کے کیا تھا نہ یوں نظر انداز ؟؟ لے میں بھی چھوڑ رہا ھوں تجھے خُدا کر کے منا بھی لونگا، گلے بھی لگاؤنگا میں علی ابھی تو دیکھ رہا ہوں اُسے خفا کر کرکے علی زریون Ali Zayun

Laa-haasil hote hue itni mohabbat hai Agar haasil hote to socho kya aalam hota

Image
لا حاصل ہوتے ہوئے اتنی محبت ہے اگر حاصل ہوتے تو سوچو کیا عالم ہوتا Laa-haasil hote hue itni mohabbat hai Agar haasil hote to socho kya aalam hota  

Doh darjan maheenon mein badha Mumtaz lagta hai December kis liye aakhir hamesha khaas lagta hai

Image
वो दर्जन महीनों में बड़ा मुमताज़ लगता है दिसम्बर किस लिए आख़िर हमेशा ख़ास लगता है। बहुत सहमी हुई सुबहें उदासी से भरी शामें दोपहरें रोई रोई सी वो शामें खोई खोई सी गरम दाबीज़ शालों का वो कम रौशन हवालों का कभी गुज़रे हवालों का कभी मुश्किल सवालों का बिछड़ जाने की मायूसी मिलन की आस लगता है दिसम्बर किस लिए आख़िर हमेशा ख़ास लगता है। Doh darjan maheenon mein badha Mumtaz lagta hai December kis liye aakhir hamesha khaas lagta hai Buhat sehami huyee subehein udaasi se bhari shaamen Do'peh'rein royee royee see woh shaamein khoyee khoyee See Garam daabeez shaalon ka Woh kam raushan ujaalon ka Kabhi guz're hawaalon ka kabhi mushkil sawaalon ka Bichhadh jaane ki mayoosi Milan ki aas lagta hai December kis liyey aakhir hamesha Khas lagta hai.

Hatheliyaan to mil hi gayein thi Lakeeron ka malaal reh gaaya

Image
Hatheliyaan to mil hi gayein thi Lakeeron ka malaal reh gaaya

Behter ki talaash na kal thi na aaj Bas ek sukoon chahiye tha Jo Sirf Tum ho

Image
Behter ki talaash na kal thi na aaj Bas ek sukoon chahiye tha Jo Sirf Tum ho

Isi khata pe bujhaaye gaye chiragh mere Main jaanta tha boht kuch hawa ke baare mein

Image
Isi khata pe bujhaaye gaye chiragh mere Main jaanta tha boht kuch hawa ke baare mein इसी ख़ता पे बुझाये गए चिराग़ मेरे मैं जानता था बहुत कुछ हवा के बारे में

hum aaj qaus-e-quzah ke manind ek duje pe khil rahe hain mujhe to pahle se lag raha tha ye aasmanon ka silsila hai

Image
hum aaj qaus-e-quzah ke manind ek duje pe khil rahe hain mujhe to pahle se lag raha tha ye aasmanon ka silsila hai

Pholon ki mohabbat ne sabaq mujh ko sikhaya zakhmi jo hue haath mere khaar se lag kar

Image
Pholon ki mohabbat ne sabaq mujh ko sikhaya zakhmi jo hue haath mere khaar se lag kar

Ek tahni per chand tika tha ,main ye samjha tum baithe ho ujle ujle phool khile thae, bilkul jaise tum hanste ho

Image
Ek tahni per chand tika tha ,main ye samjha tum baithe ho ujle ujle phool khile thae,  bilkul jaise tum hanste ho (Bashir Badr)  

Na padh mujhe poori kitaab samajh kar har panne par alag shakhsiyat hai meri

Image
Na padh mujhe poori kitaab samajh kar har panne par alag shakhsiyat hai meri

Charaag bhujtay chale ja rahe hain silsilawaar Main khud ko dekh rahi hoon fasaana hotay huey

Image
Charaag bhujtay chale ja rahe hain silsilawaar Main khud ko dekh rahi hoon fasaana hotay huey

Zaaya na kar apnay alfaaz har kisi ke liye Khamosh reh kar dekh tumhe samjhta kon hai

Image
Zaaya na kar apnay alfaaz har kisi ke liye Khamosh reh kar dekh tumhe samjhta kon hai

Aawargi Barang e Tamasha Buri Nahi Zaoq Nazar Mily Tou Yeh Dunya Buri Nahi

Image
آوارگی برنگِ تماشہ بُری نہیں ذوقِ نظر ملے تو یہ دنیا بُری نہیں Aawargi Barang e Tamasha Buri Nahi Zaoq Nazar Mily Tou Yeh Dunya Buri Nahi کہتے ہیں تیری زلفِ پریشاں کو زندگی اے دوست، زندگی کی تمنا بُری نہیں ہے ناخدا کا میری تباہی سے واسطہ میں جانتا ہوں، نیتِ دریا بُری نہیں ذوقِ جنوں کے ساتھ ہے بیدارئ خِرد شبنم کے ساتھ گرمئ شعلہ بُری نہیں اس رہزنِ حیات زمانے سے دور چل مر بھی گئے تو چادرِ صحرا بُری نہیں ساغرؔ کے ساتھ چل کے کبھی میکدے میں سُن اتنی حدیثِ بادہ و ساغر بُری نہیں ساغرؔ صدیقی Saghar Siddiqui

Hai Tere Kashaf o Kiramaat Ki Dunya Qail Tujh Se Ae Dil Na Magar Kam Humara Nikla

Image
ہے تیرے کشف و کرامات کی دنیا قائل تجھ سے اے دل نہ مگر کام ہمارا نکلا Hai Tere Kashaf o Kiramaat Ki Dunya Qail Tujh Se Ae Dil Na Magar Kam Humara Nikla

Hareem Husn Se Aankhon Ke Rabty Rakhna Tamam Umar Taheer Ke Dar Khuly Rakhna

Image
حریم حسن سے آنکھوں کے رابطے رکھنا تمام عمر تحیر کے در کھلے رکھنا Hareem Husn Se Aankhon Ke Rabty Rakhna Tamam Umar Taheer Ke Dar Khuly Rakhna یہ بارگاہ محبت ہے، میری خلوت ہے مرے حریف قدم احتیاط سے رکھنا ایوب خاور Ayub Khawar

Bat jo dil mein dharakti hai muhabbat ki tarah Us se kehni bhi nahi, us se chhupani bhi nahi

Image
بات جو دِل میں دَھڑکتی ہے مُحبت کی طَرح اُس سے کہنی بھی نہیں، اُس سے چُھپانی بھی نہیں Bat jo dil mein dharakti hai muhabbat ki tarah Us se kehni bhi nahi, us se chhupani bhi nahi اَیُوب خاور Ayub Khawar

Gardish e ishq juda gardish e ayyam juda Rut badalne se badalta nahi dil ka mausam

Image
گردشِ عشق جُدا گردشِ ایّام جُدا رُت بدلنے سے بدلتا نہیں دل کا موسم Gardish e ishq juda gardish e ayyam juda Rut badalne se badalta nahi dil ka mausam

Ya umr qurbaton ka to imkan hi na tha Ankhen firaq e yar ka gham kis liye karen

Image
ﺗﺎ ﻋﻤﺮ ﻗﺮﺑﺘﻮﮞ ﮐﺎ ﺗﻮ ﺍﻣﮑﺎﻥ ﮨﯽ ﻧﮧ ﺗﮭﺎ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ ﻓﺮﺍﻕ ﯾﺎﺭ ﮐﺎ ﻏﻢ ﮐﺲ ﻟیے ﮐﺮﯾﮟ Ya umr qurbaton ka to imkan hi na tha Ankhen firaq e yar ka gham kis liye karen ‏ ﺍﻋﺘﺒﺎﺭ ﺳﺎﺟد Aitbar Sajid

Khizan to khair khizan hai, hamare gulshan se Bahar bhi bari azurdagi se guzri hai

Image
خزاں تو خیر خزاں ہے، ہمارے گلشن سے بہار بھی بڑی آزردگی سے گزری ہے Khizan to khair khizan hai, hamare gulshan se Bahar bhi bari azurdagi se guzri hai سید عبدالحمید عدمؔ Syed Abdul Hameed Adam

Pamal Hoe Phool Hein , Guldan Pada Hai Arman Ka Malba Kahein Buhtan Pada Hai

Image
پامال ہوئے پھول ہیں، گلدان پڑا ہے ارمان کا ملبہ کہیں بہتان پڑا ہے Pamal Hoe Phool Hein , Guldan Pada Hai Arman Ka Malba Kahein Buhtan Pada Hai بے رنگ لفافے میں دبے آخری خط میں اک زود فراموش کا پیمان پڑا ہے وہ پنکھ جلا راکھ لپیٹے ہوئے بھنورا اُس رات کی روداد سے انجان پڑا ہے متروک سرائے کی طرح آج بھی دل میں اک شخص کا چھوڑا ہوا سامان پڑا ہے احمد خلیل خان Ahmad Khalil Khan

Dekh hai charon janib ek eri pe ghhoom ke Kuch bhi nahi ye duniya siwaye hujoom ke

Image
دیکھا ہے چاروں جانب اِک ایڑی پہ گُھوم کے  کچھ بھی نہیں یہ دُنیا سـوائـے ہُجوم کے Dekh hai charon janib ek eri pe ghhoom ke Kuch bhi nahi ye duniya siwaye hujoom ke

Woh Meri Rooh Ki Chadar Mein Aa Ke Chup Jaye Aise Keh Rooh Nikly Tou Woh Nikly , Jo Woh Nikly Tou Rooh Nikly

Image
وہ میری روح کی چادر میں آ کے چھپ جائے ایسے نکلے کہ روح نکلے تو وہ نکلے ،جووہ نکلے تو روح Woh Meri Rooh Ki Chadar Mein Aa Ke Chup Jaye Aise Keh Rooh Nikly Tou Woh Nikly , Jo Woh Nikly Tou Rooh Nikly

Chehre Tou Buhat Mil Jayengy Hum Se Bhi Khobsoorat Lekin Jab Baat Dil Ki Aayegi Haar Jaogy Tum

Image
چہرے تو بہت مل جائے گے ہم سے بھی خوبصورت لیکن جب بات دل کی آئے گی ہار جاؤ گے تم Chehre Tou Buhat Mil Jayengy Hum Se Bhi Khobsoorat Lekin Jab Baat Dil Ki Aayegi Haar Jaogy Tum

Kabhi Parh Tou Sahi Meri Aankhon Ko Keh Yahan Darya Behta Hai Teri Muhabbat Ka?

Image
کبھی پڑھ توسہی میری آنکھوں کو  کہ یہاں دریا بہتا ہے تیری محبت کا ؟ Kabhi Parh Tou Sahi Meri Aankhon Ko Keh Yahan Darya Behta Hai Teri Muhabbat Ka?