Posts

Showing posts from July, 2016

Tera Pehlo Tere Dil Ki Tarah Abad Rahe Tujh Pe Guzre Na Qayamat Shab-e-Tanhai Ki (Parveen Shakir)

Image
  Tera Pehlo Tere Dil Ki Tarah Abad Rahe Tujh Pe Guzre Na Qayamat Shab-e-Tanhai Ki (Parveen Shakir)

Ishq Se Hamari Banti Nahi Hai Ishq Ghulami Chahta Hai Aur Hum Bachpan Se Nawab Hain

Image
Ishq Se Hamari Banti Nahi Hai Ishq Ghulami Chahta Hai Aur Hum Bachpan Se Nawab Hain

Muflis Ke Badan Ko Bhi Hai Chhadar Ki Zarorat Ab Khul Ke Mazaron Par Ye Elaan Kia Jaye

Image
Muflis Ke Badan Ko Bhi Hai Chhadar Ki Zarorat Ab Khul Ke Mazaron Par Ye Elaan Kia Jaye

Thukra Diya Jinhon Ne Mujhe MERA WAQT Dekhkar Aisa WAQT Laon Ga Keh Milna Pade Ga Mujh Se WAQT LE KAR

Image
Thukra Diya Jinhon Ne Mujhe MERA WAQT Dekhkar Aisa WAQT Laon Ga Keh Milna Pade Ga Mujh Se WAQT LE KAR

WOhi Dilfareb Baatein WOhi Dil'Aawez Lehjaa Tery JhOot Par Bhi Janaa Meraa Such Nisaar Jaaye

"+,,+" WOhi Dilfareb Baatein WOhi Dil'Aawez Lehjaa...> "+,,+" Tery JhOot Par Bhi Janaa Meraa Such Nisaar Jaaye...>

Dar-E-Qafas Se Pray Jab Saba Guzarti Hai Kissay Khabar K Aseeron Pe Kiya Guzarti Hai

Dar-E-Qafas Se Pray Jab Saba Guzarti Hai Kissay Khabar K Aseeron Pe Kiya Guzarti Hai . Talluqaat Kabhi Is Qadar Na Tootay Thay K Teri Yaad Bhi Dil Se Khafa Guzarti Hai . Woh Ab Milay Bhi Tau Milta Hai Is Tarah Jaisay Bujhe Charaghon Ko Chhu Kar Hawa Guzarti Hai . Yeh Ehl-E-Hijr Ki Basti Hai Ehtiyaat Se Chal Museebaton Ki Yahan Inteha Guzarti Hai . Na Poochh Apni Anaa Ki Baghaawatein MOHSIN Dar-E-Qabool Se Bach K DUA Guzarti Hai….!!

Zikar Aayega Jahan Bhanwaron Ka Baat Hogi Mere Harjaayi Ka (Parveen Shakir)

Image
Zikar Aayega Jahan Bhanwaron Ka Baat Hogi Mere Harjaayi Ka (Parveen Shakir)

Laakh Gird Apne Hifazat Ki Lakeerein Khencho Aik Bhi Inn Mein Nahi Maa Ki Duaon Jaisi

Image
Laakh Gird Apne Hifazat Ki Lakeerein Khencho Aik Bhi Inn Mein Nahi Maa Ki Duaon Jaisi

Tujhe Manaon Keh Apni Ana Ki Baat Suno'n Ulajh Raha Hai Mere Faislon Ka Resham Phir

Image
Tujhe Manaon Keh Apni Ana Ki Baat Suno'n Ulajh Raha Hai Mere Faislon Ka Resham Phir

Ghar Apna Bana Laite Hain Jo Dil Mein Hamare Hum Se Tou Parindy Wo Udaye Nahi Jate

Image
Ghar Apna Bana Laite Hain Jo Dil Mein Hamare Hum Se Tou Parindy Wo Udaye Nahi Jate

Bada Dushwar Hota Hai, Zara Sa Faisala Karna, Keh Jeewan Ki Kahani Ko, Bayan-e-Be-Zubani Ko,

Image
Bada Dushwar Hota Hai, Zara Sa Faisala Karna, Keh Jeewan Ki Kahani Ko, Bayan-e-Be-Zubani Ko, Kahan Se Yaad Rakhna Hai, Kahan Se Bhool Jana Hai, Kise Kitna Batana Hai, Kis Se Kitna Chupana Hai, Kahan Ro Ro Ke Hansna Hai, Kahan Hans Hans Ke Rona Hai, Kahan Aawaaz Deni Hai, Kahan Khamosh Rehna Hai, Kahan Rasta Badalna Hai, Kahan Se Laot Jana Hai, Bada Dushwaar Hota Hai....!

Hath uljhay huye resham me phasa bethay hain, Ab bta kon se dhagay ko juda kis se krain..?

Hath uljhay huye resham me phasa bethay hain, Ab bta kon se dhagay ko juda kis se krain..?

Maa Ki Shab Bedaar Jhooli,Baap Ke Qadmon Ki Khaak Mujhko Saari Ezzatein En Do Thikano Se Milein

Image
Maa Ki Shab Bedaar Jhooli,Baap Ke Qadmon Ki Khaak Mujhko Saari Ezzatein En Do Thikano Se Milein

Ye Dukh Nahin Keh Zamana Khilaaf Hai Mere Ye Ranj Hai Keh Mera Yaar Bhi Munafiq Hai

Image
Ye Dukh Nahin Keh Zamana Khilaaf Hai Mere Ye Ranj Hai Keh Mera Yaar Bhi Munafiq Hai

Be-Sabab Tark-e-Ta'aluq Ka Bada Ranj Hua Lakh Ranjishein Sahi Ik Umar Ka Yarana Tha (Naseer-u-Deen Naseer)

Image
Be-Sabab Tark-e-Ta'aluq Ka Bada Ranj Hua Lakh Ranjishein Sahi Ik Umar Ka Yarana Tha (Naseer-u-Deen Naseer)

Ye Shehr-e-Talasmat Hai, Kuch Keh Nahi Sakty Pehlo Mein Khara Shakhs, Fareshta Hai Keh Iblees

Image
Ye Shehr-e-Talasmat Hai, Kuch Keh Nahi Sakty Pehlo Mein Khara Shakhs, Fareshta Hai Keh Iblees  

Apne Kirdar Ko Muosam Se Bachaye Rakhna Laot Kar Phool Mein Wapas Nahi Aati Khushbo (Parveen Shakir)

Image
Apne Kirdar Ko Muosam Se Bachaye Rakhna Laot Kar Phool Mein Wapas Nahi Aati Khushbo (Parveen Shakir)

Starge Mi Shwe Spine Che Spogmay Pa Nazar Na Razi, Miyasht Da Akhtar Tera Shwa Kho Wraz Da Akhtar Na Razi,

Poet:Muhammad Israr Atal Starge Mi Shwe Spine Che Spogmay Pa Nazar Na Razi, Miyasht Da Akhtar Tera Shwa Kho Wraz Da Akhtar Na Razi, Zu Da Loy Jahan Khabar Larunky Lewanay Yama, Yao Da Be-Khabar Ashna Da Makhe Khabar Na Razi, Laa Kho Da Janan Da Mulaqaat Laozuna Pate Di, Marg Ta Khabar Yosy Che Ma Pasy Zar Na Razi, Khor Da Ror Pa Qabar Da Akhtar Pa Sahar Chaghe Krhe, Tol Musafar Raghla Zama Wrak Musafar Na Razi, Khuday Khabar "ATAL" Halato Somra Majboor Karhy Dy, Makhke Ba Ratlo Kho Os Bekhi Pa Nazar Na Razi...........!

Mehfil Aara Thy Magar Phir Kam Numa Hote Gaye Dekhty Hi Dekhty Hum Kia Se Kia Hote Gaye

محفل آرا تھے مگر پھر کم نما ہوتے گۓ دیکھتے ہی دیکھتے ہم کیا سے کیا ہوتے گۓ نا شناسی دہر کی تنہا ھمیں کرتی گیء ہوتے ہوتے ہم زمانے سے جدا ہوتے گۓ Mehfil Aara Thy Magar Phir Kam Numa Hote Gaye Dekhty Hi Dekhty Hum Kia Se Kia Hote Gaye Na-Shanasi Dahar Ki Tanha Hamain Karti Gaye Hote Hote Hum Zamany Se Juda Hote Gaye

chehre pe mere zulf ko phailaao kisii din kyaa roz garajte ho, baras jaao kisii din

chehre pe mere zulf ko phailaao kisii din kyaa roz garajte ho, baras jaao kisii din raazon kii tarah utro mere dil mein kisii shab dastak pe mere haath kii khul jaao kisii din perron kii tarah husn kii baarish mein nahaa luun baadal kii tarah jhuum ke ghir aao kisii din khushbuu kii tarah guzro mere dil kii galii se phuulon kii tarah mujh pe bikhar jaao kisii din phir haath ko khairaat mile band-e-qabaa kii phir lutf-e-shab-e-vasl ko doharaao kisii din guzren jo mere ghar se to ruk jaayen sitaare is tar’ha merii raat ko chamakaao kisii din main apnii har ik saans usii raat ko de duun sar rakh ke mere siine pe so jaao kisii din Amjad Islam Amjad

milay jahan main kisi ko kaantay,kisi k hisay gulab thehray jisay wo chahay nawazta ha,ye meray rab k hisab thehray

milay jahan main kisi ko kaantay,kisi k hisay gulab thehray jisay wo chahay nawazta ha,ye meray rab k hisab thehray bara raheem o kareem ha wo,jisay bhi de de ye uski marzi kisi k hisay sawab likh de,kisi k hisay azab thehray ye apni taqdeer se mila ha,kisi ko darya,kisi ko sahra koi tarasta ha boond bhar ko,kisi k hisay saelaab thehray koi to din main bhi sapnay dekhay,kisi se neenden bhi duur bhagen kisi k hisay main rt jagay,to kisi k hisay main khawb thehray  

Ahista chal zindagi abhi kai karz chukana baqi hai, kuch dard mitane baqi hai

Ahista chal zindagi abhi kai karz chukana baqi hai, kuch dard mitane baqi hai kuch farz nibhana baqi hai. Raftaar mein tere chalne se kuch rooth gai, kuch chhut gaye. Roothon ko manana baqi hai,, Roothon ko hasana baqi hai , kuch hasraatein abhi adhori hain, kuch kaam bhi aur zaruri hain Khwahishen jo ghut gaye dil mai unko dafnana zaruri hai Kuch rishte ban kar toot gaye, kuch judhte judhte choot gaye Un toot-e-choote rishtoon ke zakhmoon ko mitana baqi hai Tu aage chal main aata hoon kya chor tujhe ji paaoonga? In saanson par haqq hai jinka, unko samjhana baaqi hai Aahista chal zindagi, kai qarz chukana baqi hai...... AAHISTA CHAL ZINDAGI.

Nahi Mujh Ko Shikayat Ab Kisi Se Bas Apne Aapse Rotha Hua Hon

Image
Nahi Mujh Ko Shikayat Ab Kisi Se Bas Apne Aapse Rotha Hua Hon  Bazahir Khush Hon Lekin Sach Bataon Main Andar Se Buhat Toota Huwa Hon  Farrukh Izhar

Muhabbat Munfarid Hoti Hai Sab Dunya Ke Kheilon Se Jo Hara Phir Nahi Khela,Jo Jeeta Us Ne Tuoba Ki

Muhabbat Munfarid Hoti Hai Sab Dunya Ke Kheilon Se Jo Hara Phir Nahi Khela,Jo Jeeta Us Ne Tuoba Ki محبت منفرد ہوتی ہےسب دنیا کےکھیلوں سے جوہارا پھرنہیں کھیلا _ جوجیتا اس نے توبہ کی

Khud Bik Rahy Hain Aa Ke Khareedar-e-Mustafa,Dil Hai Mera Khazeena Israr-e-Mustafa (Bedam Shah Warsi)

کلام بیدم شاہ وارثی کتاب مصحف بیدم خود بک رہے ہیں آ کے خریدار مصطفےٰ دل ہے مرا خزینہ اسرارِ مصطفےٰ آنکھیں ہیں دونوں روزنِ دیوار مصطفےٰ پھیلا ہوا ہے چاروں طرف دامنِ نگاہ اور لُٹ رہی ہے دولتِ دیدارِ مصطفےٰ تفسیر مصحفِ رخِ پر نور والضحیٰ والیل شرح گیسوئے خمدارِ مصطفےٰ نعلین پا سے عرش معلیٰ کو ہے شرف روح الا میں ہیں غاشیہ بردارِ مصطفےٰ کیونکر نہ سجدہ پیش رح مصطفے ٰکروں طاقِ حرم ہے ابروئے خمدار مصطفےٰ بیدم نہ آوں جا کہ دیار رسول سے تربت ہو زیر سایہ دیوارِ مصطفےٰ

Udhrrhy Badan Mein Maa Ka Bas Zameer Hi Bacha Tifl Ke Balakney Se Shab Biki Jo Aabro (Razab Tabraiz)

Image
Udhrrhy Badan Mein Maa Ka Bas Zameer Hi Bacha Tifl Ke Balakney Se Shab Biki Jo Aabro (Razab Tabraiz)

Main Khata-e-Umar Mein Abhi nisf Ke Adad Pe Abhi Mor Pankh Rahiyo Mere Naoumar Tabasum (Razab Tabraiz)

Image
Main Khata-e-Umar Mein Abhi nisf Ke Adad Pe Abhi Mor Pankh Rahiyo Mere Naoumar Tabasum (Razab Tabraiz)

Mere Preetam Main Kuch Lamhey Kabhi Aise Bataon Keh,Mere Kamre Mein Aatashdan Se Chand Gaz Ke Hadat Pe (Razab Tabraiz)

Image

Muskura Ke Be-Sabab Tabah Na Kijiye Shikan Ka Apne Maathy Aareez Karobaar (Razab Tabraiz)

Image
Muskura Ke Be-Sabab Tabah Na Kijiye Shikan Ka Apne Maathy Aareez Karobaar (Razab Tabraiz)

Ishq-e-Zuhra Jiyon Babily Sazayabon Se Jaise Andhy Ka Shasham His Mahir Hona (Razab Tabraiz)

Image
  Ishq-e-Zuhra Jiyon Babily Sazayabon Se Jaise Andhy Ka Shasham His Mahir Hona Aise Hona Hai Tera Khird Se Aagy Aise Hona Hai Mera Sirf Bazahir Hona (Razab Tabraiz) 

Ye Ishq Hai Ik Darya,Main Doob Gayi Darya Ke Beech,Ik Shor Mere Atraf Macha,Main Doob Gayi Darya Ke Beech (Aman ullah Aman)

صرف 19 اشعار ۔ یہ عشق ہے اک دریا گہرا، میں ڈوب گئی دریا کے بیچ اک شور مرے اطراف مچا، میں ڈوب گئی دریا کے بیچ ۔ لہروں کے سہارے چلتے تھے لہروں پر پاؤں پھسلتے تھے تو تیر کے دریا پار اترا میں ڈوب گئی دریا کے بیچ ۔ دل پر میرے اک پہرا تھا پانی سے لگاؤ گہرا تھا پانی کا بہاؤ تیز ہوا میں ڈوب گئی دریا کے بیچ ۔ میں اپنے آپ میں تنہا تھی میں نے پھر ایک صدا یہ دی اے ربا مجھ کو پار لگا، میں ڈوب گئی دریا کے بیچ ۔ دریا کا ایک کنارا تھا، یادوں پر تیری گذارا تھا بس تیرا ایک سہارا تھا، میں ڈوب گئی دریا کے بیچ ۔ تو نے کیوں مجھ کو چھوڑ دیا منہ موڑ لیا دل توڑ دیا پھر میرے پاس تھا اک رستہ، میں ڈوب گئی دریا کے بیچ ۔ میں سب کچھ اپنا ہار گئ اور عشق کو اندر مار گئی میں نے پھر خود کو یوں سمجھا، میں ڈوب گئی دریا کے بیچ ۔ تو جوگی والا پھیرا تھا میں تیری تھی تو میرا تھا پھر دنیا بھر سے بیر رہا میں ڈوب گئی دریا کے بیچ ۔ میں جانوں یہ اوقات مری، ہے جیت تری اور مات مری تھا جھوٹا سچا قول ترا میں ڈوب گئی دریا کے بیچ ۔ تیری ہر بات ٹھکانے پر، جیسے ہر تیر نشانے پر، تھا سامنے بس اک دل میرا...

Moti Haar Proye Huye Din Guzare Hain Roye Huye

شاعرہ پروین شاکر بک خود کلامی انتخاب ‫‏ عروسہ ایمان موتی ہار پروۓ ہوۓ دن گزرے ہیں روۓ ہوۓ . نیند مسافر کو ہی نہیں رستے بھی ہیں سوۓ ہوۓ . جشن ۓ بہار میں آ پہنچے زخم کا چہرہ دھوۓ ہوۓ . کبھی نہ کشت ۓ جاں اجڑی خواب تھے ایسے بوۓ ہوۓ . اس کو پا کر رہتے ہیں اپنے آپ میں کھوۓ ہوۓ . آج بھی یونہی رکھے رہے سارے ہار پروۓ ہوۓ . کتنی برساتیں گذریں اس سے مل کر روۓ ہوۓ Poetess:Parveen Shakir Moti Haar Proye Huye Din Guzare Hain Roye Huye Neend Musaafir Ko Hi Nahein Raste Bhi Hain Soye Huye Jashan-E-Bahaar Mein Aa Pohnche Zakham Ka Chehra Dhoye Huye Kabhi Na Kashat-E-Jaan Ujrri Khawaab The Aise Boye Huye Us Ko Paa Kar Rehte Hain Apne Aap Mein Khoye Huye Aaj Bhi Younhi Rakhe Rahe Sare Haar Proye Huye Kitni Barsaatein Guzrein Us Se Mil Kar Roye Huye...*

"Chaak Kardi Turk-e-Naadan Ne Khilafat Ki Quba Saadgi Muslim Ki Dekh Aoron Ki Aayaari Bhi Dekh"

Image
Chaak Kardi"Turk-e-Dana" Ne "Secularism" Ki Quba Kamal Ata Turk Ke Hathon Khilafat-e-Usmania Ke Suqot Par Izhar-e-Afsos  Karte Hoe Allama Muhammad Iqbal Ne Ye Asha'ar Kahe They: "Chaak Kardi Turk-e-Naadan Ne Khilafat Ki Quba Saadgi Muslim Ki Dekh Aoron Ki Aayaari Bhi Dekh" Aj Agar Allama Muhammad Iqbal Zinda Hote Tou Tayyip Erdogan  Aor Turkon Ke Kaarnamey Dekh Kar Be-Sakhta Keh Uthtey: "Chaak Kardi Turk-e-Dana Ne Secularism Ki Quba Firasat Muslim Ki Dekh Aoron Ki Aayaari Bhi Dekh"

Wahein Mulla Mafqood Aaj Marg Ka Alam Haya Ko Jahan "Bey" Ne Kia Jetey Jii Hazam (Razab Tabraiz)

Image
Wahein Mulla Mafqood Aaj Marg Ka Alam Haya Ko Jahan "Bey" Ne Kia Jetey Jii Hazam (Razab Tabraiz)

Titli Ki Tarah Rang-e-Par Aziz Tou Rakhta,Gul Noch Laita Thori Si Tameez Tou Rakhta (Razab Tabraiz)

Image

Nazar Udhar Lagi Pathar Idhar Laga Yahi Hamara Apasi Tabadala Raha (Razab Tabraiz)

Image
Nazar Udhar Lagi Pathar Idhar Laga Yahi Hamara Apasi Tabadala Raha (Razab Tabraiz)

Kabhi rangon ki kehkashan mein Kabhi bahaaron k mausam mein

Kabhi rangon ki kehkashan mein Kabhi bahaaron k mausam mein Mujhy baarish bulaati hai Yahi har pal sunaati hai Kisi ny yaad kiya tum ko Koi har pal bulaata hai mujhy Hawa ki har ik shouqi mein Uski baaton ki shararat hai Naram bondon ki rangat mein Ussi ki chahat ki aahat hai Mujh Sy har pal har lamha Haseen mausam yeh Kehta hai Barasti bondon mein daikho Wo tumhary saath rehta hai """Mujhy baarish bulaati hai"""

Udasi Chali Jati Hai Dilkash Urooj Par Jab Sanvli Ko Milta Hai Namak Ka Ishtehaar (Razab Tabraiz)

Image
Udasi Chali Jati Hai Dilkash Urooj Par Jab Sanvli Ko Milta Hai Namak Ka Ishtehaar (Razab Tabraiz)

Haya Jahan Khari Thi Wahein Jheenp Sii Gayi Labon Ne Jab Jaga Diye Aariz Mein Qumqumey (Razab Tabraiz)

Image
Haya Jahan Khari Thi Wahein Jheenp Sii Gayi Labon Ne Jab Jaga Diye Aariz Mein Qumqumey (Razab Tabraiz)

Halq Par Phair Kar Khanjar Jo Khoon Chhota Tou Yun Boley Badey Chhintey Udatey Ho Badi Tum Mein Rawaani Hai (Razab Tabraiz)

Image
Halq Par Phair Kar Khanjar Jo Khoon Chhota Tou Yun Boley Badey Chhintey Udatey Ho Badi Tum Mein Rawaani Hai (Razab Tabraiz)

Chhiin Kar Jo Kisi Se Haasil Ho Voh Khushi Mo'atbar Nahin Hoti

Chhiin Kar Jo Kisi Se Haasil Ho ..... Voh Khushi Mo'atbar Nahin Hoti .... چھین کر جو کسی سے حاصل ھو وہ خوشی معتبر نہیں ہوتی

Dil Bala'a Se Nisaar Ho Jaaye..... Aap Ko Aitebaar Ho Jaaye

Dil Bala'a Se Nisaar Ho Jaaye..... Aap Ko Aitebaar Ho Jaaye ..... Qahar Toh Baar Baar Hota Hai ..... Lutf Bhi Aik Baar Ho Jaaye ..... Ya Khizaan Jaaye Ya Bahaar Aaye .... Ya Khizaan Hi Bahaar Ho Jaaye ..... Dil Pe Maana Keh Ikhtiyaar Nahin ..... Aur Agar Ikhtiyaar Ho Jaaye ...... دل بلا سے نثار ہو جائے آپ کو اعتبار ہو جائے قہر تو بار بار ہوتا ہے لطف بھی ایک بار ہوجائے یا خزاں جائے یا بہار آئے یا خزاں ہی بہار ہو جائے دل پہ مانا کہ اختیار نہیں اور اگر اختیا ر ہو جائے

Huro'n Se Kya Nibaah Karein Gey Voh Khuld Mein ????? Jo Pyaar Kar Sakey Na Yahaan Aadmi Ke Saath

Huro'n Se Kya Nibaah Karein Gey Voh Khuld Mein ????? Jo Pyaar Kar Sakey Na Yahaan Aadmi Ke Saath ......... حوروں سے کیا نبھا کریں گے وہ خُلد میں جو پیار کر سکے نہ یہاں آدمی کے ساتھ

Mere junoo’n ka nateeja zaroor nikle ga Isi siyaah samundar se noor nikle ga

Mere junoo’n ka nateeja zaroor nikle ga Isi siyaah samundar se noor nikle ga Gira diya hy to sahil pe intizaar na kar Agar wo doob gya hy to duur nikle ga Usi ka shehr, wohi mudaai, wohi munsif Hamen yaqee’n tha hamara qasoor nikle ga Yaqee’n na aye to ek baat puch kar dekho Jo hans raha hy wo zakhmon se choor nikle ga.. Amir Agha Qazalbash

Hawa Ban Kr Bikharny Sy, Tujhe Kya Farq Parta Hy ..? Mery Jeeny Ya Marny Sy, Tujhe Kya Farq Parta Hy.?

Hawa Ban Kr Bikharny Sy, Tujhe Kya Farq Parta Hy ..? Mery Jeeny Ya Marny Sy, Tujhe Kya Farq Parta Hy.? Tujhe Apni Khushiyon Sy Zara Fursat Nahi Milti, Mery Gham K Ubharny Sy, Tujhe Kya Farq Parta Hy..? Teri Yaadon Main Ham Roty Rahy Lakn, Hamary Aisa Karny Sy, Tujhe Kya Farq Parta Hy? Tere To Paas Rehty Hain, Hazaaro Chahny Waly, Mery Hony Na Hony Sy, Tujhe Kya Farq Parta Hy.....??

Jab Chorr Gaya Tab Dekha Rang Apni Aankhon Ka Hairaan Alag,Preshaan Alag,Sunsaan Alag,Bayabaan Alag

Image
ﺟﺐ ﭼﮭﻮﮌ ﮔﯿﺎ ﺗﺐ ﺩﯾﮑﮭﺎ ﺭﻧﮓ ﺍﭘﻨﯽ ﺁﻧﮑﮭﻮﮞ ﮐﺎ ﺣﯿﺮﺍﻥ ﺍﻟﮓ _ﭘﺮﺷﺎﻥ ﺍﻟﮓ _ ﺳﻨﺴﺎﻥ ﺍﻟﮓ _ ﺑﯿﺎﺑﺎﻥ ﺍﻟﮓ Jab Chorr Gaya Tab Dekha Rang Apni Aankhon Ka Hairaan Alag,Preshaan Alag,Sunsaan Alag,Bayabaan Alag

Kuchh Din To Baso Merii Aankhon Mai Phir Khvaab Agar Ho Jaao To Kyaa

Kuchh Din To Baso Merii Aankhon Mai Phir Khvaab Agar Ho Jaao To Kyaa Main Tanahaa Thaa Main Tanahaa Huun Tum Aao To Kyaa Na Aao To Kyaa Jab Ham Hii Na Mahake Phir Saahib Tum Baad-E-Sabaa Kahalaao To Kyaa Jab Dekhane Vaalaa Koii Nahiin Bujh Jaao To Kyaa Jal Jaao To Kyaa

Kesne raste mein "Chand"rakha thaa Mujh ko thokar waha lagi kese

Image
Kesne raste mein "Chand"rakha thaa.. Mujh ko thokar waha lagi kese..

Lehja-E-Yaar Mein Zehar Hai BichhOo Ki Tarah VO Mujhy Aap TO Kehtaa Hai Magar TOu Ki Tarah

Image
"+,,+" Lehja-E-Yaar Mein Zehar Hai BichhOo Ki Tarah...> "+,,+" VO Mujhy Aap TO Kehtaa Hai Magar TOu Ki Tarah...>

Khamosh Ho Kion , Dad-eJafa Kion Nahi Detey,Bismil Ho To Qatil Ko Dua Kion Nahi Detey

خاموش ہو کیوں، دادِ جفا کیوں نہیں دیتے بسمل ہو تو قاتل کو دعا کیوں نہیں دیتے وحشت کا سبب روزنِ زنداں تو نہیں ہے مہر و مہ و انجم کو بجھا کیوں نہیں دیتے اک یہ بھی تو اندازِ علاجِ غمِ جاں ہے اے چارہ گرو، درد بڑھا کیوں نہیں دیتے منصف ہواگر تم تو کب انصاف کروگے مجرم ہیں اگر ہم تو سزا کیوں نہیں دیتے رہزن ہو تو حاضر ہے متاعِ دل و جاں بھی رہبر ہو تو منزل کا پتہ کیوں نہیں دیتے کیا بیت گئی اب کے فراز اہلِ چمن پر یارانِ قفس مجھ کو صدا کیوں نہیں دیتے (احمد فراز)

An Angel's Kiss, Is like so much bliss. And that Angel is you

Poem An Angel's Kiss An Angel's Kiss, Is like so much bliss. And that Angel is you. You know what to do. You love to make me smile, Every time I've been sad for a while. The feelings are growing. And they are showing. An Angel's Kiss, Is something I'm glad exists. You're someone I know. And you help me grow. Please tell me. How you feel. So I know. If it's real. But it's An Angel's Kiss. It's something I shall not ever miss. I love you. And that I will always do....

May Kaday Mein Kesa Takluf May Kashi Mein Kesa Hijaab ? ? ? Bazam-E-Saqi Mein Addbb Aadaab Mat Dekha Karo

میکدے مـیں کیــا تکلــف میکشی میـں کیـا حجـــــــــاب بــــــزم ســـــاقــی میــںادب اداب مـت دیـکھا کــــــرو May Kaday Mein Kesa Takluf May Kashi Mein Kesa Hijaab ? ? ? Bazam-E-Saqi Mein Addbb Aadaab Mat Dekha Karo

Apni tameer uthathey tu koi baat bhi thi Tum ne aik umer ganwa di meri mismari me

Image
Apni tameer uthathey tu koi baat bhi thi Tum ne aik umer ganwa di meri mismari me

Ye jo reeg e dasht e firaq jai Ye ruke ager Ye ruke ager tu nishan mile

Image
Ye jo reeg e dasht e firaq jai Ye ruke ager Ye ruke ager tu nishan mile K jo Faslo ki saleeb jai Wo garhi hue hai kahan kahan Meere aasma se kidher gai tere iltefat ki kahkashan Ye ruke ager tu nisha mile main tha kis nager Tu raha kahan K zama o maka ki ye wusaatein Tujhe dekhne ko.taras gai Wo mere naseeb ki barishein Kisi aur chat pe.baras gai

Apni Mohabbaton Ki KHUDAI Dia Na Kar Har Be Talab K Hath Kamai Dia Na Kar

Poet Farhat Abas Shah Apni Mohabbaton Ki KHUDAI Dia Na Kar Har Be Talab K Hath Kamai Dia Na Kar Deti He Jab Zara Si Bhi Aahat Azeetein, Aisi Khamoshiyon Mein Sunai Diya Na Kar, Pahle Hi Hadsat K Imkan Kam Nahi, Youn Mujh Ko Raston Mein Sujhai Diya Na Kar, Nazrein To Patharon Ko Bhi Kar Jaein Chak Chak, Saj Dhaj K Bastiyon Mein Dikhai Diya Na Kar, In Muasamon Mein Panchi Palt'Te Nahi Sada, Dil Ko Udasiyon Mein Rihai Diya Na Kar, Aata Nahi Badlna Jo Andaz-E-Dushmani, Chahre Badl Badl K Dikhai Diya Na Kar, FARHAT Koi To Faraq Ho Aam Aur Khas Mein, Har Aik Aashna Ko Rasai Diya Na Kar............!

BARISH hui to ghar ke dareeche se lag ke hum.... Chupchap sogwaar tumhe sochte rahe

Image
BARISH hui to ghar ke dareeche se lag ke hum.... Chupchap sogwaar tumhe sochte rahe !

Us ne Darya main dal di hogi Meri muhbt b ik naiki thi

Image
اس نے دریا میں ڈال دی ہو گی _____ مری محبت بھی اک نیکی تھی ____ Us ne Darya main dal di hogi Meri muhbt b ik naiki thi

SAWAN KI GHATA AAJ BHI PURKAIF HE LEKIN GUZRI HUI BARSAAT KI HASRAT NAHI JATI

Image
SAWAN KI GHATA AAJ BHI PURKAIF HE LEKIN GUZRI HUI BARSAAT KI HASRAT NAHI JATI !

Woh Ishq Bahot Mushkil Tha Magar Assan Na Tha Yuun Jeena Bhi

Woh Ishq Bahot Mushkil Tha Magar Assan Na Tha Yuun Jeena Bhi Us Ishq Ne Zinda Rehane Ka Mujhe Zarf Diya Pindaar Diya.........

Ham qarar kya pate wehshatun ke mosam me Usne door hona tha barishun ke mosam me

Image
Ham qarar kya pate wehshatun ke mosam me Usne door hona tha barishun ke mosam me Bheegti rutun me ham be sabab nahi rote Baarishen to hoti hain barishun ke mosam me  ہم قرار کیا پاتے وحشتوں کے موسم میں اس نے دور ہونا تھا بارشوں کے موسم میں بھیگتی رُتوں میں ہم بے سبب نہیں روتے بارشیں تو ہوتی ہیں بارشوں کے موسم میں

Ey suno, meri mukhtsar si khuwaish hai !! Ek cofee.......mein aur tum

Image
Ey suno, meri mukhtsar si khuwaish hai !! Ek cofee.......mein aur tum

aik muddat guzar gaee lekin dil ka mausom nhi bad'al paaya

aik muddat guzar gaee lekin dil ka mausom nhi bad'al paaya na teri soch nay rihaaii di na teri yaad say nikal paaya ایک مُدت گزر گئی لیکن دل کا موسم نہیں بدل پایا نہ تیری سوچ نے رہائی دی نہ تیری یاد سے نکل پایا

Uth chale woh toh uss mein hairat kya Unn ke aage wafa ki qeemat kya

Uth chale woh toh uss mein hairat kya Unn ke aage wafa ki qeemat kya Uss ke kuuche se ho ke aaya hoon Iss se achchi hai koi jannat kya

Ye mushkile, ye dushwariya, ye kashmakash, ye jadojehed !! Ey zindagi tu lakh nakhre dikha, hame ishq hai to hai

Image
Ye mushkile, ye dushwariya, ye kashmakash, ye jadojehed !! Ey zindagi tu lakh nakhre dikha, hame ishq hai to hai !!

UN KI QAATIL NIGAAO'N KA KYA KAHIYE SAHIB, JIS PE DAALI TIRCHHI NAZAR, WO QATL HO GAYA

UN KI QAATIL NIGAAO'N KA KYA KAHIYE SAHIB, JIS PE DAALI TIRCHHI NAZAR, WO QATL HO GAYA

Bas Wahi Kam Kar Gayi Dil Ka Tu Ne Jo Dali Wajbi Si Nazar

Image
بس وہی کام کر گئی دل کا تو نے جو ڈالی____واجبی سی نظر Bas Wahi Kam Kar Gayi Dil Ka Tu Ne Jo Dali Wajbi Si Nazar

Dil Mubtala-e-Hijar Rafaqat Mein Reh Gaya Lagta Hai Koi Farq Muhabbat Mein Reh Gaya

Image
دل مبتلائے ہجر رفاقت میں رہ گیا لگتا ہے کوئی فرق محبت میں رہ گیا Dil Mubtala-e-Hijar Rafaqat Mein Reh Gaya Lagta Hai Koi Farq Muhabbat Mein Reh Gaya

Faslye aise bhi honge... Ye kabhi socha na tha,

Faslye aise bhi honge... Ye kabhi socha na tha, samne baitha tha mere... Aur wo mera na tha__!! Hoke khushbu ki tarah... phaila tha mere char su, mai use mehsoos kar sakta tha... Chu sakta na tha__!! Raat bhar bichali si aahat... kanme aati rahi, jhank kar dekha gali me, gali me koi bhi aaya na tha___!! Khud hi chadha rakha hai... Par ajaniyat ke bilas, warna kab ek dusre ko... Pehchana na tha__!!

Kaun sood-o-ziyaa’n ki duniya mein, Dard-e-ghurbat ka sath deta hai

Kaun sood-o-ziyaa’n ki duniya mein, Dard-e-ghurbat ka sath deta hai, Jab muqaabil hon ishq aur daulat, Husnn daulat ka saath deta hai..

Garmiy-e-Hasrat-e-Nakaam Say Jal Jatay Hain Ham Charaghoun KI Trah Shaam Say Jal Jatay Hain

گرمئی حسرتِ ناکام سے جل جاتے ہیں ہم چراغوں کی طرح شام سے جل جاتے ہیں شمع جس آگ میں جلتی ہے نمائش کے لیے ہم اُسی آگ میں گمنام سے جل جاتے ہیں خود نمائی تو نہیں شیوہء اربابِ وفا جن کو جلنا ہو وہ آرام سے جل جاتے ہیں بچ نکلتے ہیں اگر آتشِ سیّال سے ہم شعلہء عارضِ گلفام سے جل جاتے ہیں جب بھی آتا ہے مرا نام ترے نام کے ساتھ جانے کیوں لوگ مرے نام سے جل جاتے ہیں قتیل شفائی Garmiy-e-Hasrat-e-Nakaam Say Jal Jatay Hain Ham Charaghoun KI Trah Shaam Say Jal Jatay Hain   Shama Jis Aag Main Jalti Hay Numaish K Liye Ham Usi Aag Main Gumnaam Say Jal Jatay HAin   Khud Numaai To Nahin Shaiwa-e-Arbaab-e-Wafa Jin Ko Jalna Ho Woh Aaraam Say Jal Jatay Hain   Bach Nikaltay HAin Agar Aatish-e-Sayyal Say Ham Shola Aariz-e-Gulfaam Say Jal Jatay HAin   Jab Bhi Aata Hay Mera Naam Tere Naam K Sath Janay Kuin LoG Mere Naam Say Jal Jatay HAin   Qateel shifai

chup chap se hogay tume dekh kr hum jese kis shaair ne ghazal cher de ho

Image
chup chap se hogay tume dekh kr hum jese kis shaair ne ghazal cher de ho

dard, dard hi rahaa Ultaa bhi likha,seedha bhi likhaa

Image
,,, dard, dard hi rahaa Ultaa bhi likha, ,,,,seedha bhi likhaa, ,,,,,,

Meri jeb mein fareb the hi nahin... Bas thori si saadagi thi.

Image
Meri jeb mein fareb the hi nahin... Bas thori si saadagi thi. Phoolon ki taazagi thi. Rooh ki awaaragi thi. Ab lamhe lipte hain...saaye simte hain.

Maang kar tumse khushi lun mujhey manzoor nahin Kis ka maangi huye daulat se bhala'a hota hai

Maang kar tumse khushi lun mujhey manzoor nahin ...... Kis ka maangi huye daulat se bhala'a hota hai ???? Log na-haq kisi majboor ko kehte hain bura ........ Aadmi achchhe hein par vaqt bura hota hai ........ Muneer Niazi

Kis ney bakhsha hey mery dil ko tadapney ka maza dil ye kehta hey usey dil se dua de jey ....wafa

Image
Kis ney bakhsha hey mery dil ko tadapney ka maza  dil ye kehta hey usey dil se dua de jey ....wafa

Deeda-e-Deedar Jo Har Haal Mein Na-Deeda Hai,Jis Se Posheeda Nahi Tum Hum Se Wo Posheeda Hai (Bedam Shah Warsi)

Image
بیدم شاہ وارثی دیدہ دیدار جو ہر حال میں نا دیدہ ہے جس سے پوشیدہ نہیں تم ہم سے وہ پوشیدہ ہے دیکھتا ہے سب کو لیکن سب سے خود پوشیدہ ہے شرم سے آنکھوں کے پردوں میں وہ نور دیدہ ہے چشم نا بینا سے پردہ ہے تو کچھ بیجا نہیں آنکھ والوں سے بھی وہ جانِ جہاں پوشیدہ ہے واہ رے تیری بے حجابی واہ رے تیری نقاب لفظ پوشیدہ میں معنی کی طرح پوشیدہ ہے جس کو دیکھو ہر گھڑی پامال کرتا ہے مجھے کیا مری کشتِ تمنا سبزہ روئیدہ ہے ذرہ ذرہ ہے ترا آئینہ حُسن و جمال تو ہی پوشیدہ نہ اب صورت تری نادیدہ ہے جب بجز اک ذات مطلق دوسرا پیدہ نہیں کون ہے پھر غیر اور کس سے کوئی پوشیدہ ہے ہائے وہ کہنا کِسی کا بزم میں پھیلا کے ہاتھ آگلے مل لیں بس اتنی پات پر رنجیدہ ہے جستجو ہے اُس کی بیدم دل ہے جسکی جلوہ گاہ وہ چھپا ہے ہم سے جو آنکھوں کا نورِ دیدہ ہے

Ab jo ek hasrat- e- javaani hai ..... Umr-e-rafta'a ki yeh nishaani hai....

Image
  Ab jo ek hasrat- e- javaani hai ..... Umr-e-rafta'a ki yeh nishaani hai....

Kaha Mushkil Mein Rehta Hon Kaha Asan Kar Dalo Keh Jis Ki Chhah Ziada Ho Wahi Qurban Kar Dalo

"Khizar Se... Kaha Mushkil Mein Rehta Hon Kaha Asan Kar Dalo Keh Jis Ki Chhah Ziada Ho Wahi Qurban Kar Dalo Kaha Be-Qalb Hain Aahein Kaha Uss Se Tarrap Mango Utho Tareeki-e-Shab Mein Zara Khoon-e-Jigar Dalo Kaha Raaz-e-Sukoon Kia Hai? Kaha Logo Ke Dukh Banto Jo Chhehre Be-Dhanak Dekho ﺧِﻀﺮ ﺳﮯ۔۔۔ ﮐﮩﺎﻣﺸﮑﻞ ﻣﯿﮟ ﺭﮨﺘﺎ ﮨﻮﮞ ﮐﮩﺎ ﺁﺳﺎﻥ ﮐﺮ ﮈﺍﻟﻮ ﮐﮧ ﺟِﺲ ﮐﯽ ﭼﺎﮦ ﺯِﯾﺎﺩَﮦ ﮨﻮ ﻭﮨﯽ ﻗُﺮﺑﺎﻥ ﮐﺮ ﮈﺍﻟﻮ ﮐﮩﺎ ﺑﮯ ﻗَﻠْﺐ ﮨﯿﮟ ﺁﮨﯿﮟ ﮐﮩﺎ ﺍُﺱ ﺳﮯ ﺗَﮍَﭖ ﻣﺎﻧﮕﻮ ﺍُﭨﮭﻮ ﺗﺎﺭﯾﮑﯽﺀ ﺷﺐ ﻣﯿﮟ ﺫﺭﺍ ﺧﻮﻥِ ﺟِﮕَﺮ ﮈﺍﻟﻮ ﮐﮩﺎ ﺭﺍﺯِ ﺳُﮑُﻮﮞ ﮐﯿﺎ ﮨﮯ؟ ﮐﮩﺎ ﻟﻮﮔﻮﮞ ﮐﮯ ﺩﮐﮫ ﺑﺎﻧﭩﻮ ﺟﻮ ﭼﮩﺮﮦ ﺑﮯ ﺩَﮬﻨَﮏ ﺩﯾﮑﮭﻮ

Aik Pal Mein Zindagi Bhar Ki Udasi De Gaya Wo Juda Hote Hue Kuch Phol Basi De Gaya

Image
Aik Pal Mein Zindagi Bhar Ki Udasi De Gaya Wo Juda Hote Hue Kuch Phol Basi De Gaya , Noch Kar Shakhon Ke Tan Se Khushk Patton Ka Libas Zard Mousam Banjh Rut Ko Be Libasi De Gaya, Subh Ke Tare Meri Pehli Dua Tere Liye Tu Dil E Be Sabar Ko Taskeen Zara Si De Gaya, Log Malbon Mein Dabe Saye Bhi Dafnane Lage Zalzala Ehl E Zamin Ko Bad Hawasi De Gaya, Tunday Jhonke Ki Ragon Mein Ghol Kar Apna Dhuwan Ik Diya Andhi Hawa Ko Khud Shanasi De Gaya, Le Gaya Mohsin Wo Mujh Se Abar Bunta Asma,n Uske Badle Mein Zameen,,, Sadiyon Ki Piyasi De Gaya...! Mohsin Naqvi

'BARISHON' k Mousam Mein, Waqt k Andhairon Mein,

'BARISHON' k Mousam Mein, Waqt k Andhairon Mein, Maine us se Pocha Tha, Chhor tu na Jao Gay, Hath Tham kr us ne, Kan Mein ye Bola Tha, Kaisy Chhor skta hon, Tm tu Jan Ho Meri, Aur aj Aisa Ha, Waqt ki Tamazat Mein, Wehshaton k Mousam Mein, Mein ne us se Pocha Ha, Chhor kr Hi Jana Tha, To Muskurati Galion Mein, Aas Q Dilai Thi, Piyas Q Jagai Thi, Mery In Swalon Par, Chalty Chalty wo Bola Mousamon ki Aadat Hai WAQT PAR BADAL JANA..!!

Kitni Azziyat Say Uss Nay Mujh Ko Bhulaaya Ho ga Meri Yadoon Nay Ussay Khoob Rulaaya Ho ga

Kitni Azziyat Say Uss Nay Mujh Ko Bhulaaya Ho ga Meri Yadoon Nay Ussay Khoob Rulaaya Ho ga Baat Be Baat Aankh Uss Ki Jo Chhalkee Ho gi Uss Nay Chehray Ko Baazu'on Men Chupaaya Ho ga Socha Ho Ga Uss Nay Din Men Kaee Baar Mujhay Naam Hatheli Par Bhi Likh Likh Kay Mitaaya Ho ga Jahan Uss Nay Mera Zikkr Suna Hoga Kisi Say Uss Ki Aankhon Men Koi Aansoo Tau Aaya Ho ga Raat Kay Beetnay Tak Neend Na Aai Hogi Tujhay Tu nay Takkiye Ko Bhi Seenay Say Lagaaya Ho ga Ho kay Nidhaal Meri Yaadon Say Tu nay Jaana Meri Tasveer Pay Sar Apna Tikaaya Ho ga Poocha Ho ga Jo Kisi Nay Teray Haalaat Ka Sabbab Tu nay Baaton Men Khoob Uss Say Chupaaya Ho ga

Sittaray iss Qaddar dekhay ke ,Aankhain bujh gayin Muhabbat iss Qaddar kar Li ,Muhabbat Chhor di Hum Ne

Image
ﺳﺘﺎﺭﮮﺍﺱ ﻗﺪﺭﺩﯾﮑﮭﮯﮐﮧ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟﺑﺠﮫ ﮔﺌﯿﮟﺍﭘﻨﯽ ﻣﺤﺒﺖ ﺍﺱ ﻗﺪﺭ ﮐﺮ ﻟﯽ ﻣﺤﺒﺖ ﭼﮭﻮﮌ ﺩﯼ ﮨﻢ ﻧﮯ Sittaray iss Qaddar dekhay ke ,Aankhain bujh gayin .... Muhabbat iss Qaddar kar Li ,Muhabbat Chhor di Hum Ne ....

Rasm e deewangi bhi mujh ko nibhani hai abhi Zindgi tujh se juda ho ke bitani hai abhi

Image
Rasm e deewangi bhi mujh ko nibhani hai abhi Zindgi tujh se juda ho ke bitani hai abhi Saqiya! de wohi pyala gham e hasti ka mujhe Usme baqi meri do ghunt jawani hai abhi

Different poets- Similar ground-different thoughts

Different poets- Similar ground-different thoughts Pta nahin ki mere baad un pe kya guzri Main chand khwaab zamane mein chhor aaya tha Janisar Akhtar Ab dekh ye hasrat bhari ujri huyee aankhen Duniya! Tere baare mein mere khwaab bahut the Ahmad Faraz

Ainey Se Jab Zara Sa Door Hat Ke Ro Padey,Aks Ne Awaz Di Thi Par Meri Maney Ga Kon?

Image
شاعر شہزاد قیس کتاب لیلٰی آئینے سے جب ذِرا سا ، دُور ہٹ کے رو پڑے عکس نے آواز دی تھی ، پر مری مانے گا کون حُور دُنیا میں ملی تھی ، پر مری مانے گا کون جنت اَپنے گھر میں ہی تھی ، پر مری مانے گا کون پھول اُڑتے پھر رہے تھے روشنی میں اَبر کی چاندنی خوشبو بھری تھی ، پر مری مانے گا کون خوشنما ، قوسِ قُزح تھی ، جگنوؤں کے جسم پر تتلیوں میں روشنی تھی ، پر مری مانے گا کون فاختہ مہکا رہی تھی خوشبو دَر خوشبو چمن ہر کلی کچھ کُوکتی تھی ، پر مری مانے گا کون آنکھوں دیکھا واقعہ ہے ، ایک ضِدّی دِل رُبا اِس غزل پر مر مٹی تھی ، پر مری مانے گا کون اُس نے پاؤں کیا دَھرے ، گھر میں اُجالا بھر گیا شَہر بھر میں رات ہی تھی ، پر مری مانے گا کون ریت کی برکھا میں دُھل کے ، کھِل اُٹھے دِل کے گُلاب بارِشوں میں تشنگی تھی ، پر مری مانے گا کون شَہرِ خاموشاں میں نِصفِ شَب کی سُوئیاں ملتے ہی زِندگی ہی زِندگی تھی ، پر مری مانے گا کون آئینے سے جب ذِرا سا ، دُور ہٹ کے رو پڑے عکس نے آواز دی تھی ، پر مری مانے گا کون شاخ سے بچھڑی کلی پہ ، شبنمی قطرے نہ تھے وُہ تو تتلی رو رہی تھی ، پر مری ما...