Posts

Showing posts from January, 2016

Hazaron Khuwahishein Aisi Keh Har Khuwahish Pe Dam Nikle

  شاعر مرزا اسد اللہ خان غالب بک دیوان ۓ غالب صفحہ 335 336 انتخاب اجڑا دل ہزاروں خواہشیں ایسی کہ ہر خواہش پہ دم نکلے بہت نکلے میرے ارمان پھر بھی کم نکلے ڈرے کیوں میرا قاتل کیا رہے گا اس کی گردن پر وہ خون جو چشم ۓ تر سے عمر بھر یوں دم نکلے نکلنا خلد سے آدم کا سنتے آۓ ہیں لیکن بہت بے آبرو ہو کر تیرے کوچے سے ہم نکلے بھرم کھل جاۓ ظالم تیرے قامت کی درازی کا اگر اس طرۂ پر پیچ و خم نکلے مگر لکھواۓ کوئی اس کو خط تو ہم سے لکھواۓ ہوئی صبح اور گھر سے کان پر رکھ کر قلم نکلے ہوئی اس دور میں منسوب مجھ سے بادہ آشامی پھر آیا وہ زمانہ جو جہاں میں جام ۓ جم نکلے ہوئی جن سے توقع خستگی کی داد پانے کی وہ ہم سے بھی زیادہ خستۂ تیغ ۓ ستم نکلے محبت میں نہیں ہے فرق جینے اور مرنے کا اسی کو دیکھ کر جیتے ہیں جس کافر پہ دم نکلے کہاں میخانہ کا دروازہ غالب اور کہاں واعظ؟ پر اتنا جانتے ہیں کل وہ جاتا تھا کہ ہم نکلے

ZARA UNKI SHOKHI TO DEKHIYE,LIYE ZULF-E-KHAM SHUDA HAATH MAIN

ZARA UNKI SHOKHI TO DEKHIYE,LIYE ZULF-E-KHAM SHUDA HAATH MAIN, MERE PAAS AAYE DABE DABE ,MUJHE SAANP KEHKE DRA DIYA

AE MOHTASIB NA PHANK,MERE MOHTASIB NA PHANK

AE MOHTASIB NA PHANK,MERE MOHTASIB NA PHANK, ZALIM SHARAB HAI,ARE ZALIM SHARAB HAI

Ae saaqi , mujhe moujon ki rawani de de Phir se ikk sham suhani de de

Ae saaqi , mujhe moujon ki rawani de de Phir se ikk sham suhani de de Nashaa ho jayega mujh ko tere dar ki kasam Apne haathon se jo jaam mein bhar ke paani de de

Muhabbat Mein Nahi Hai Qaid Milny Aur Bicharny Ki Yeh in Khudgarz Baaton Sy Bohot Aagy Ki Duniya Hai

Image
Muhabbat Mein Nahi Hai Qaid Milny Aur Bicharny Ki Yeh in Khudgarz Baaton Sy Bohot Aagy Ki Duniya Hai  

Kon Takoun Main Raha, Kon Sar-e-Rah Guzaar Shehr Kay Saaray Charaghon Ko Hawa Jaanti Hay

Image
Kon Takoun Main Raha, Kon Sar-e-Rah Guzaar Shehr Kay Saaray Charaghon Ko Hawa Jaanti Hay * Who was resting on shelves and who was out lighting the Streets The Winds recognize every flame in the City

Merey sajdey me tu Merey har lafz me tu

Merey sajdey me tu Merey har lafz me tu Meri haar saans me tu Manzar e chashm me tu Ibadat me tu Aqeedat me tu Mohabbat me tu Jidhar bhi jau bus tu hi tu Merey lahoo me tu Meri dua me tu Meri manzil bhi tu Mera raasta bhi tu Mera paymaana bhi tu Mera mehkhana bhi tu Meri meh bhi tu Mera nasha bhi tu Mera aagaaz bhi tu Mera anjaaam bhi tu Teri hi chowkhat pe nikley dum Hasrat e chamak yahi Bus tu hi tu tu hi tu

Dono jeha'an teri mohabbat mai ha'ar key Woh ja raha hai koi shab e gham guzar key

Dono jeha'an teri mohabbat mai ha'ar key Woh ja raha hai koi shab e gham guzar key Ik fursat e gunnah mili wo bhi char din Dekhey hain hum ney hosley Perwerdegar key

Wo Jo dil k qareeb hoty hain Un sy rishty ajeeb hoty hain

Wo Jo dil k qareeb hoty hain Un sy rishty ajeeb hoty hain Door reh k bhi dil k qareeb hoty hain Sab k apny naseeb hoty hain Kuch sada k ghareeb hoty hain Chahaton k sawal py aksar hath khali hi loat aaty hain Chahaton k safar mein zawal in k naseeb hoty hain

Meri zindagi ke raaz mein ek raaz tum bhi ho

Image
Meri zindagi ke raaz mein ek raaz tum bhi ho, Meri bandagi ki aas mein ek aas tum bhi ho, Tum kya ho   mere, kuchh ho ya kuchh bhi nahi magar, Meri zindagi ke kash mein ek kash tum bhi ho...!

Ik yahi aas kaafi hai mery jeeny ko Dill nahi aap dharakty hain mery seeny mein

Image
Ik yahi aas kaafi hai mery jeeny ko Dill nahi aap dharakty hain mery seeny mein  

Sochha tha keh iss bazm mein khamosh rahenge Mozoo-e-sukhan bann ke rahi kam-sukhni bhi

Sochha tha keh iss bazm mein khamosh rahenge Mozoo-e-sukhan bann ke rahi kam-sukhni bhi   Mohsin Bhopali

Fursat mile Ranjishe bhula dena Kaun jaane Sanso ki mohtaten Kahan tak hai

Fursat mile Ranjishe bhula dena Kaun jaane Sanso ki mohtaten Kahan tak hai

Hai Dua Yaad,Magar Harf-e-Dua Yaad Nahi Mere Naghmaat Ko Andaaz-e-Nawa Yaad Nahi

Image
Poet:Saghar Siddiqui (Pakistan) Hai Dua Yaad,Magar Harf-e-Dua Yaad Nahi Mere Naghmaat Ko Andaaz-e-Nawa Yaad Nahi Hum Ne Jin Ke Liye Rahon Mein Bechhaya Tha Lahoo Hum Se Kehtay Hain Wahi Ahd-e-Wafa Yaad Nahi Zindagi Jabr-e-Musalsal Ki Tarah Kaati Hai Jaane Kis Jurm Ki Paai Hai Saza, Yaad Nahi Main Ne Palkon Se Dar-e-Yaar Pe Dastak Di Hai Main Wo Saa'il Hon Jise Koi Sadaa Yaad Nahi Kise Bhar Aaein Sar-e-Shaam Kisi Ki Aankhein Kise Thirai Chiraghon Ki Zia Yaad Nahi Sirf Dhundlaaye Sitaaron Ki Chamak Dekhi Hai Kab Howa,Kon Howa, Mujh Se Khafa Yaad Nahi Aao,Ik Sajda Karen Aalam-e-Madhoshi Mein Log Kehtay Hain Keh Saghar Ko Khuda Yaad Nahi ﺳﺎﻏﺮ ﺻﺪﯾﻘﯽ ﭘﺎﮐﺴﺘﺎﻥ ﮨﮯ ﺩﻋﺎ ﯾﺎﺩ ﻣﮕﺮ ﺣﺮﻑِ ﺩﻋﺎ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ ﻣﯿﺮﮮ ﻧﻐﻤﺎﺕ ﮐﻮ ﺍﻧﺪﺍﺯِ ﻧﻮﺍ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ ﮨﻢ ﻧﮯ ﺟﻦ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﺭﺍﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺑﭽﮭﺎﯾﺎ ﺗﮭﺎ ﻟﮩﻮ ﮨﻢ ﺳﮯ ﮐﮩﺘﮯ ﮨﯿﮟ ﻭﮨﯽ ﻋﮩﺪِ ﻭﻓﺎ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ ﺯﻧﺪﮔﯽ ﺟﺒﺮِ ﻣﺴﻠﺴﻞ ﮐﯽ ﻃﺮﺡ ﮐﺎﭨﯽ ﮨﮯ ﺟﺎﻧﮯ ﮐﺲ ﺟﺮﻡ ﮐﯽ ﭘﺎﺋﯽ ﮨﮯ ﺳﺰﺍ، ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ ﻣﯿﮟ ﻧﮯ ﭘﻠﮑﻮﮞ ﺳﮯ ﺩﺭِ ﯾﺎﺭ ﭘﮧ ﺩﺳﺘﮏ ﺩﯼ ﮨﮯ ﻣﯿﮟ ﻭﮦ ﺳﺎﺋﻞ ﮨﻮﮞ ﺟﺴﮯ ﮐﻮﺋﯽ ﺻﺪﺍ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﯿﺴﮯ

Dasht Mein Qais Nahi,Koh Pe Farhad Nahi Hai Wahi Ishq Ki Dunya Magar Abaad Nahi

Poet:Saghar Nizaami (Hindustan)   Dasht Mein Qais Nahi,Koh Pe Farhad Nahi Hai Wahi Ishq Ki Dunya Magar Abaad Nahi Dhoondne Ko Tujhe O Mere Na Milne Wale Wo Chala Hai,Jise Apna Bhi Pata Yaad Nahi Rooh-e-Bulbul Ne Khizaan Ban Ke Ujaarra Gulshan Phool Kehtay Rahe,Hum Phool Hain Sayaad Nahi  Husn Se Chouk Hoi Iss Ki Hai Tareekh Gawahh Ishq Se Bhool Hoi Ho Ye Mujhe Yaad Nahi Barbat-e-Maah Pe Mezraab-e-Fughaan Rakh Di Thi Main Ne Naghma Sunaya Tha,Tumhein Yaad Nahi Laao Ik Sajda Karon Aalam-e-Bad Masti Mein Log Kehtay Hain Keh Saghar Ko Khuda Yaad Nahi ﺳﺎﻏﺮ ﻧﻈﺎﻣﯽ ﺩﺷﺖ ﻣﯿﮟ ﻗﯿﺲ ﻧﮩﯿﮟ، ﮐﻮﮦ ﭘﮧ ﻓﺮﮨﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ ﮨﮯ ﻭﮨﯽ ﻋﺸﻖ ﮐﯽ ﺩﻧﯿﺎ ﻣﮕﺮ ﺁﺑﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ ﮈﮬﻮﻧﮉﻧﮯ ﮐﻮ ﺗﺠﮭﮯ ﺍﻭ ﻣﯿﺮﮮ ﻧﮧ ﻣﻠﻨﮯ ﻭﺍﻟﮯ ﻭﮦ ﭼﻼ ﮨﮯ، ﺟﺴﮯ ﺍﭘﻨﺎ ﺑﮭﯽ ﭘﺘﮧ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ ﺭﻭﺡِ ﺑﻠﺒﻞ ﻧﮯ ﺧﺰﺍﮞ ﺑﻦ ﮐﮯ ﺍﺟﺎﮌﺍ ﮔﻠﺸﻦ ﭘﮭﻮﻝ ﮐﮩﺘﮯ ﺭﮨﮯ، ﮨﻢ ﭘﮭﻮﻝ ﮨﯿﮟ ﺻﯿﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ ﺣﺴﻦ ﺳﮯ ﭼﻮﮎ ﮨﻮﺋﯽ ﺍﺱ ﮐﯽ ﮨﮯ ﺗﺎﺭﯾﺦ ﮔﻮﺍﮦ ﻋﺸﻖ ﺳﮯ ﺑﮭﻮﻝ ﮨﻮﺋﯽ ﮨﻮ، ﯾﮧ ﻣﺠﮭﮯ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ ﺑﺮﺑﻂِ ﻣﺎﮦ ﭘﮧ ﻣﻀﺮﺍﺏِ ﻓﻐﺎﮞ ﺭﮐﮫ ﺩﯼ ﺗﮭﯽ ﻣﯿﮟ ﻧﮯ ﻧﻐﻤﮧ ﺳﻨﺎﯾﺎ ﺗﮭﺎ، ﺗﻤﮩﯿﮟ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ ﻻﺅ ﺍﮎ ﺳﺠﺪﮦ ﮐﺮﻭﮞ ﻋﺎﻟﻢِ ﺑﺪﻣﺴﺘﯽ ﻣﯿﮟ ﻟﻮﮒ ﮐﮩﺘﮯ ﮨ

Muhabbat Ho To Be-Had Ho,Jo Nafrat Ho To Be-Payaan Koi Bhi Kaam Kam Karna Mujhe Har Giz Nahi Aata

محبت ہو تو بے حد ہو، جو نفرت ہو تو بے پایاں کوئی بھی کام کم کرنا مجھے ہرگز نہیں آتا   Muhabbat Ho To Be-Had Ho,Jo Nafrat Ho To Be-Payaan Koi Bhi Kaam Kam Karna Mujhe Har Giz Nahi Aata

Har Koi Dil Ki Hatheeli Pe Hai Sehra Rakhe,Kis Ko Seraab Kare Wo Kise Piyaasa Rakhe

ہر کوئی دل کی ہتھیلی پہ ہے صحرا رکھے کس کو سیراب کرے وہ  کسے پیاسا رکھے * عُمر بھر کون نبھاتا ہے تعلق اِتنا اے میری جان کے دُشمن  تجھے اللہ رکھے * ہم کو اچھا نہیں لگتا کوئی ہم نام ترا کوئی تجھ سا ہو  تو پھر نام بھی تجھ سا رکھے * دل بھی پاگل ہے  کہ اُس شخص سے وابستہ ہے جو کسی اور کا ہونے دے  نہ اپنا رکھے * کم نہیں طمعِ عبادت بھی تو حرصِ زر سے فقر تو وہ ہے  کہ جو دین نہ دُنیا رکھے * ہنس نہ اتنا بھی  فقیروں کے اکیلے پن پر جاااا خُدا میری طرح تجھ کو بھی ، تنہا رکھے * یہ قناعت ہے ، اطاعت ہے ، کہ چاہت ہے ، فراز ہم تو راضی ہیں وہ جس حال میں ، جسیا رکھے

2 Shaair 2 Ghazlein Poet:Saghar Nizaami (Hindustan) Poet:Saghar Siddiqui (Pakistan) Dasht Mein Qais Nahi,Koh Pe Farhad Nahi Hai Wahi Ishq Ki Dunya Magar Abaad NahiHai Dua Yaad,Magar Harf-e-Dua Yaad Nahi Mere Naghmaat Ko Andaaz-e-Nawa Yaad Nahi

Image
ﺳﺎﻏﺮ ﻧﻈﺎﻣﯽ ﺩﺳﻤﺒﺮ1984 - 1905 ﻓﺮﻭﺭﯼ  ﺍﻭﺭ ﺳﺎﻏﺮ ﺻﺪﯾﻘﯽ 1974 - 1928 ﺩﻭ ﺷﺎﻋﺮ ﺩﻭ ﻏﺰﻟﯿﮟ ﺳﺎﻏﺮ ﻧﻈﺎﻣﯽ ﮨﻨﺪﻭﺳﺘﺎﻥ ﺩﺷﺖ ﻣﯿﮟ ﻗﯿﺲ ﻧﮩﯿﮟ، ﮐﻮﮦ ﭘﮧ ﻓﺮﮨﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ ﮨﮯ ﻭﮨﯽ ﻋﺸﻖ ﮐﯽ ﺩﻧﯿﺎ ﻣﮕﺮ ﺁﺑﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ ﮈﮬﻮﻧﮉﻧﮯ ﮐﻮ ﺗﺠﮭﮯ ﺍﻭ ﻣﯿﺮﮮ ﻧﮧ ﻣﻠﻨﮯ ﻭﺍﻟﮯ ﻭﮦ ﭼﻼ ﮨﮯ، ﺟﺴﮯ ﺍﭘﻨﺎ ﺑﮭﯽ ﭘﺘﮧ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ ﺭﻭﺡِ ﺑﻠﺒﻞ ﻧﮯ ﺧﺰﺍﮞ ﺑﻦ ﮐﮯ ﺍﺟﺎﮌﺍ ﮔﻠﺸﻦ ﭘﮭﻮﻝ ﮐﮩﺘﮯ ﺭﮨﮯ، ﮨﻢ ﭘﮭﻮﻝ ﮨﯿﮟ ﺻﯿﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ ﺣﺴﻦ ﺳﮯ ﭼﻮﮎ ﮨﻮﺋﯽ ﺍﺱ ﮐﯽ ﮨﮯ ﺗﺎﺭﯾﺦ ﮔﻮﺍﮦ ﻋﺸﻖ ﺳﮯ ﺑﮭﻮﻝ ﮨﻮﺋﯽ ﮨﻮ، ﯾﮧ ﻣﺠﮭﮯ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ ﺑﺮﺑﻂِ ﻣﺎﮦ ﭘﮧ ﻣﻀﺮﺍﺏِ ﻓﻐﺎﮞ ﺭﮐﮫ ﺩﯼ ﺗﮭﯽ ﻣﯿﮟ ﻧﮯﻧﻐﻤﮧ ﺳﻨﺎﯾﺎ ﺗﮭﺎ، ﺗﻤﮩﯿﮟ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ ﻻﺅ ﺍﮎ ﺳﺠﺪﮦ ﮐﺮﻭﮞ ﻋﺎﻟﻢِ ﺑﺪﻣﺴﺘﯽ ﻣﯿﮟ ﻟﻮﮒ ﮐﮩﺘﮯ ﮨﯿﮟ ﮐﮧ ﺳﺎﻏﺮ ﮐﻮ ﺧﺪﺍ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ ................................................ ﺳﺎﻏﺮ ﺻﺪﯾﻘﯽ ﭘﺎﮐﺴﺘﺎﻥ ﮨﮯ ﺩﻋﺎ ﯾﺎﺩ ﻣﮕﺮ ﺣﺮﻑِ ﺩﻋﺎ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ ﻣﯿﺮﮮ ﻧﻐﻤﺎﺕ ﮐﻮ ﺍﻧﺪﺍﺯِ ﻧﻮﺍ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ ﮨﻢ ﻧﮯ ﺟﻦ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﺭﺍﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺑﭽﮭﺎﯾﺎ ﺗﮭﺎ ﻟﮩﻮ ﮨﻢ ﺳﮯ ﮐﮩﺘﮯ ﮨﯿﮟ ﻭﮨﯽ ﻋﮩﺪِ ﻭﻓﺎ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ ﺯﻧﺪﮔﯽ ﺟﺒﺮِ ﻣﺴﻠﺴﻞ ﮐﯽ ﻃﺮﺡ ﮐﺎﭨﯽ ﮨﮯ ﺟﺎﻧﮯ ﮐﺲ ﺟﺮﻡ ﮐﯽ ﭘﺎﺋﯽ ﮨﮯ ﺳﺰﺍ، ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ ﻣﯿﮟ ﻧﮯ ﭘﻠﮑﻮﮞ ﺳﮯ ﺩﺭِ ﯾﺎﺭ ﭘﮧ ﺩﺳﺘﮏ ﺩﯼ ﮨﮯ ﻣﯿﮟ ﻭﮦ ﺳﺎﺋﻞ ﮨﻮﮞ ﺟﺴﮯ ﮐﻮﺋﯽ ﺻﺪﺍ ﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﯿﺴﮯ ﺑﮭﺮ ﺁﺋﯿﮟ ﺳﺮِ ﺷﺎﻡ ﮐﺴﯽ ﮐﯽ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ ﮐﯿﺴﮯ ﺗﮭﺮﺍﺋﯽ ﭼﺮﺍﻏﻮﮞ ﮐﯽ ﺿﯿﺎﺀﯾﺎﺩ ﻧﮩﯿﮟ ﺻﺮﻑ ﺩﮬﻨﺪﻻﺋﮯ ﺳﺘﺎﺭﻭﮞ ﮐﯽ ﭼﻤﮏ ﺩﯾﮑﮭ

Baahir Hain Had-e-Fahm Se Rindon Ke Muqaam Tujh Ko Kia Khabar Kon Kahan Jhoom Raha Hai

باہر ہیں حد فہم سے رندوں کے مقام تجھ کو کیا خبر کون کہاں جھوم رہا ہے Baahir Hain Had-e-Fahm Se Rindon Ke Muqaam Tujh Ko Kia Khabar Kon Kahan Jhoom Raha Hai

Ik sehmi sehmi aahat ha,ik mehka mehka saya ha aehsas ki tanhai main,ye raat gae kon aya ha

Ik sehmi sehmi aahat ha,ik mehka mehka saya ha aehsas ki tanhai main,ye raat gae kon aya ha man phool samajh k chun loon ga,in bheegay se angaaron ko aankhon ki ibadat ka man ne,bs ek yehi phl paya ha

Wo koi aur na tha,chnd khushk patay thay shajar se toot k,jo fasl e gul pe roae thay

  Poet:Ahmad Nadeem Qasmi Wo koi aur na tha,chnd khushk patay thay shajar se toot k,jo fasl e gul pe roae thay tumharay baad chaman par jb ik nazar dali kali kali main,khizan k charagh jaltay thay NADEEM ,jo bhi mulaqat thi,adhoori thi k ek chehray k peechay,hazar chehray thay

Baqa-E-Arz-E-Watan ki Dua Ko Kia Uthain Jo Haath Paani Mein Paani Mila Ke Baichtay Hain

Image
Baqa-E-Arz-E-Watan ki Dua Ko Kia Uthain Jo Haath Paani Mein Paani Mila Ke Baichtay Hain

Khatam Kar Di Wahi Par Ghazal Apni Uthaya Haath Jo Us Ne Angrrai Ko

Image
  Khatam Kar Di Wahi Par Ghazal Apni Uthaya Haath Jo Us Ne Angrrai Ko Poet:Hafiz Khurram

Mere Khuwaab Wabasta Thay Tum Se Kuch Pore Aur Kuch Adhoore

Image
  Mere Khuwaab Wabasta Thay Tum Se Kuch Pore Aur Kuch Adhoore

Saboot Aur Bhala Mangte Un Se Kia Wafa Ka Shab Wo Kisi Aur K Saath Dekha Gaya Tha

Image
Saboot Aur Bhala Mangte Un Se Kia Wafa Ka Shab Wo Kisi Aur K Saath Dekha Gaya Tha Poet:Hafiz Khurram

Chand Aansoo Bhi Bardasht Na Kar Paaya Wajood Apna Kehne Ko Ik Samandar Saa Hai Mujh Mein

Image
Chand Aansoo Bhi Bardasht Na Kar Paaya Wajood Apna Kehne Ko Ik Samandar Saa Hai Mujh Mein Poet:Hafiz Khurram

Mujhe Hasna Nahi Aata Jahan Par Tum Nahi Hoty

Image
  Mujhe Hasna Nahi Aata Jahan Par Tum Nahi Hoty

Tum Bhala Kab Tak Saath Do Gy Mera Main To Aksar Tum Bin Udaas Ho Jata Hon

Image
  Tum Bhala Kab Tak Saath Do Gy Mera Main To Aksar Tum Bin Udaas Ho Jata Hon

Abhi To Raakh Hoe Hain Tere Firaq Mein Hum Abhi Humare Bikharne Ka Khel Baqi Hai

Image
  Abhi To Raakh Hoe Hain Tere Firaq Mein Hum Abhi Humare Bikharne Ka Khel Baqi Hai

Yaad aayegi hamari to Beete kal ki Kitab palat lena

Image
Yaad aayegi hamari to Beete kal ki Kitab palat lena Yun hi kisee Panne par Muskurate hue Mil jayenge hum  

Main Shair Hon Mujh Se Zara Soch K Ulajhna Lafzon Mein Likh Don Ga Lehjon Ki Talkhian

میں شاعر ہوں مجھ سے زرا سوچ کے الجهنا لفظوں میں لکھ دوں گا لہجوں کی تلخیاں   Main Shair Hon Mujh Se Zara Soch K Ulajhna Lafzon Mein Likh Don Ga Lehjon Ki Talkhian

Ishq ke mazmoon thai jin me wo risaale kya huye Ay kitaab e zindgi tere hwaale kya huye

Ishq ke mazmoon thai jin me wo risaale kya huye   Ay kitaab e zindgi tere hwaale kya huye

Deemak zada kitab thee yadon kee zindagi Her werq kholnay kee khuwish may phat gea

Deemak zada kitab thee yadon kee zindagi  Her werq kholnay kee khuwish may phat gea

Ho chuka qata'a ta'alluq to jafaayen kyon ho Jinko matlab nahin rehta woh sataatey bhi nahin Daagh Dehlvi

Ho chuka qata'a ta'alluq to jafaayen kyon ho Jinko matlab nahin rehta woh sataatey bhi nahin Daagh Dehlvi

Bikhar Rahe Thay So Hum Ne Utha Liye Khud Hi Gulaab Jo Teri Khaatir Saja Ke Rakhe Thay

بکھر رہے تھے سو ہم نے اُٹھا لیے خود ہی   گلاب جو تری خاطر سجا کے رکھے تھے  تمہی نے پاﺅں نہ رکھا وگرنہ وصل کی شب زمیں پہ ہم نے ستارے بچھا کے رکھے تھے   Bikhar Rahe Thay So Hum Ne Utha Liye Khud Hi Gulaab Jo Teri Khaatir Saja Ke Rakhe Thay Tumhe Ne Paaon Na Rakha Wagarna Wasl Ki Shab Zameen Pe Hum Ne Sitaare Bechha Ke Rakhe Thay

Usne kaha Sun Ahad nibhane ki khatir mat aa Ahad nibhane waale aksar

  Poet:Ahmad faraz Usne kaha  Sun Ahad nibhane ki khatir mat aa  Ahad nibhane waale aksar  Majboori ya mehjoori ki thakaan se lauta karte hain   Tum jao  Aur dariya dariya pyaas bujhaao  Jin aankhon mein doobho  Jis dil mein bhi utro  Meri jalan awaaz na degi Lekin jab meri chahat  Aur meri khwaaish ki lau  Itni tez Aur Itni Unchi ho jaye Jab dil ro de Tab laut aana    

Chahat Mein Kiya Duniya Dari Ishq Mein Kaisi Majbori Logo Ka Kiya, Samjha'ne Do In Ki Apni Majbori

  Poet:Mohsin Bhopali Chahat Mein Kiya Duniya Dari  Ishq Mein Kaisi Majbori Logo Ka Kiya, Samjha'ne Do  In Ki Apni Majbori Mein Ney Dil Ki Baat Rakhi Aur Tu Ney Duniya Walon Ki Meri Garz Bhi Majboori Thee Un Ka Huqam Bhi Majboori Rok Sako To Pahli Barish Ki Boondon Ko Tum Roko Kachi Mitti To Mehkey Ge, Hai Mitti Ki Majboori Jab Tak Hunsta Gata Mausam Apna Hai,Sab Apnay Hain Waqt Paray To Yaad Aa jati Hai Masnooee Majboori Aik Awara Badal Sey Kyun Mein Ney Saya Manga Thaa Meri Bhi Ye Nadani Thee, Us Ki Bhi Thee Majboori Muddat Guzri Aek Wadey Per Ajj Bhi Qayam Hain Mohsin   Hum Ney Sari umer Nibhaye, Apni Pehli Majboori >>>>>>>>>>> NOMI <<<<<<<<<<

Zaroori to nahi ki koi gam bhi ho shaamil Haan yoon bhi aksar nikal aate hai aasoon

Image
Zaroori to nahi ki koi gam bhi ho shaamil  Haan yoon bhi aksar nikal aate hai aasoon...!  

Sookhe hue zabat se poochho phool kaise khilte hain?

Image
Sookhe hue zabat se poochho phool kaise khilte hain?   Kabhi ashqon ki baarish se   Kabhi chhor di gayee khwaahish se

Wo aainy ko bhi hairat mein daal dyta hai Kisi kisi ko khuda yeh kamal dyta hai

Wo aainy ko bhi hairat mein daal dyta hai Kisi kisi ko khuda yeh kamal dyta hai

Urti rahti ha ek gard mujh main Kon phirta ha dar badar mujh main

Urti rahti ha ek gard mujh main Kon phirta ha dar badar mujh main Mujhko mujh main jaga naheen milti Wo ha mojood isqadar mujh main

Mujhay aur zindgi de,k hai dastan adhoori Meri maut se na ho gi,meray gham ki tarjumani

Mujhay aur zindgi de,k hai dastan adhoori Meri maut se na ho gi,meray gham ki tarjumani Ahmad Nadeem Qasmi

Rang Baatein Karein Aur Baaton Se Khushbo Aaye Dard Phoolon Ki Tarha Mehke Agar Tu Aaye

Image
Rang Baatein Karein Aur Baaton Se Khushbo Aaye   Dard Phoolon Ki Tarha Mehke Agar Tu Aaye

Dil main ek hi jazbay ko samoen kesay ab tujhay pa k ye uljhan ha,k khoen kesay

Dil main ek hi jazbay ko samoen kesay ab tujhay pa k ye uljhan ha,k khoen kesay kitni hasrat thi,tujhay paas bitha kr rotay ab ye mushkil ha,teray samnay roen kesay Ahmad Nadeem Qasmi

Aj mausam ki pehli baarish thi Tan pani mein Man yaadon mein

Aj mausam ki pehli baarish thi Tan pani mein Man yaadon mein Kab kitna bheega yaad nahi Yaad hai tu bus itna K peechli baarish mein Hum tum sang sang bheegy thy

Sun Ay Saaqi Chala Saaghar De Ana Sahal Tha Dil Ka

شاعر خواجہ حافظ شیراز بک دیوان ۓ حافظ صفحہ 52 انتخاب اجڑا دل سن اے ساقی چلا ساغر دے آنا سہل تھا دل کا مگر اب عشق میں ہے سامنا مشکل پے مشکل کا جو بوۓ نافہ طرے سے صبا پچھلے کو کھول آۓ بھرے بل مشکیں پیچ کیا کیا کھاۓ خوں ۓ دل کا مصلہ رنگ لے مے سے اگر پیر ۓ مغاں کہہ دے سمجھ رہبر کو ناواقف نہ رسم و راہ منزل کا یہ کالی رات طوفاں سر پہ منہ پھاڑے بھنور آگے   دل اس بپتا کو جانے کیا سبکساراں ۓ ساحل کا ہوئی خود رائگاں کاموں میں آخر وجہ رسوائی رہا کب راز بن کر مشوروں میں نقل محفل کا ہمیں کیا منزل ۓ جاناں میں لطف ۓ امن و آسایش جگا دے ہر گھڑی گھڑیال باندھو بند محمل کا حضوری چاہے گر حافظ تو رکھ پیش نظر اس کو اسے دیکھتے دنیا چھوڑ دے پھینک دے یے ٹکڑا ململ کا

Jahan Phoolon Ko Khilna Tha Wahan Khiltey To Acha Tha

شاعر سعد اللہ شاہ بوک بادل چاند ہوا اور میں صفحہ 94 انتخاب اجڑا دل جہاں پھولوں کو کھلنا تھا وہاں کھلتے تو اچھا تھا تمہیں کو ہم نے چاہا تھا تمیں ہمیں ملتے تو اچھا تھا تمہیں تو دکھ ہی ملے تھے تمہیں نے صبر کھینجا تھا تمہارے لب کسی لمحے ہلتے تو اچھا تھا بڑی مشکل تھی دشمن بھی میری خاطر وہاں پہنچے بلا سے زخم بڑہ جاتے نہ یوں سلتے تو اچھا تھا کٹی ہے سعد تم بن مگر اتنی سی ہے دل میں اگر آتے تو اچھا تھا اگر ملتے تو اچھا تھا

Saavan Ki Bheegi Raaton Mein

Image
ساون کی بھیگی راتوں میں جب پھول کھلیں برساتوں مٰیں جب چھیڑیں سکھیاں باتون میں مینوں یاداں تیریاں آؤندیاں نیں دل کو پکڑ رہ جاتی ھوں پوچھ نہ کیسے شرماتی ھوں ساری باتیں سن لیتی ھوں آدھی باتیں کہہ جاتی ھوں خوشبو نہیں ملتی کلیوں میں کوئی رنگ نہیں رنگ رلیوں میں گاؤں کی سونی گلیوں میں مینوں یاداں تیریاں آؤندیاں نیں اپنا دکھڑاکہہ نہیں سکتی اور جدائ سہہ نہیں سکتی کچے گھڑے پہ بہہ نہیں سکتی بیٹھ کہ راتیں سہہ نہیں سکتی میں پہن کے پائل پاؤں میں تیرا رستہ دیکھوں گاؤں میں پیپل کی ٹھنڈی چھاؤں میں مینوں یاداں تیریاں آؤندیاں نیں کب تک تم پردیس رھو گے آؤگے نہ خط لکھو گے میں گھٹ گھٹ کہ جاں دیدوں گی پھر تم کس کو جان کہو گے ؟ ڈھنڈوگے جنگل میلے میں ھر بستی میں ھر بیلے میں گاؤگے یہی اکیلے میں مینوں یاداں تیریاں آؤندیاں نیں ۔مینوں یاداں تیریاں آؤندیاں نیں

Unka a'anchal hai, k rukhsar, k pairahen hai

Unka a'anchal hai, k rukhsar, k pairahen hai  Kuch tu hai jis say hui jati jai chilmann range'en  Janey us zulf ki mohoom ghanni chao'on mae  Timtamata hai wo aaweiza abhi tak k nahi?

Mildi Ay Bas Iss Dunya Vich Rut Ik Navi Javaani Di

Mildi Ay Bas Iss Dunya Vich Rut Ik Navi Javaani Di Hokay Bharan Di, Pyaar Karan Di Akhaan Di, Nadaani Di Baaqi Umr Te Bas Phir Aiveen Nasdiyaan Bhujdiyaan Langdi Ay Duur Draaz Diyaan Sochaan Andar Ro'ndiyaan Hasdiyaan Langdi Ay Bhuldey Jaande Khwaabaan De Aksaan Nu Labhdiyaan Langdi Ay Muneer Niazi   ملدی اے بس اس دنیا وچ رُت اک نویں جوانی دی ھؤکے بھرن دی ، پیار کرن دی اکھاں دی نادانی دی باقی عمر تے بس فیر اینویں نسدیاں بھجدیاں لنگدی اے دُور دراز دیاں سوچاں اندر روندیاں ھسدیاں لنگدی اے بھُلدے جاندے خواباں دے عکساں نوں لبھدیاں لنگھدی اے منیر نیازی

Aey ghum Tujhse larrai Meri jaari rahegi

Image
Aey ghum Tujhse larrai Meri jaari rahegi Ye baat aur hai ki Jeetega tu bhi nahi Aur harunga mai bhi nahi...!

Saari Baatein Chund-Roza Thi'n Saare Qissey Do Din Ke Hein

Saari Baatein Chund-Roza Thi'n Saare Qissey Do Din Ke Hein Uss Ne Bakhsha Kab Kis Ko Hai Uss Ke Badley Gin Gin Ke Hein Zaahir Toh Phir Zaahir Hi Hai Saare Jhagrrey Baatin Ke Hain Kal Tak Jo Thay Merey Humdam Woh Ab Saare, Sab Unn Ke Hain

Kaash K K0i Rasta Mil Jaye Tujh Tak Pah0uChne Ka Qehar Ban Kar Baras Rahi Hain Mujh Pe Yaadein Teri

Image
Kaash K K0i Rasta Mil Jaye Tujh Tak Pah0uChne Ka Qehar Ban Kar Baras Rahi Hain Mujh Pe Yaadein Teri

Lo Apna Jahan A Duniya Walo, Hum Is Duniya Ko Chor Chaly Jo Rishtey Natey Jorray They, Wo Rishtey Nate Tor Chaly

Lo Apna Jahan A Duniya Walo, Hum Is Duniya Ko Chor Chaly Jo Rishtey Natey Jorray They, Wo Rishtey Nate Tor Chaly Kuch Sukh Ke Lamhey Dekh Chaly, Kuch Dukh Ke Lamhey Jheil Chaly Taqdeer Ki Andhi Gardish Ney, Jo Khel Khilaye Khel Chaly Har Cheez Tumhari Lotas Di, Hum Kuch Na Le Kar Sath Chaly Phir Dosh Na Dena Aey Logo, Hum Dekh Lo Khali Hath Chaly Ye Raah Akeli Kat’ti Hai, Yahan Sath Na Koi Yaar Chaly Us Paar Na Janey Kiya Hoga, Is Paar To Sab Kuch Haar Chaly

Gaye Dinon Ka Suraagh Le Kar Kidhar Se Aaya Kidhar Gaya Wo Ajeeb Manoos Ajnabi Tha, Mujhe To Hairaan Kar Gaya Wo

Gaye Dinon Ka Suraagh Le Kar Kidhar Se Aaya Kidhar Gaya Wo Ajeeb Manoos Ajnabi Tha, Mujhe To Hairaan Kar Gaya Wo Khushi Ki Raat Ho Keh Gham Ka Mausam, Nazar Usy Dhoondti Hai Har Dam Wo Boye Gul Tha Keh Naghma-E-Jaan, Mere To Dil Mein Utar Gaya Wo Wo Maikadey Ko Jagane Wala, Wo Raat Ki Neend Uraney Wala Ye Aaj Kia Is Ke Jee Mein Aai Keh, Shaam Hote Hi Ghar Gaya Wo Wo Jis Ke Kandhon Pe Haath Rakh Kar Safar Kia Tu Ne Manziloon Ka Teri Gali Se Najaney Koin Aaj Sar Jhukaye Guzar Gaya Wo Wo Raat Ka Be Nawa Musafir, Wo Teri Shayr, Wo Tera Nasir Teri Gali Tak To Ham Ne Dekha Tha Phir Najaney Kidhar Gaya Wo

Ajnabi Aey ajnabi shaks bata Tu mera kia lagta hai

Ajnabi Aey ajnabi shaks bata Tu mera kia lagta hai Tera andaz e bayan Teri yeh shokhiyan Mera har gham mera har dard Mita dyty hain Mery in zakhmon par Marham laga dyty hain Aey ajnabi shaks bata Yeh kaisa rishta hai Tujh sy milny ki Mery dill ko aas rahy Tu mujh sy door hai laikin Tera wujood meri Dharkanon k pass rahy Aey ajnabi shaks bata Yeh kaisa jazba hai K tum sy mohabbat hai Olfat hai Na koi chah Na pany ki hasrat hai Na khoony ka gila Na mohabbat Na ulfat Tu yeh jazba kaisa

Tou'n Lakh Krorr Hazaar Sahi Mei'n Kakh Vi Nahein Laachaar Sahi

Image
  Tou'n Lakh Krorr Hazaar Sahi Mei'n Kakh Vi Nahein Laachaar Sahi Tou'n Husn Jamaal Da Maalik Sahi Mei'n Kojhi Te Be-Kaar Sahi Tou'n Bagh Bahaar Di Ronaq Sahi Tou'n Gul Phol,Te Mai'n Khaar Sahi Mei'nko Sajnaan Apne Naal Chha Rakh Mai'n Nokar Toun Sarkaar Sahi

ye aankh zra nm ho aur barish ka mosam ho mujhay lahaq tera gham ho,aur barish ka mosam ho

Image
Friends,roman version ye aankh zra nm ho aur barish ka mosam ho mujhay lahaq tera gham ho,aur barish ka mosam ho udasi jm si jati ha,kisi barf ki manind khyalon main agar tum ho,aur barish ka mosam ho  

Dilon ke zalzale dekhein hain Sahib

Dilon ke zalzale dekhein hain Sahib??? Koi tabaahi nahin dikhti Bas sab fanaa ho jaata hai

Tay Un Se Roz-E-Hashar Mulaqat Ho Gai Hum Jis Se Darte The Wohi Bat Ho Gai

شاعرہ نجمہ شاہین کھوسہ بوک میں آنکھیں بند رکھتی ہوں صفحہ 40 انتخاب اجڑا دل طے ان سے روز ۓ حشر ملاقات ہو گئی ہم جس سے ڈرتے تھے وہی بات ہو گئی جب سے کسی سے ترک ۓ ملاقات ہو گئی آنسو گرے کچھ ایسے کہ برسات ہو گئی شاہین عشق میں یے کرامات ہو گئی میں جیت چاہتی تھی مجھے مات ہو گئی اہل ۓ جنوں کو جشن ۓ چراغاں سے کیا غرض صحرا کی چاندنی میں بسر رات ہو گئی دل کی خلش سے بارہا بیتاب ہو گۓ آخر کو اشک ۓ خوں میری سوغات ہو گئی   Poetess Doctor Najma Shaheen Khosa Tay Un Se Roz-E-Hashar Mulaqat Ho Gai Hum Jis Se Darte The Wohi Bat Ho Gai Jab Se Kisi Se Tarak-E-Mulaqat Ho Gai Aansoo Gire Kuch Aise K Barsaat Ho Gai Shaaheen Ishq Mein Ye Karmat Ho Gai Main Jeet Chaahti Thi Mujhe Maat Ho Gai Ehl-E-Janoon Ko Jashan-E-Charaghan Se Kaya Gharaz Sehra Ki Chaandni Mein Basar Raat Ho Gai Dil Ki Khalish Se Baarha Betaab Ho Gaye Aakhir Ko Ashak-E-Khoon Meri Soghaat Ho Gai

Kya husn-e-ittefaq tha ke uss ki gali mein hum Ek kaam se gaye they ke phir kaam se gaye

Kya husn-e-ittefaq tha ke uss ki gali mein hum Ek kaam se gaye they ke phir kaam se gaye

Koi Hum Se Pooche Mizaaj Baarish Ka Hum Jo Kachhe Makaan Wale Hain

Image
کوئی ہم سے پوچھے مزاج بارش کا ہم جو کچے مکان والے ہیں Koi Hum Se Pooche Mizaaj Baarish Ka Hum Jo Kachhe Makaan Wale Hain

Dasht ehsaas kee hiddat bhee qyammat hai NADEEM

Dasht ehsaas kee hiddat bhee qyammat hai NADEEM   Kuchch zaroori to nahin paon mein chaaley rakhna

Zindagi ko shamaa kee maanind jalaata hoon NADEEM

Zindagi ko shamaa kee maanind jalaata hoon NADEEM  Bujh to jaoonga magar subha to kar jaoonga

Ru Baru Mushkil Hua Us Ko Batana Haal-e-Dil Lag Raha Tha Asaan Kitna, Aainay K Samne

Image
    Ru Baru Mushkil Hua Us Ko Batana Haal-e-Dil Lag Raha Tha Asaan Kitna, Aainay K Samne

Khud Pe Itna Hai Jo Ghuroor Tujhe Kar Na Daale Yeh Choor Choor Tujhe

Khud Pe Itna Hai Jo Ghuroor Tujhe Kar Na Daale Yeh Choor Choor Tujhe Kya Khabar Thi Keh waqt Ki Lehrein Mujh Se Kar Dein Gi Itna Door Tujhe Kitna Anjaan Ban Ke Puchhtey Hein Kis Ne Tarrpaaya Hai Huzoor Tujhe? Kon Hai Dost, Kon Dushman Hai ? Iss Qadar Hai Kahaan Shaa'ur Tujhe? Dil Ki Dharrkan Gawaahi Deti Hai Yaad Aata Hon Mein Zuroor Tujhe

Charaagh Hon Main Agar Bujh Gaya To Kia Gham Hai Keh Jitni Der Jala Roshni To Ki Main Ne

چراغ ہوں میں اگر بجھ گیا تو کیا غم ہے کہ جتنی دیر جلا روشنی تو کی میں نے افتخار نسیم   Charaagh Hon Main Agar Bujh Gaya To Kia Gham Hai Keh Jitni Der Jala Roshni To Ki Main Ne Iftikhar Naseem

Judaayi Ki Aziyat Se Mera Dil Ab Bhi Darta Hai

Judaayi Ki Aziyat Se Mera Dil Ab Bhi Darta Hai Judaayi Do Gharri Ki Ho Toh Koyi Dil Ko Behlaaye Judaayi Chaar Pal Ki Ho Toh Koyi Dil Ko Samjhaaye Judaayi Umr Bhar Ki Ho Toh Kya Chaara Karey Koyi ???? Keh Ek Milney Ki Hasrat Mein Bhala Kab Tak Jiye Koyi ????

Ghair poochhen bhi to hum kya apna afsana kahen Ab to hum wo hain jise apne bhi begana kahen

Ghair poochhen bhi to hum kya apna afsana kahen Ab to hum wo hain jise apne bhi begana kahen Shab ke aakhir hote hote dono hi jab jal bujhe Kis ko samjhen shaam e mehfil kisko parwana kahen Aaj tanhai mein phir aankhon se tapka hai lahoo Ji ke behlane ko aao apna afsana kahen Ali Jawwad Zaidi

Zakhm-E-Ummeed Bhar Gaya Kab Ka Qais To Apne Ghar Gaya Kab Ka

Zakhm-E-Ummeed Bhar Gaya Kab Ka Qais To Apne Ghar Gaya Kab Ka Ab To Munh Apna Mat Dikhaao Mujhe Naaseho! Main Sudhar Gaya Kab Ka Aap Ab Poochhne Ko Aaye Hain Dill Meri Jaan Mar Gaya Kab Ka Aap Ek Neend Aur Le Leejiye Qaafela Kooch Kar Gaya Kab Ka Mera Fehrist Se Nikaal Do Naam Main To Khud Se Mukar Gaya Kab Ka   Jaun Elia

Jo Bhi Mila Koi Na Koi Sabbq Day Gay Meri Zindgi Mein Har Koi Ustaad Nikalaa

جو بھی ملا کوئی نہ کوئی سبق دے گیا میری زندگی میں ہر کوئی استاد نکلا   Jo Bhi Mila Koi Na Koi Sabbq Day Gay Meri Zindgi Mein Har Koi Ustaad Nikalaa

Your Lips Speak Soft Sweetness Your Touch A Cool Caress

Poem Rex A Williams Never Have I Fallen Your Lips Speak Soft Sweetness Your Touch A Cool Caress I Am Lost In Your Magic My Heart Beats Within Your Chest I Think Of You Each Morning And Dream Of You Each Night I Think Of Your Arms Being Around Me And Cannot Express My Delight Never Have I Fallen But I Am Quickly On My Way You Hold A Heart In Your Hands That Has Never Before Been Given Away

Kisi Ke Paas Rehna Ho To Thorra Door Rehna Chahiye

Image
Kisi Ke Paas Rehna Ho To Thorra Door Rehna Chahiye Jaun Eliya

Dhoondne Wale Tujhe Apna Pata Kia Don Main Yahan To Jism Talak Aarzi Thikaane Hain

Image
Dhoondne Wale Tujhe Apna Pata Kia Don Main Yahan To Jism Talak Aarzi Thikaane Hain

Sooraj ki har Kiran Teri Soorat pe waar doun Dozkh ko chahta houn Jannat pe waar doun

Image
Sooraj ki har Kiran Teri Soorat pe waar doun Dozkh ko chahta houn Jannat pe waar doun

Baat Chali Neelay Gagan Se Taare Torre Logon Ne Waqt Parra To Jaan Chuhrra Li Jaan Se Piyaare Logon Ne

بات چلی تو نیلے گگن سے تارے توڑے لوگوں نے وقت پڑا تو جان چھڑا لی جان سے پیارے لوگوں نے   Baat Chali Neelay Gagan Se Taare Torre Logon Ne Waqt Parra To Jaan Chuhrra Li Jaan Se Piyaare Logon Ne

Kaha Dharrkan Jigar Saanson Ko Tum Se Piyaar Hai Laila,Kaha In Adbi Daawon Se Be-Zaar Hai Laila

شاعر شہزاد قیس بوک لیلا صفحہ 31 انتخاب اجڑا دل کہا دھڑکن جگر سانسوں کو تم سے پیار ہے لیلا کہا ان ادبی دعوں سے بیذار ہے لیلا کہا سنیۓ ہمارا دل یہیں پر آج رکھا تھا کہا لو کیا تمہارے دل کی ٹھیکیدار ہے لیلا کہا مجنوں کی چاہت نے تمہیں لیلا بنا ڈالا کہا مجنوں جنونی کی خود معمار ہے لیلا کہا مجنوں نگاہیں پھیر لے تو کیا کرو گی جی کہا مجنوں نہ کر پائی تو پھر بیکار ہے لیلا کہا پر ملکہ ۓ حسن ۓ جہاں تو اور کوئی ہے کہا پردہ نشیں ہیں ورنہ سردار ہے لیلا کہا یے ہجر کی راتیں مجھے کیوں بخش دی صاحب کہا شاعر بننے کو بہت فنکار ہے لیلا کہا ان زاہدوں کو کچھ رعایت عشق میں دیجیۓ کہا حوروں کا نہ سوچیں تو تیار ہے لیلا کہا تنہا ملو نا کچھ غزلیں سنانی ہے کہا ہم سب سمجھتے ہیں ہوشیار ہے لیلا کہا کوہ ۓ ہمالیہ میں رواں کر دوں جو جوۓ شیر کہا وہ شرط ۓ شیریں تھی کہیں دشوار ہے لیلا کہا شمعہ پتغے قیس میں ستمگر کون؟ کہا شمعہ بھی نوری نور کا مینار ہے لیلا  

Akelay Baith Ke,Chup Chaap Din Ko Nimtaya Guzari Raat Sitaron Se Guftago Karte

Image
    Poet:Ahmad Nadeem Qasmi Akelay Baith Ke,Chup Chaap Din Ko Nimtaya Guzari Raat Sitaron Se Guftago Karte

Ye Subah Ki Kirnon Ne Bedaar Kia Mujh Ko Warna Main Us Se Milne Ko Puhonchne Wala Tha

Image
Poet:Hafiz Khurram Ye Subah Ki Kirnon Ne Bedaar Kia Mujh Ko Warna Main Us Se Milne Ko Puhonchne Wala Tha

Musaafir hi musaafir har taraf hain Magar har shakhs tanha jaa raha hai

Musaafir hi musaafir har taraf hain Magar har shakhs tanha jaa raha hai

Tumhare baad jab chaman pe ik nazar dali Kali kali mein khizaan ke chiraag jaltey the

Tumhare baad jab chaman pe ik nazar dali Kali kali mein khizaan ke chiraag jaltey the  

Bhari duniya mein faqat mujh se nigaahein na chura Ishq par bas na chaley gaa teri daanaayi ka

Bhari duniya mein faqat mujh se nigaahein na chura Ishq par bas na chaley gaa teri daanaayi ka

Dekha Tha Aik Phool Muhabbat Ke Baagh Mein,Tab Se Hai Izteraab Dil Daagh Daagh Mein

شاعرہ نجمہ شاہین کھوسہ   بوک میں آنکھیں بند رکھتی ہوں صفحہ 202 انتخاب اجڑا دل دیکھا تھا ایک پھول محبت کے باغ میں تب سے ہے اضطراب دل داغ داغ میں میرا وجود لالا صحرا سے کم نہیں نکلی ہو آج خود ہی میں اپنے سراغ میں مانوں گی ہار ظلمت ۓ شب سے نہ میں کبھی جب تک روشنی ہے اس دل کے چراغ میں فانی جہان کی ہے ہر اک شے فنا مآل بیکار ہے یے حرص و ہوس اس دماغ میں شاہین یے بھی تشنا لبوں ہی میں بانٹ دو تھوڑی سی مۓ پڑی ہے جو تیرے ایاغ میں

Kis Kee Nazar Lagee Mairee Bastee Ko Aye KHUDA Kiyoun Ho Gaee Hay Shehar Kee Veeraan Galee Galee

Kis Kee Nazar Lagee Mairee Bastee Ko Aye KHUDA Kiyoun Ho Gaee Hay Shehar Kee Veeraan Galee Galee Poetess Naseem Nazish

Janti Hoon K Bujhana Hai Hawa Ne Is Ko . To Phir Charaagh-E-Wafa Kis Liye Jalaati Hoon Main

Janti Hoon K Bujhana Hai Hawa Ne Is Ko . To Phir Charaagh-E-Wafa Kis Liye Jalaati Hoon Main ? ? ? ? ? ? . Poetess Doctor Najma Shaheen Khosa

Intkhaab Ishq Taira Tha Ay Dil Ab Kiyon Kehta Hay Ujarr Diya Mujh Ko

شاعر عمر راہی انتخاب عشق تیرا تھا اے دل اب کیوں کہتا ہے اجاڑ دیا مجھ کو Intkhaab Ishq Taira Tha Ay Dil Ab Kiyon Kehta Hay Ujarr Diya Mujh Ko

Husn Ko Chaand Jawani Ko Kanwal Kehte Hain,Us Ki Soorat Nazar Aaye To Ghazal Kehte Hain

  شاعر قتیل شفائی سنگر سلیم رضا انتخاب عروسہ ایمان حسن کو چاند جوانی کو کنول کہتے ہیں اس کی صورت نظر آۓ تو غزل کہتے ہیں اف وہ مر مر سے تراشا ھوا شفاف بدن دیکھنے والے جسے تاج محل کہتے ہیں وہ تیرے حسن کی قیمت سے نہی ہے واقف پنکھڑی کو جو تیرے لب کا بدل کہتے ہیں پڑ گئ پاؤں میں تقدیر کی زنجیر تو کیا. ہم تو اس کو بھی تیری زلف کا بل کہتے ہیں  

Wo Kabhi Mil Jaaen To Kia Kijiye,Raat Din Soorat Ko Dekha Kijiye

وہ کبھی مِل جائیں تو کیا کیجیے رات دِن صُورت کو دیکھا کیجیے چاندنی راتوں میں اِک اِک پُھول کو بے خودی کہتی ہے سجدہ کیجیے جو تمنّا، بر نہ آئے عُمر بھر عُمر بھر اُس کی تمنّا کیجیے عِشق کی رنگینیوں میں ڈُوب کر چاندنی راتوں میں رویا کیجیے پُوچھ بیٹھے ہیں ہمارا حال وہ بے خوُدی توُ ہی بتا کیا کیجیے ہم ہی اُس کے عِشق کے قابل نہ تھے کیوں کسی ظالم کا شِکوہ کیجیے آپ ہی نے درد بخشا ہے ہمَیں آپ ہی اِس کا مَداوا کیجیے کہتے ہیں اختر وہ سُن کر میرے شعر اِس طرح ہم کو نہ رُسوا کیجیے اختر شیرانی

Sardiyon Ki Sham Hai Or Dhyaan Me Hain Dhund Dhund Me Lipte Hue Tere Waade Yaad aate hain

Image
  Sardiyon Ki Sham Hai Or Dhyaan Me Hain Dhund Dhund Me Lipte Hue Tere Waade Yaad aate hain Phir sochte hai acha hai nazar ko sukoon miley ga Teri talaash me nigaah doooooooor tk toh naa jae ge shaheen   

Yonhi Nahi Aai Mere Lehje Mein Ye Talkhi Reshton Mein Rawayon Ka Zehar Chakha Hai Main Ne

Image
Yonhi Nahi Aai Mere Lehje Mein Ye Talkhi Reshton Mein Rawayon Ka Zehar Chakha Hai Main Ne

Kam zarf o munaafiq the so afsos nahi hai, Jo log mere halqa-e-ahbaab se nikle

Kam zarf o munaafiq the so afsos nahi hai, Jo log mere halqa-e-ahbaab se nikle

Un Ke Jalwe Jahan Pe Hote Hain,Hosh Kis Ko Wahan Pe Hote Hain

ﺍﻥ ﮐﮯ ﺟﻠﻮﮮ ﺟﮩﺎﮞ ﭘﮧ ﻫﻮﺗﮯ ﻫﯿﮟ ﻫﻮﺵ ﮐﺲ ﮐﻮ ﻭﻫﺎﮞ ﭘﮧ ﻫﻮﺗﮯ ﻫﯿﮟ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ ﺟﻦ ﮐﻮ ﺭﺏ ﭘﺮ ﯾﻘﯿﻦ ﻫﻮﺗﺎ ﻫﮯ ﮐﺐ ﻭﻩ ﻧﺎﻻﮞ ﺯﯾﺎﮞ ﭘﻪ ﻫﻮﺗﮯ ﻫﯿﮟ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ ﮐﯿﺴﮯ ﻣﻠﺘﮯ ﺯﻣﯿﮟ ﭘﮧ ﮨﻢ ﺩﻭﻧﻮﮞ ﺭﺷﺘﮯ ﺟﺐ ﺍٓﺳﻤﺎﮞ ﭘﮧ ﮨﻮﺗﮯ ﮨﯿﮟ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ ﺟﻦ ﮐﮯ ﻗﺪﻣﻮﮞ ﺳﮯ ﺧﻮﮞ ﻧﮧ ﺭﺳﺘﺎ ﮨﻮ ﺑﻮﺟﮫ ﻭﮦ ﮐﺎﺭﻭﺍﮞ ﭘﮧ ﮨﻮﺗﮯ ﮨﯿﮟ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ ﻇﻠﻢ ﮐﺘﻨﮯ ﻫﯽ ﺩﯾﮑﮭﺘﮯ ﻫﯿﮟ ﻫﻢ ﭘﮭﺮ ﺑﮭﯽ ﺗﺎﻟﮯ ﺯﺑﺎﮞ ﭘﻪ ﻫﻮﺗﮯ ﻫﯿﮟ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ ﮐﺒﮭﯽ ﺳﻨﺘﮯ ﻧﮧ ﺗﮭﮯ ﻣﺮﮮ ﺩﻝ ﮐﯽ ﺍﺏ ﻓﺪﺍ ﺩﺍﺳﺘﺎﮞ ﭘﮧ ﮨﻮﺗﮯ ﮨﯿﮟ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ ﮐﮭﯿﻠﺘﮯ ﮨﻮ ﻣﺮﮮ ﮔﺮﯾﺒﺎﮞ ﺳﮯ ﺩﻭﺳﺖ ﺍﯾﺴﮯ ﮐﮩﺎﮞ ﭘﮧ ﮨﻮﺗﮯ ﮨﯿﮟ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ ﮨﺎﺭ ﺍﻥ ﮐﺎ ﻧﺼﯿﺐ ﻫﮯ ﺟﻮ ﺑﮭﯽ ﻧﺎﺯﺍﮞ ﺗﯿﺮ ﻭ ﮐﻤﺎﮞ ﭘﻪ ﻫﻮﺗﮯ ﻫﯿﮟ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ ﺿﺎﺑﻄﮯ ﻫﯿﮟ ﻓﻘﻂ ﻫﻤﺎﺭﮮ ﻟﯿﮯ ﻻﮔﻮ ﮐﺐ ﺣﮑﻤﺮﺍﮞ ﭘﻪ ﻫﻮﺗﮯ ﻫﯿﮟ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔

Umr Barrhney Ki Ghalat-Fehmi Mein Kati Saari Umr Sach Yeh Hai Keh Lamha Lamha Kam Huyi Hai Zindagi

Umr Barrhney Ki Ghalat-Fehmi Mein Kati Saari Umr Sach Yeh Hai Keh Lamha Lamha Kam Huyi Hai Zindagi

Rachi Hoi Hai Har Ik Lafz Mein Teri Khushbo

رچی ہوئی ہے ہر اک لفظ میں تری خوشبو تری وفا کی مہک تیرے پیار کی خوشبو زباں کوئی بہی ہو خوشبو کی وہ بہلی ہوگی پرین شاکر خوشبو

Khuof Khatra Mi Da Taareekh Kitaab Ke Neshta Da Baroodo Pa Loogi Ke Ra-Loi Shawe Yam Pukhtoon Yam

Image
Khuof Khatra Mi Da Taareekh Kitaab Ke Neshta Da Baroodo Pa Loogi Ke Ra-Loi Shawe Yam Pukhtoon Yam