Lakh armanon ke ujde huay ghar hain dil mein Ye wo basti hai ke abaad hai veeranon se
لاکھ ارمانوں کے اجڑے ہوئے گھر ہیں دل میں یہ وہ بستی ہے کہ آباد ہے ویرانوں سے Lakh armanon ke ujde huay ghar hain dil mein Ye wo basti hai ke abaad hai veeranon se اب کوئی دیر میں الفت کا طلبگار نہیں اٹھ گئی رسم وفا ہائے صنم خانوں سے Ab koi deer mein ulfat ka talabgar nahi Uth gaiy rasm e wafa haye sanam khanon se ہائے کیا چیز ہے کیفیت سوز الفت کوئی پوچھے یہ ترے سوختہ سامانوں سے Haye kia cheez hai kaifiyet e soz e ulfat Koi pooche ye tere sokhta samanon se پھر بہار آئی جنوں خیز ہوائیں لے کر پھر بلاوے مجھے آتے ہیں بیابانوں سے Phir bahar aiy junoon khez hawayen le kar Phir bulave mujhe atay hain bayabanon se افسر میرٹھی Afsar Merthi